Part 20


On a next day Anubhav reached to hospital, to meet Haseena, he entered in the room, & look her mother is available there, Haseena look him & smile..

Haseena- jai hind sir..

Anubhva smile & says- jai hind, aap thik hai Haseena ji..

Haseena smile & says- ji sir..

Anubhav look to Haseena's mother & asked- maata ji aapko koi madat chahiye toh aap bol sakti hai humein..

Haseena's mother look to Haseena, & says- shukriya yeh puchne ke liye, lekin agar aap ek kaam kar sakte hai, hum aapko baata sakte hain..

Anubhav look to Haseena once & says to her mother- ji aap bejhijhak ho kar bol sakte hai, hum aapki kya seva kar sakte hai..

Haseena's mother says with little irks tone- ji aapke iss SHO ka muh band kijiye, jo humein baar-baar yaha se bhagane ke piche padi hai, khud ka haath aur paire ko ghehri chot pochayie hai, aur humein bol rahi hai, jaao yaha se, aap hi baatayie beta ji, issye aisi halat mei hum aise chodakr jaa payenge, kya..

Haseena look them with the rising up her eyebrows, for her mother Anubhav is new, but she is talking like, she knows him for so long, & Anubhav too listening her mother's complaint against her, & Anubhav says to her mother- maata ji aap fikar naa kijiye, hum aapki saari pareshaniyon ki samasya ka haal jarur nikalnege, aur humari SHO sahiba ka dimag bhi hum thodasa thik kar dete hai, tab tak aapa, bill ka bhugtan karke aaye, thik hai..

Haseena's mother agree for that, after she goes out from the room, Anubhav seat on chair & says- Haseena ji, yeh bahot hi badi galat baat hai..

Haseena says- sir aap jaante hai, humara jo mission hone wala hai aage jaakar ussmei humare pariwar walon ko bhi khatra ho sakta hai, issliye hum humari ammi ko yaha se jaldi bhejna chahte hai..

Anubhav- hum samjh sakte hai aapki duvidha, lekin woh aapki maatashri hai, aur aap unnki duvidha samjhne ki koshish kijiye, woh aapki baat samjh rahi hai, aapke liye aapka farz baada hai, lekin unnke liye unnke beti ke liye pyar bhi toh badha hain, aur woh beti jakhmi hai iss liye, woh itni jaada chidchidi hui hai, dekhiye kuch dino ke liye, unnhe rakhiye aapne saath, phir aage aap dekh lijiye..

Haseena think for moment & says- yeh bhi baat thik hai..

Anubhav smile & says- waise humein kuch samjh nahi aa raha hai, aur aapki wajah se humari neend poori tarah se uddi huyi hai, kal raat se..

Haseena says with confusion- humari wajah se, hum ne kya kiya hai sir aisa..

Anubhva says with little deep tone- ji aapne Misry Sharma ko yaha par bula liya, woh bhi, Karishma singh ka senior bana diya, kiu, yeh humara pehla prashan hain, dusara prashan hain, aapne aapki aur Karishma singh ki duriyan kum karne ki koshish kiu nahi ki, aur aapne duriya khatam nahi ki hai toh hum yeh mission khatam kaise karnge, yeh humara tisra prashan hain..

Haseena smile & says- humari aur Karishma singh ki duriya poori tarah se khatam huyi hai, yeh aapka dusre prashan ka uttar, tisare prashan ka uttar hai, mission poora hoga, lekin doo plan se, ek plan jo sirf humara hoga aur aapka, aur dusra plan pure team ke saath hoga, lekin Karishma singh ke liye poora alag..

Anubhav asked her with little curiosity- kya matlab hai aapka..

Haseena- humne Karishma ko plan baataya, lekin woh alag hai, unnhe humne yeh baatya ki Misry Sharma MPT join kar rahi hai, lekin unnke saath kaam kargi, naa ke unnki senior bankar kaam karegi, sahyad unnhe pata chala hoga, ki ab Misry Sharma senior hai..

Anubhav smile & ask- issye kya hoga..

Haseena- issye bas wahi hoga, jo humein chahiye, Karishma ka dill tootega, yeh sochkar ke hum galat fayda utta rahe hai, unnki aur humari duriya kum hui hai usska, aur issye yeh hoga, woh humare virudh jaayegi aur humari haar ek baat ko alag disha mei kargi, jo ki humare liye, woh baat sahi rahegi, issye Misry Sharma ko yeh yakin hoga, humare aur Karishma ke beech koi bhi tal-mel nahi hain, woh Karishma ko aapne side karne lag jaayegi, yeh baat usske chacha ji ko poch jaayegi ki MPT ke SHO aur SI me koi bhi tal-mel nahi hai, toh tripathi poori tarah se laahparvah hoga, aur saath mei, Misry bhi yehi baat tripathi tak pochati rehegi, aur issye hum tripathi ke pramukh sthaan par poch jaaynge..

Anubhav cut her mid- ek kshan vilaban kare..

Haseena stop herself mid & start to stare Anubhav & he says- issye aapke aur Karishma singh ke rishte mei darar aa sakti hai, iss ke baare mei aapne kuch socha hai..

Haseena shook her head in yes & says- jitna hum Karishma ko jaante hai, woh jab sochne lagti hai humare baare mei tab, unnki kashmkash doo hisson mei bat jaati hai, unnke zehen mei dill aur dimag ki ladhai chalu hoti hai, woh jarur dimag wale dill se soch sakti hain, ke humein yeh kiu kiya aur kis liye kiya, tab tak hum humari manjil tak poch chuke honge aur Karishma hi hongi humein aage jaa kar samjhne wali, aur humein unn par poora vishwas hai..

Anubhav smile & says- plan kya hai..

Haseena- jab tak hum ghar par hai, tab tak chalne do thana Misry Sharma ko, hum bas nighrani karnge, bas aap thane mei din mei ek baar waha par jaaye kijiye..

Anubhav give her little surprise look, & says- jaise aap kahe Haseena ji..

Haseena & Anubhva exchange the smile only, in Anubhav's mind- mastishk ke saath saundary, kya baat hain, Anubhav aaj tak itne saare log mile kaam ki wajah se, lekin Haseena ji jaise koi nahi mila, har din kuch na kuch aisa kar deti, issye humein doobara sochane par majboor kar deti hai, jo humein sadaiv avivaahit rahne ki kasam khaayi hi, uss par sochne par majboor karti jaa rahi hai aap haseena ji..

Karishma seating at Badnaam's tea stall in her own thoughts, & thinking about Haseena's plan, which was she discuss with her, a few hours back, but as per plan, Misry gonna be the MPT's SI then how she become the head of MPT, who a careless officer against the duty, even she is not respecting the elders, & junior officer, that makes her little restless that, why Haseena lie with her, or any other thing behind her plan, or she believe again on Haseena is her bad decision..


If you like hit the ⭐& comments below..

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top