Aankhen


VJN University ---

Boys reached early in college and waiting for girls in parking area.. Girls entered from gate ..

They all greet each other but Preeti Rohan gave angry glares to each other..

Preeti to make fun of him : Lagta hai logo ko koi kaam nahin hai... yeh college hai garden nahin jo roj roj ghumane aa jate hai..

Rohan replied coolly: logo ka to pata nahin par mein to apane college hi aaya hun... ab teen saal yahin padunga... sabke saath...

Preeti (shouts) : Kya... oh No... roj tumhein jhelna padega... I can't handle it...

Rohan too replied, "same as here... even I can't handle it... chalo ek baat toh same hai hum donon mein"

Swati : Lo inka shuru ho gaya subah subah... pata nahin pura din kitna pareshaan karenge dono... chal Naina hum chale class mein...

Sameer come towards Naina : Morning Naina... ab kaisi ho... aur yahan khade rehne ki koi jarurat nahin hai... chalo class mein chalte hai.....

They all move to class ahead leaving Samaina back to have some talks...

Naina : Sameer, maine kaha na I am fine... tum itni chinta mat karo... she smiles..

Sameer : ok madam... but promise karo tum kabhi mujhse kuchh nahin chhupaogi... har baar bataogi..

Naina : Promise... ab chale...

They all entered in class when Swati saw a familiar face... she went to her and hugged her tightly.....

Swati shouts in excitement: Priya tu yahaan... tune bhi isi college mein admission liya hai..par tu to Baroda mein rahti hai na.......

Priya : wow... thank god tu mil gayi... mein to darr rahi thi ki akele kaise manage karungi.. yahaan kisi ko bhi nahin janati...

Swati : Par tu aaj se pehle to nahin dikhi mujhe...

Priya : Haan voh mere papa ka transfer yahaan Ahmedabad mein hi ho gaya hai toh thoda late join kiya hai..

Swati : Chal mein tujhe apne friends se milwati hun...

Swati introduce Priya to all.. Yeh meri friend hai... Baroda se... actually yeh meri mausi ke ghar ke paas mein rehti thi... par ab isake papa ka transfer yahaan ho gaya hai to isne bhi hamara college hi join kiya hai...... All greet her and being a simple and cute girl, she gets mixed up with all soon..

JBR enters and they all settled on their seats, Samaina together ..... after his lecture, he announced to give the name list today itself if wants to participate in Fresher competition... also sports team selection will be held tomorrow, so all should be well prepared... After lecture, they all sit together for chatting ...

Sameer : toh yaar tum log final karoge ki perform karna hai ya nahin... aaj aakhiri din hai naam dene ka..

Swamun : Humein toh karna hai... baaki log apna bata do...

Pandit looked at Priya and Said : will you dance with me?

All together: hawwww...... Pandit pehle din hi propose? Not bad.....

Priya feels shy and Swati says : Yaar tu iski baaton ka bura mat manana.. yeh aise hi masti karta rahta hai par dil ka bahut saaf hai... haan thoda bhukkad hai...... vaise idea bura nahin hai, you should dance with him.....

Priya cautiously said yes to Pandit.....

Sameer turned to Rohan : Ab sirf Preeti aur Rohan tum donon bache ho... ab bataao tum dono couple banoge... sorry I mean dance mein....

Naina : Please maan jao na donon... dekho sab perform kar rahe hai... tum donon nahin karoge to achchha nahin lagega.....

Priya (unknowingly) : Naina, tum bhi toh perform nahin kar rahi... why don't you pair with Sameer and join us in dance ... kitna maja aayega na sab ek saath....

Naina turned her face to hide her tears and start tingling her both hands in nervousness ..... Sameer sitting next to her hold her hand firmly to calm her.........

Swati to divert topic : Nahin voh hum baad mein dekhenge... abhi Preeti Rohan tum bataao kya karna hai... aaj naam dene ki last date hai...

Sameer : yaar chalo na canteen chalte hai... vahin baaki ki baatein bhi kar lenge.... aur Rohan Preeti tum donon pehle aapas mein baat karke confirm karo phir canteen aa jaana...... hum tumhein vahin milenge.... aur khabardaar jo lade toh....

