Part 6

Minakshi: bataiye rajkumar!

Madhav: dekhiye mujhe gyaat ki apko humare mata pita ne bata diya hai humare vivah ke baare mein!

Minakshi: ji (while looking down)

(They were sitting on a swing)

Madhav observed her reaction

Madhav: dekhiye mujhe gyaat hai ki aap yeh vivah rok nhi payenge kyuki apne vachan diya haii, ab ye vivah main bhi rok nhi paunga! Toh Humari Vivah hogi!

Minakshi suddenly looked at his face, and Minakshi thought he rejected her that's why he is here!

Madhav: kintu-

Minakshi with curiosity asked- kintu?

Madhav: MAIN APSE KABHI PREM NHI KAR PAUNGA RAJKUMARI! MAIN AK PATI HONE KA ZIMMBEDARI NIVA SAKTA HU KINTU EK PREMI HONE ΚΑ ΝΗΙ. ASAL BAAT TOH YE HAI KI MAIN KISI AUR SE PREM KARTA HU. 

Minakshi felt a sudden pang in her heart! Why? Why was she so hurt?

Minakshi with sadness asked:  maaf kijiyega rajkumar kintu kya main jaan sakti hu ki woh kon haii? Agr aap chahe toh mujhe bata sakte hai.

Madhav: nhi aisa kuch nhi! Asal main wo hai VIDHARBH KI RAJKUMARI PADMA-

Minakshi: VATI? Matlab Padmavati? (Minakshi asked with a shocked expression)


Madhav with curiosity: aap usse janti haii!

Minakshi: ji! Mera matlab maine suna hai unke baare mein!

Minu (thought): Hey Narayan bass yeh maan jaaye aur shaq na kare

Madhav (thought): mujhe aisa kyu abhas ho rha hai ki rajkumari jhut bol rhi hai!

Madhav: acha! Thik hai main chalta hu!

In hall:

Vasudev: toh sakha wo main keh raha tha ki aapke aur mere rajya mein yeh baat pehla dete hai ki apke putro aur mere putariyon ka vivah ho rha hai! Humare paas samah bhi kam hai!

Arjun: toh hum abhi saare rajya main bata dete hai!

Karmvati: arya!

Arjun: haan priye bolo!

Karmvati: arya wo aap kanyao ki shringar kr liye Muskan ko bula lijiye! Hume unke liye vastra bhi chunna hai!

Arjun: avashya!

Karmvati left

Arjun: sainiko! Jao aur jaake saare rajya main yeh baat phehla do vivah ke bare mein, sirf rajya nhi rajya ke bahar bhi!

Arjun (in mind): ab Vidharbh wali ko bhi pata chalega! Phir wo mere bete se dur ho jaayegi!

At evening:

Shivani: jiji dekhiye Muskan aagayi haii!

Karmvati came in hall

Karmvati: aao Muskan aao!

Muskan: Pranipat Rani Karmvati, Pranipat Rani Shivani!

Karmvati and Shivani: Pranipat

Karmvati: baitho!

Shivani: dasiyo jao rajkumariyoon ko bula ke lao! Aur haan rajkumaro ko bhi!

Dasi- ji!

Mishti and Minakshi came

Shivani: baitho putri

They sit on the sofa

Muskan: toh boliye rajkumariya kaisa lahenga chahiye aapko!

Mishti: ji mujhe laal rang main sitaron jaisa chamak ho!

Muskan smiled at Mishti! Her choice was great!

Then rajkumar's came

Muskan: Pranipatt Rajkumar Gourav, Pranipatt Rajkumar Madhav!

Madhav and Gourav: Pranipatt!

Karmvati: aao putro aur apni hone wali patniyo ke liye lahenga pasand karo!

Gourav: ji

Madhav: kintu-

Gourav didn't even let him finished and dragged him. Madhav and Gourav sit in the middle of the girls

Madhav with Minakshi, Gourav with Mishti 

Shivani: Gourav aur Madhav aap dono meri putariyon ke liye lehenga chuniye!

