2

Next morning
Udheer reached attari border pakistan's loc border office,ironically the same border, for which to cross they suffered so much

R- "inquiring from the receptionist" janab kya hum general asad khan s mil skte h
P- "seeing them from top to bottom"aapke paas koi appointment h
R- ji nhi appointment toh nhi h par woh mujhe bohot acche s jaante h
P- " Rudely yelled" paagal samjha h kya ek toh hindustani aur upar s bina appointment hamare janab s milna chahte ho, woh nhi mil skte.
R- "folding his hands" dekhiye mera unse milna bohot jaruri h kisi ki jaan ka sawaal h pls
P- thik h baahar baitho, janab abhi mashruf h, jb free ho jaenge toh bata dunga
R- ji thik h

Sahani house
Delhi
A man came from raadha's room and mogar spotted him

M- oh rab rab chor chor chor bhanu

Ra-"placing her palm on her mouth"o ji mogar behn ji main hu chor nhi
M- oye radha yeh subah subah kaise kapde pehne h tune
Ra- mogar behnji yeh wahi kapde h jisne meri jaan bachaayi thi uss fahrukh s aur aaj maine inhi kapdon ko pehen k apne parivaar ki jaan bachaani h
M- Tu soch le tu pkka yeh krna chahti h, waha jaan ka khatra h, kahi tu bhi n phas jaaye unke saath
Ra- nhi behenji kuch nhi hoga mainu aur mere parivaar ko....hm sbne border paar krne k liye saath ladaayi ki thi toh aaj main iss kathin samay m unka saath kaise chodh skti hu....hum phir se ladenge aur milke apni khushiyaan haasil krenge
M- o rab rab rab kitni samajhdaar ho gyi h tu, kaha woh meri bachpane s bhari parjaayi aur kaha tu, padhai likhaayi m kitni taaqat hoti h nhi, tera jaisa mann kre waisa kr par apna khyaal rakhi
Main tm sb k sahi salaamat wapas aane ki dua krungi yaha.
Ra- ji changa
M- par parjaayi Tu jaegi kaise tere paas toh koi dastavej nhi h

Ra- "thinking" o ji mainu border paar toh wahi karaega jiski wajah s main samay p pohoch nhi paayi aur randheer ji aur uday puttar ji k saath jaa n paayi....
Ab toh woh dawa daaru wale insaan hi mujhe leke jaenge....kl suna tha ki woh randheer ji k bhai h aur woh aaj subah niklenge....bas m samay p pohoch jau
M- "shaking her" o ki soch rhi h
Ra- ji kuch nhi ji main nikalti hu late ho jaega hain
M- par batake toh jaa kaise jaegi Tu
Ra- "assuringly" aap meri chinta n kro main bohot jldi un sb k saath wapas aa jaungi

Raj mahal
Hall

V- Maa mujhe nhi pata h k hm khudko kabhi maaf kr payenge yaa nhi par hm aapko waada krte h k hm hamare chote bhai ko aur unke pyaar ko sahi salaamat wapas laenge phir chahe hamari jaan hi kyu n chli jaae aur iss baar dekhiega hm apne maksad m harenge nhi
N- aisa mt kaho beta, aaj tk tumhe hm prem ki maut ka kasurbar thehrate aaye h....kbhi socha hi nhi ki woh aapke bhi chote bhai the....k jitna pyaar hm unse krte h utna hi aap bhi krte h....uss samay aapko sambhalne k bajaay humne aapko blame kiya.....aapko khud se door kr diya....are hum toh itni buri maa h k har baar aapki acchaiyon m aapki peeth thapthane k bajaay aapko taane sunaaye hamne.... Khud ko itna mashruf kr liya chunaav k kaaryo m ki aap pr kbhi dhyaan hi nhi de paaye....ek bete ko toh kismat n chin liya tha aur dusre ko hm apni bewakufiyon s kho baithe
Pr ab iss maa ko apne dono bete chaiye, unki khushiyan chaiye bas.
V- "assuringly" Aap chinta n kre hm hamare bhai aur unki amrit k saath jld aaenge
Aap bas apna aashirvaad dijiye hume
N-"blessing him" Vijayi bhava

The moment veer got into his car and started it he saw a man running towards his car from front like he's stopping him

