Part 1

Madhav: Padma.

Padma: Madhav tum yaha. Kya hua kuch karya tha kya??

Madhav: Haa. Mai tumhare liye ye laaya hu. Pushp ke shringar.

Padma: Pushpo ka shringar?? Tumne kabhi mujhe pushpo ka shringar karte huye dekha hai kya??

Madhav: Isliye mai ek baar dekhna chahta hu ki meri Padma pushp ke shringar mein kaisi lagti hai.

Padma: Madhav. Rajkumariya keval swaran wale shringar karti hai. Naki yeh pushp wale shringar.

Madhav: Nahi Padma. Aisa nahi hai.

Padma: Bus mujhe vishay mein aur koi charcha nahi karni hai. Yeh kaisa prem hai tumhara ki tumhe apni premika ke baare mein kuch gyaat nahi.

Madhav: Aisa nahi hai Padma. Jeevan mein swaran sab kuch nahi hota hai.

Padma: SWARAN HI PREM HAI. Tanik dekho mujhe mai keval swaran wale shringar karti hu. Iske pashyaat tum kabhi bhi mere liye pushp ke shringar nahi keval swaran ke shringar lana. Anyatha nahi.

Padma left. Madhav was heartbroken bcz with so much of love he brought jewellery made of flowers and she rejected it.

Gourav: Kanha kaha ho tum??

Madhav: Mai yaha hu dau. Kya hua dau??

Gourav: Wo... Ek shan Kanha tum ro rahe ho?? Kya hua Kanha?? Kiski itna himmat ki meri Kanha ko rulaye. Samaksh aao issi shan.

Madhav: Dau dau kisiko bhi itni himmat nahi hai ki aapke Kanha ko rulaye. Wo mere netre mein kuch chala gaya.

Gourav: Saty mein Kanha??

Madhav: Saty mein Dau. Vaise aap kuch kah rahe the.

Gourav: Woh Pitashree kah rahe the ki hume Suryani jaane hai aaj.

Madhav: Suryani?? Woh bhi aaj?? Kis liye??

Gourav: Gyaat nahi.

Madhav: Thik hai.

One girl was standing near the window and missing her best friend.

https://youtu.be/FqA5pMRHM44

Mishthi: Minu.. Kya hua??

Minakshi: Kuch nahi jiji. Kya hua?? Kuch kary tha ki??

Mishthi: Woh kuch athithi aa rahe hai.

Minakshi: Thik hai jiji.

Mishthi: Aur haa Maa chahti hai ki jab woh aaye toh hum Rajkumariyo ke tarah shringar kiye hoye.

Minakshi: Arthath??

Shivani: Arthath swarn se tum dono ko shringar karna hoga.

Minakshi: Par maa.

Shivani: Mai jaanti hu putri tumhe swarn se shringar karna pasand nahi hai. Kintu woh kya sochenge.

Minakshi: Maa Rajkumariyo wala roop unke swabhav par dekha jaata naki shringaro par. Maa mai swarn se shringar nahi kar sakti hu.

Shivani: Thik hai putri. Tumhe jaisa thik lage. Mujhe apni putri par purn vishwas hai ki tum sochogi woh uchit hoga.

Minakshi: Dhanyawad maa.

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top