91.💖
Meera told Mihir everything. All the conversation she had with Vish and Shravani. Even the ones Vish and Shravani discussed in corner. She heard them clearly.
Mihir: 🤦♂️Ye Vish bhi na!😐😠
Meera: Ab main kya karu? Vo mujhe jo bol rahi hai main vo karu kya?
Mihir: Nahi! Aise bina baat ke kisi ko pareshan karna acha nahi hota. Tum stress mat lo aur apne room mein jao. Unn dono ko main sambhal lunga.
Meera: Okay! Par mumma to aapse sacchi mein bahut gussa hai.
Mihir: Main mana lunga. Infact main nahi vo mujhe manayegi.😏
Meera: Kya?
Mihir: Ha... Baad mein batauga. Zyada mat socho abhi tum.
Meera: Aap kuch shaitani karne wale ho na?
Mihir: Nahi! Bilkul nahi...😁
Meera: Thek hai😧... Pareshan mat karna mumma ko. Main room mein jaa rahi hu.
Meera went to her room and Mihir went to his. He saw Shravani sitting on bed with folded arms and an angry pout with her face towards window. He smiled looking at her.
He went near her and kissed her cheek. She became shocked at sudden feel and turns her head towards Mihir. After being in shock for 2 seconds she turned her head in other direction.
Mihir: Bahut dhoop(sunlight) aa rahi hai na khidki se? Isse band kar deta hu."
She opens her mouth to say something in protest but shuts it again as she had decided to not to talk to Mihir.
Mihir: (lies) Maine tumhara kitna wait kara aur tum aai nahi?
She turns towards him with an expression of question.
Mihir: Main na naraz hu tumse. Kitna wait karwaya. Wait kar kar ke wapas aana para. Sara surprise kharab kar diya tumne mera.
Shravani: Konsa surprise?
Mihir turned with a shocked face.
Mihir: Konsa surprise? Konsa surprise seriously? Kal hi to baat hui thi hamari."
Shravani: Kab? 😟
Mihir: 😐 Really?
Shravani: Mihir!
He holds her shoulders.
Mihir: (with fake hurt expressions) It's fine Shravani agar tumhara aane ka mann nahi tha ya busy thi ya bhul gayi. It's perfectly fine. Kuch nahi bol raha main. Ek baar bata deti to acha hota but koi baat nahi. Don't feel bad. Tumhe jhooth bolne ki zarurat nahi hai. It's fine.
He turns his back towards Shravani and smiles.
Mihir: (In mind) Sorry Bela! Jhooth bol raha hu. Kyuki sach nahi bata sakta par tumhe gussa bhi nahi rehne de sakta. Main bahut jaldi tumhe sach batauga. Sab kuch...
Tum logo ka plan tha na maze lene ka? Ab main lunga maze.😏
Shravani: Main jhooth nahi bol rahi. Aap kya bol rahe hai mujhe nahi pata. Kaha the aap subah se? Kitni pareshan ho rahi thi main ye soch soch ke.
Mihir: Main tumhara wait kar raha tha.
Shravani: Kaha?
Mihir: Wahi jaha hamari date planned thi. Main thora jaldi gaya preparations dekhne ke liye. Aur tumhare liye ye... (he picks one blank paper from side of bed and waved it in front of her face.)
Ye message chor ke gaya tha. Par tum nahi aai.😔
He crumble that paper and kept it in his pocket.
Mihir: Maine tumhara phone try kiya par laga nahi.
Shravani: Aap phone kar rahe the mujhe? Par main kar rahi thi aapko.
Mihir: Maine phir Vish ko bhi call karke bola ke Shravani ko bol dena half hour late aaye kyuki thora bacha tha kaam vahan. Phir usne bhi mera itna time waste kara ye puch puch ke ki kya planning hai.
Par half hour late kya tum to aai hi nahi. Kai ghante nikal gaye wait mein tumhari. Phir main wapas aa gaya.
Shravani: Vish! 😯😧 Usne kuch nahi bola mujhe. Aur maine jab usse pucha ke aap kaha hai? Usse kuch pata hai to vo boli usse nahi pata. Aise kaise?
Mihir: Yeah strange... She knew everything. Aur usse kyu puchna pada tumhe? Tumne mera message to read kara hoga. Tumhare just side mein tha.
Sharavni: Nahi Mihir! Maine koi message nahi dekha. Vaha koi message nahi tha.