V- Tmhara dimaag kharab h abhi accident ho jaata toh
Ra-"in manky voice" lekin o ji hua toh nhi n ji, mainu pata h k aap lahore jaa rhe ho mainu bhi jaana h, apne saath le chalo
V- amritsar jaa rhe hain jo tmhe saath le chalu....Pakistan jaa rhe h
"Egoistically" Aur veer pratap singh k gaadi k saamne aane ki himmat kaise huyi tumhaari huh
Ra- o ji dekho mere paas zyada samay nhi h mera lahore jaana bohot zaruri h, mainu pata h aap rajkumaar ho toh aapko woh log aasani s border cross krne de denge aur agar main aapke saath gya toh aapke saath border cross kr paunga
..."sensing that he's adamant "dekhiye ek toh aapki wajah s main samay p pohoch nhi paaya aur aap itna bhaav kha rhe h
V- mtlb kya h tmhara aur humne aisa kya kiya jo tm nhi pohoch paaye
Ra- o ji kl aapke ghar m itni ashaanti aur itne aadmi the ki mujhe chutti hi nhi di aur kl main apne dost k saath lahore jaa rha tha saari baatein hogyi thi usse
Toh huye n aap kasurbaar mere lahore n jaane k
V- dekho hamare paas zyada time nhi h kisi aur ko dhundho
Ra- haa toh maine bhi nhi hatna h ab agar aapko jaana h toh mujhe iss gaadi s uda kr jaana hoga
V- thik h
Veer started his car and tried to scare him off but he's our radha, no one can stop her... She didn't budge from her place thus veer, accepting his defeat stopped his car
V- thik h pr meri ek baat kaan kholke sun lo aapki jaan ki zimmedaari nhi h meri,
Lahore pohochte hi aap apne raaste nikal jaenge aur agar
Ra- "interrupted him" dekhiye time nhi h mere paas,"assuring him" aap pr main musibat nhi banunga bs mujhe lahore pohocha dijiye.
V- thik h

Om nivaas
Amrit's room
Amrit and vashma are sleeping after crying whole night but their sleep got disturbed by chudail, fahrukh ki naani's yells
Fn-"yelling" oye utho khambhakt kudiyon apne piyo ka ghar samjha h kya jo iss tarah s bistar pr padi ho
Listening her loud voice vashrit woke up
A-"making fun of her"ae lo ji yeh toh paagal bhi ho gyi h thodi thodi....toh chudail ji..main zara aapki ghalat fehmi dur kardu main sach m apne bauji k ghar m apne kamre m hi padi huyi hu..aur mujhpe hukm jhaarne wali tu koyi nhi hoti samjhi
B- oye konsa ghar Pakistan m ab hindustaniyon ka kuch nhi rkha h...na yeh ghar....na yeh kamra aur...na yeh bistar ...yeh sb kuch hamara h smjhi aur uthja nhi toh jaan le leni h maine teri

A- "full raanjhan mode" Oye iss ghar k ek ek it p mere parivaar ka naam likha hua h aaj bhi mere maa bauji ki aatmae basti h iss ghar m aur tu mujhe mere hi ghar m dhamki degi jaa nhi maanti main tera hukm
F- Bohot jubaan chl rhi h n teri ruk abhi kaatti hu isse
V- Abbe oye khabardaar jo vashma baig k rehte uski pakki saheli ko haath bhi lagaya toh yeh haath kaat dene h maine tere
F- thik h tum nhi manoge toh teri ammi saara kaam kregi
Oye laau onu
One of fahruk's man brought zaida holding her shoulders And mercilessly throwing her down like a non-living thing
V- "concerned"ammi!!!
A- " Concerned" taiji!!
V- ammi!! Aap yaha
V-"to fahrukh's naani...warning tone" oye teri dushmani humse h n toh hm tk hi rkh khabardaar jo mere ammi abbu ko beech m laaya toh
Fn- are Tu bas dekh kaise mera fahrukh tm logo k pure parivaar ko khatm krta h
A- tum yahi chahti ho n ki hm iss ghar ka saara kaam kre toh thik h hm krenge pr tmlg  inhe kuch nhi kroge
Fn- Woh toh dekha jaega ab naha dhoke niche aa jao tm dono
V- "making her stand carefully"Ammi aap thik h n aur aap yaha kaise? Aur yeh ghar toh jal gya tha n
Zaida(z)- Main bilkul thik hu mere baccho aur rhi baat iss ghar ki toh yeh ghar sirf ittey aur pattharon s nhi bana tha hamare jazbaaton s bana tha .....hm dono parivaaron ki dosti ki aur hamare saare bacchon ka bachpan dekha h iss ghar n ......dono parivaar k har sadasya ka safar dekha h iss ghar n...iss ghar ko maine aur tere abbu n saath milke thik karaaya h sb kuch bilkul waisa h jaise 4 saal pehle hua krta tha
V- Pr ammi aap yaha kaise Aur abbu aur bhaijaan woh lg kaha h
Z- Kl subah hm sab ko pakad k le aaye the yeh log ...tere abbu aur abraar bhaijaan ko bhi kamre m band kiya hua h....pr tm dono chinta mt kro abdul n randheer s baat ki h use bata diya h ki hm sb om niwas m h tm dono dekhna woh aur uday hm sb ko zarur iss musibat s baahar nikal lenge.
Suddenly fahrukh came and pulled amrit and vashma's hairs tightly and started dragging them
A- Aah
F- Oye bola tha n niche aane ko meri naani n tm dono ki moti chamdi m pyaar s koi baat asar nhi krti h n
Z- "yelling and stopping him"Chod un dono ko fahrukh Allah s darr woh apne bandon ko insaaf jarur dilata h .... "Crying for her daughters" Zarur dilata h