Karmvati: haan putr!

Muskan: toh rajkumari Minakshi! Aapko kaise vastra chahiye?

Mishti: Minu bolna teri sapno ki lahenga!

Yaad haii? Tune toh bola tha wo hi pehnegi apni vivah main!

Minakshi looked at Mishti and gave a small smile

Minakshi: aap mujhe kuch sadharan sa dikha dijiye!

Mishti frown

Mishti: Minu kintu tujhe toh apne vivah k liye.. gulabi wali laal lahenga jis main sone jaisa nikhar ho kintu jyaada swarn na ho! Jiske upar sitaron ka mela ho jise dekh ke sabka mann dhal jaye! Aur usmein swarn (gold) ki kaam kam ho!

Madhav (in mind): itni anokhi pasand! Kitni Sundar hogi wo lahenga! Kintu inhone toh apni pasand bataiyi hi nahi

Minakshi: tabhi pasand tha ab nhi haii! Aur Sab kuch toh hamari pasand se nhi hota kuch chiz humare pasand ke bina hoti hai

All except Muskan understands her words. Then Gourav pick a lehenga for Mishti.

Muskan showed a simple lehenga.

Madhav: nhi aisa nhi! Jaisa bhabhi ne kaha gulabi wali laal lahenga jis main sone jaisa nikhar ho kintu jyada sharn na ho! Jiske upar sitaron ka mela ho jise dekh ke sab ka man dhal jaye! Aur usmein swarn ki kaam kam ho! Waisa dikhaiye

Minakshi looked at Madhav. Gourav and Mishti looked at eachother happily

Minakshi: nhi nhi mujhe yeh hi pasand hai mujhe yeh hi pehena haii!

Madhav: ji aapko pasand karne ko nhi kaha hai mujhe kaha hai!

Minakshi: kintu vivah toh mera haii! Main jaisi bhi pehnu!

Madhav: AUR APP MERI PATNI HAII! AUR YE VIVAH MERA BHI HAI TOH MUJHE MERI PATNI KI VASTR PASAND KARNE KO BOLA HAI AUR MAIN WO HI KAR RAHA HU! He said calmly

They looked at eachother and looked away

Madhav: toh aap waise hi dikhaiye!

Shivani: wahh ati sundar!

Karmvati: sach!

Mishti: haan bilkul jaisa Minu ko chahiye tha!

Minakshi looked at Madhav. Madhav smiled at her

But Minakshi was stubborn! She is annoyed by his actions and words! That affects her badly! So she looked away from him

Madhav (in mind): Nakhre wali

Minakshi (in mind):  chidaku!

Madhav (in mind): kuch jyada hi jhagralu hai ye!

Minakshi (in mind): kuch jyada hi natkhat hai!

Madhav: mujhe ye hi lehenga pasand aaya Rajkumari Minakshi ke liye!

Karmvati: toh aur Gourav aur Mishti tumhe pasand aaya?

Gourav and Mishti nod

Shivani: aur tum dono ko?

Madhav nod yes, Minu nod no

Shivani: chalo sabko pasand aaya!

Minakshi: kya maine kab kaha pasand aaya hai?

Shivani: Minu bachpana chorde ab! Tumhare pati ko pasand aaya toh arthath tujhe bhi aaya hai bas!

Minakshi: itni jaldi paraya bhi kar diye.

 Minakshi said in a cute way and looked at Madhav. Madhav gave her a teasing smile

Minakshi: main ja rhi hu! Jo marzi kijiye!

Shivani: Minu abhi toh tumhe apne pati ke liye bhi vastr chunna hai kaha ja rhi hai?

Karmvati: Madhav usse pehne de na uski pasand meri beti ko kyu pareshan kar raha hai?

Madhav: maa usse waisa hi pasand hai par sirf thoda nakhre wali hai! Koyi baat nhi main bula ke lata hu usse!




For next update 

Target: 10 votes in this chapter 

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top