He indicates Munna to take all ahead and he will join with Naina.. They all left leaving Sameer and Naina alone in class...

Sameer : chale Naina... voh log hamara wait kar rahe honge...

Naina didn't said anything,  she nodded in yes and turned to move when Sameer stop her .......

Sameer : Naina ....... kya hua ...... Priya ki baaton se bura laga kya ........

Naina lower down her eyes and said : Nahin aisi baat nahin hai... usse shayad abhi pata nahin par...

Sameer said softly : Par kya Naina... jab tum sab samjhati ho, jaanti ho toh kyun har baat ko dil se laga kar apne aap ko dard deti ho...... pata hai mein hamesha se ek baat kehna chahta tha tumse ......

Naina looked at him surprisingly : voh Kya?

Sameer smiled and bent slightly to look straight into her eyes : Tumhara naam Naina jisne bhi rakha hai na bahut soch samajh kar rakha hai kyunki tumhari aankhen bahut sundar hai, bahut gehraai hai inme... par jab in mein aansun aate hai na to mujhe bilkul achchha nahin lagta......

Naina replied smilingly : Sameer tumhein pata hai mera naam Naina meri mummy ne rakha tha... maine to unhe dekha bhi nahin par Chachaji ne bataya tha... yeh unki aakhiri khwahish thi ki mera naam Naina rakha jaaye..

Sameer : Phir to tumhe jyaada dhyan rakhna chahiye... varna unhein kitna dukh hota hoga apani Naina ke Naino mein aansun dekh kar.......(in his mind: jaise mujhe hota hai)

He cupped her face in his hands and wiped her tears from his thumb..

Naina smiled : chale... sab wait kar rahe honge...

Sameer : chalo... dekhe hamare donon ladaku yoddha kya kar rahe hai.. ab tak kisne kiska sar phoda... vaise aaj kyaa laayi ho lunch mein...

Naina : aaj maine poha banaya hai... tum khaoge..

Sameer : yeh bhi koi puchhne ki baat hai ..... par sorry mein kisi ke saath share nahin karunga...... not even with you..... okay...

They laugh and went to join all in canteen..... Outside they saw Rohan Preeti standing together silently and giving each other deadly glares...... Samaina went to them talking, "lagta hai humein hi kuchh karna padega, varna inki Mahabharat toh lambi chalegi"

Naina : Preeti, kal tune Rohan ko kamre mein band kiya tha na... chal Sorry bol usse..

Preeti : Sorry aur iss mendak ko, kabhi nahin.... mein nahin bolungi... usane mujhe idiot bola tha...

Rohan in complaining tone : Dekha Naina aaj bhi kitni rudely baat kar rahi hai mujhse... yeh hi hamesha ladaai shuru karti hai....

Sameer : Rohan, ladai to tune bhi ki thi na... toh theek hai dono ek saath ek dusare ko sorry bol do aur jhagda khatm karo......

Naina : Preeti, Rohan meri baat nahin maanoge...... Dekho ab hum sab ek hi group mein hai, aise ladoge toh kaise chalega... dekho vaise bhi tum donon kal jaldi mein humein hi dhundh rahe the aur lad pade, toh please hamari khaatir hi maan jao.....

Rohan / Preeti together : Okay.... Sorry...

Naina smiled : thank god, chalo ab haath milao aur dosti karo...

Rohan / Preeti make faces but shake their hands for her sake and said : Friends...

Sameer : Thank God Naina.. tum mein na ek jaadu hai, sab tumhari baat ek baar mein hi maan lete hai.... dekho kam se kam tumhari to suni in dono ne...chalo ab sab wait kar rahe honge...

They 4 reach canteen and finally decides the pairing and songs on which 3 couples will perform...

Sameer : Theek hai tum log class mein jao, mein yeh list submit karke aata hun...

Naina : Sameer tumne apna naam toh likha hi nahin....

Sameer : Don't worry likh lunga... dhyan se jaana.. I will see you in class....

Sameer left for teacher's room to give the list and after few minutes, they all started to move from canteen but stopped by someone .......

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top