Mihir: Tumhe lag raha hai ki main jhooth bol raha hu? Main aise kyu karuga? Kal hi to humne sab sort out kara hai aur humne...
Shravani: Maine aisa nahi bola.
Mihir: Par tumhara meaning yahi tha.
Shravani: No Mihir! Seriously!. Maine koi message nahi dekha na Vish ne mujhe aisa kuch bataya.
Mihir: It's fine Sharvani. Nahi dekha message. To nahi dekha. Phir kabhi chalege.🙂
He went to bathroom with a sad face and as he entered inside he smiled.
Shravani's pov...
Ye kya? Maine message kyu nahi dekha? Aise kaise? Mihir ji mera wait kar rahe the aur main yaha unpar gussa ho rahi thi! Galti Mihir ji ki bhi hai. Unhone ache se, samne se bolna chaiye tha. Bata ke jana chaiye tha. Aise kon paper par likh kar jata hai? Abhi ye baat bolugi to gussa na ho jaye. Vaise hi sad lag rahe hai. Mujhe kuch karna hoga inka mood thek karne ko. Par kya?🤔
Aur ye Vish! How can she? Mujhe bataya hi nahi. Aur upar se mujh se bol rahi thi Mihir ji se naraz ho jau. Kyu? Kya mila isse aise karke? Hamare bech mein jhagra karwana chahti hai ye? Iski to!
Cool down Shravani... Cool down... Vish ko baad mein dekhna, abhi Mihir ji ke bare mein socho. Unhen kaise manau? Vaise kitne ache hai. Bol rahe hai it's fine. Gussa nahi hai. I should really do something special for him.
Pov ends...
Mihir comes out and sat on bed. Shravani shifts beside him and hugged him from side.
Shravani: I am sorry Mihir ji.
He holds her back.
Mihir: No! I am sorry. Mujhe tumse aise nahi bolna chaiye tha.
He really meant it this time as he felt bad seeing her sad.
Shravani: Nahi Mihir ji. Aap sorry mat boliye.
Mihir: Nahi Shravani mujhe batana chahiye tha thek se. Sach bolna chaiye tha. Sach ye hai ki main
She put finger on his lips.
Shravani: Sshh! Bas! Kuch mat boliye. Jo ho gaya vo ho gaya. Ab kuch badal nahi sakta. Kuch nahi kar sakte hum sivaye aapka mood thek karne ke.
Mihir: Achaaa!
Shravani: Aur mood thek karne ke liye ice cream se better kuch nahi ho sakta.
Mihir smiled... He remembered his last birth. He said same thing to Bela.
Shravani: Kya hua?
Mihir: (said in trance) Strawberry right?
(In his mind old scene played:
Bela: Chocolate! Strawberry aapko pasand hai mujhe nahi.
Mahir: Nahi! Check kar raha tha. Kahi tum badli to nahi? Par biwiyan kabhi nahi badalti.)
Mihir chuckled...
Shravani: What?
Mihir focuses on present.
Mihir: Sorry! I was saying You like strawberry.
Shravani: I think memory meri gayi hai. Jaisa aapne bataya tha.
Mihir: Yeah right... You still prefer chocolate.
Sharavni: Kya still? I have always liked chocolate and always will.
Mihir gave a small smile.
Mihir: Tum ab bhi vaisi hi ho.
Shravani: Ha to kuch cheeze bhul jane ka matlab ye thori hai ke personality badal jayegi? I will never change.
Mihir: You better not.
He again hugged her.
Shravani: Kya hua Mihir? Aap thek hai na?
Mihir: Ha main bilkul thek hu.
Shravani: To aise ajeeb tarike se baate kyu kar rahe hai?
Mihir: Nahi aisa kuch nahi hai. I am just tired. You don't worry.
Shravani: Sab meri wagah se.
Mihir: (sweetly) Nahi Shravani...
Shravani: Bilkul ha... Bataiye main kya karu sab thek karne ke liye?
Mihir: Sab thek hai. Tumhe kuch karne ki zarurat nahi hai.
Shravani: Nahi bataiye... Aap jo bolege main karugi. Bataiye kya kar sakti hu main aapke liye?
He leans forward a bit.
Mihir: Pakka?
Shravani: Ha pakka...
He goes more closer.
Mihir: To phir...
He holds her shoulders and made her lie down and then switched off the lights.
__________________________________
That's all for now.
To kaisa laga ye part?😏
Share your views in comments and don't forget to vote.
BB
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top