Afternoon
Attari border
Udheer waited till afternoon under the scorching heat withou having a drop of water or a piece of food
U- o ji randheer sahab dopahar ho gyi asad sahab ka kuch pata nhi mainu toh nhi lagta woh hamse milna bhi chahte h
R- nhi uday bharosa rakho woh jarur milenge, bohot acche insaan h woh tm dekhna woh hamari madad jarur krenge

Suddenly someone saw them in this state, yes he's asad, asad khan(A)

A-"authoritatively to the receptionist" Inhe baahar kyu baithaya h aise
P- "nervously" Ji hindustani h aise kaise andar aane de dete hm inhe
A- "roared like a lion" Hindustani h toh kya aise bartaav kroge tm lg....insaaniyat nhi h tm logo m
Andar bulao unhe aur woh bhi pure adab s ek bohot hi acche aur sacche insaan h woh jinhone na jaane kitne logo ki madad ki h bina unke jaat dekhe
P- "respectfully this time to udheer" Aap ko andar bulaya h
Udheer- Ji bohot bohot shukriya

Asad's cabin
A- "hugging randheer tightly" Kaise h aap randheer miyan aur aapki amrit mili ki nhi aapko
R- "in a grim voice" Mili toh thi pr wapas chin li gyi
A- Mtlb hm kuch samjhe nhi
They narrated the whole incident
R- "introducing uday" Yeh hamare ajeez dost h uday kishore sahani..."with hopeful eyes" Kya aap hame lahore pohocha skte h
A- "gravely" Bohot khatra h randheer waha, visa bhi nhi mil paaega tm dono ko ....agar pakde gye toh hamesha k liye yaha ki jail m kaid ho jaoge
U- Ji dekhiye hm koi bhi takleef sehne k liye taiyaar h Pls hamari madad kr dijiye pata nhi woh dono kis haal m hongi
A- Thik h tm dono abhi hamare saath chlo aaj shaam ko kuch saaman jaa rha h lahore hm tm dono ko usi main bhejne ki puri koshish krenge
U- Ji bohot bohot shukriya
A- Aap hamare dost k dost h toh aaj s aap hamare bhi dost hue uday....Lekin ek baat ka acche s dhyaan rkhna aap dono....k 7 din baad hm lahore aaenge agar aap lg uss samay n nikal paaye toh aap logo ka nikalna namumkin ho jaega
R- o ji woh "pointing his finger tonthe sky" rab baitha h n waha woh zarur hamari madad krega
U- o ji aap ko bhi toh messiah bana k bheja h n uss rab n hamari zindagi m waha bhi kisi n kisi ko hamari madad k liye zarur bhejega hume pura bharosa h uss sache badshah p
A- ji yeh toh bohot acchi baat h, aap logo ka apne pyaar pr itna atoot bharosa dekh pyaar pr aur vishwas badh gya h mera
Ab aap dono chliye aur kuch khaa lijiye subah s kuch nhi khaaya hoga aap dono n
U- ji bohot bohot shukriya aap ki yeh madad hum kbhi nhi bhulenge

Precap
R- aakhir kaar hm lahore pohoch hi gye
.. Pr yeh lg hame kaha leke jaa rhe h
R- aap yaha

Pls give ur love and reviews to my ff

Pls do inline comments

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top