Part 4

At dinner time

Arjun: wo Vasudev mujhe tumse aur bhabi se kuch mehatpurn baat karna chahta hu

Vasudev: ha sakha bolo na!

Arjun: pehle bacho ko ane do!

Vasudev: acha!

After rajkumars and rajkumaris came

Vasudev: ab bolo sakha! Kya baat karni haii?

Madhav and gourav look at each other

Arjun: Tumne apni putri ka swayamvar ke baare mein kya soche ho?? 

Vasudev: Nahi. Meri putri kisi se prem karti hai. Aur woh jisse prem karti hai woh vyakti mujhe bhi pasand hai.

Gourav became sad.

Arjun: Kaun hai woh?? Jisse tumhari putri prem karti hai.

Vasudev: Uska naam kya mai tumhe usse milwa deta hu. Aur vaise bhi tum uss vyakti ko acche se jaante bhi ho. Tumhara putr Rajkumar Gourav. 

Arjun: Kya?? Saty mein. 

Vasudev: Haa.

Arjun: Kintu mujhe lagta hai mera putr tumhari putri se prem nahi karta hai. Anyatha apna nirnay iss vishay mein avashya bata diya hota. 

Gourav (without realising): Nahi Pitashree main bhi prem. (realising) kart..a hu.. Raj..kumari.. se.

Minakshi was soo happy and Mishthi was blushing while looking down Madhav was teasing his dau and Gourav was blushing while looking at Mishti 

Minakshi- Toh rishta paka??

Madhav: Haa. Pakka pakka 

Everyone was happy until

Shivani- Kintu arya aap kuch bhul rahe hai!

Now everyone is confused except Shivani and Vasudev.

Arjun: kya hua mitr?

Vasudev: Mishti ke janam ke samay wo 2 varsho tak kuch bol nhi payi. Humare raj rishi ne kaha tha abhi iska koi hal nhi hai! Uske baad Minakshi ayi, Minakshi ke aane ke baad Mishti bolne lagi sab kuch ashcharya chakit hogaye kintu-

Karmvati: kintu kya Maharj?

Shivani: kintu humare raj rishi ne kaha ki agar Mishti ke vivah k 5 din baad Minakshi ka vivah na ho toh kuch anarth ghatega! Kyuki Mishti aur Minakshi dono hi advut hai! Minakshi ke aane ke baad Mishti bolne Iagi aur mehal main alag si chamak aagayi! Undono ghar main alag nhi rakh sakte! Agar Mishti chali jayegi toh Minakshi ko bhi vivah karna hoga!

Everyone was tensed! Minakshi and Mishti was shocked

Minakshi: kintu ye kaise shambhav hai! Main na hi kisi se Prem karti na hi mujhe apse dur jana hai!

Vasudev: kintu Minakshi paristhiti hi aisi hai!

Mishti: kintu pitashree shree ka vivah kaise hoga? Mujhe lagta hai k app mera vivah tod dijiye!

Minakshi: nhi jiji!

Shivani: toh kya kare putri?

Minakshi: thik hai main app sabko vachan deti hu.... APP JISKE SATH MERA VIVAH NIRNAY KARENGE. MAIN USI SE VIVAH KARUNGI BINA KISI SHIKYAT K!

Everyone was shocked specially Madhav! Gourav said in a low voice- koi kisi ke liye itna bara tyaag kaise kar sakta haii! Minakshi sach main alag haii

Madhav heard this and he thought- sach main, Minakshi apni behen ke liye itna kuch kaise kar sakti hai?!

Madhav's heart melts at Minakshi's decision

Minakshi was standing there emotionless and Madhav was looking at her

Vasudev: dhanyawad beti! Apni behen ke liye tum itna kuch kar rhi ho! Main bhi tumhe vachan deta hu main tumhare liye sabse acha pati dhundunga!

Minakshi smiled at her father and left for her room!

The trio followed her

Minakshi locked herself in her room

Mishti: Minu darwaza khol! Sun na Minu! Khol na darwaza! Tujhe koi aavashyakta nhi vivah karne ki tu darwaza khol

Tears are forming down from Mishti's eyes

Gourav: rajkumari app chinta mat kijiye wo thik hogi! Minakshi darwaza kholo! Dekho sab thik hoga.

Mishti: thik hai mat khol darwaza, fir main bhi NHI KARUNGI VIVAH JAKE NA KARDE RHI HU MAIN!

Gourav was shocked Minakshi immediately open the door

Madhav was seeing all this and when Minakshi opened the door he was just looking at her

Minakshi: nhi tu aisa kuch bhi nhi karegi! Maine nirnay le liya hai bas..

Mishti: toh darwaza kyu nhi khol rhi thi?

Minakshi: bahar hi sari baate karegi ya andar bhi aayegi?

Gourav: haan chalo andar chalo

They all sit in the bed

Minakshi: toh main darwaza band karke soch rhi thi par aap log itna shor kar rahe the ki kya batau!

Gourav: humlog chintit the Minu!

Minakshi: bhrata ab mili aaplogo ko chinta se mukti?

Gourav: mujhe toh mili ab tumhari jiji ka pata nhi!

Mishti: Minakshi tujhe toh pta hai ki sab tujhse kitna prem karte hai! Tune ye nirnay kyu liya? Mere liye?

Minakshi: nhi nhi tere liye nhi mere liye! Dekh tujhe toh apna prem mil gya ab mera kya hoga! Toh maine bhi socha ki mujhe koi chaiye na. PREM KARNA HAI KISI SE!

Madhav felt a sudden emotion by her last few words! He was thinking how can someone be this positive after sacrificing her own happiness!

Gourav: Minu tum bhi na! Acha choro ab tum vishram karo hum chalte hai!

Mishti: haan!

Minakshi nod

At Vasudev's room

Shivani: ab kaise humari sundari k liye ak pati dhunde! Jo usse khush rakh sake!

Vasudev: pata nhi Shivani! Kya karunga main!

Shivani: ab uska syaammvar karna hi thik hoga

Vasudev-nhi Shivani, main apni laxmi ko syaammvar main nhi dunga! Maine vachan diya tha khudko!

Shivani: toh ab kar bhi kya sakte hai?

Karmvati: kar sakte haii Shivani!

Vasudev: app log yaha!

Arjun: shama karna hum aise aye kintu hume hal mill gya hai!

Shivani: kaisa hal?

Karmvati: hum apke ek beti ko apna bana rhe hai kyu na ek ko nhi dono ko hi banaya jay apna?

Vasudev: matlab?

Arjun: matlb hai ki hum Minakshi ka vivah Madhav se karwana chahte hai

Shivani and Vasudev are happy listening to this but Vasudev asked

Vasudev: Madhav taiyaar hai?

Karmvati: wo zaroor taiyaar hoga!

Shivani: ji toh shuru karte hai vivah ki ayojan!

Arjun: ji, 3 din bad hi ak acha muhurat hai hum chahte hai ki uss din Gourav aur Mishti ki vivah ho jayega aur uske thik 5 din bad hi aur ak acha muhurat hai toh uss Madhav aur Minakshi ka bhi vivah hoy jayega 

Vasudev: ati uttam

They hugged each other 

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top