Moran ka pain
Hai ..
Hello ..
Happy reading ..
I know mein bahut late hunn lekin kya karu aap votes ithna lately complete ki isiliye update bhi late hogayi ,,aage se jaldi se vote kardijiye ,, mein jaldis update dungi ..
*******************
Sameer : jo mein ab bolne wala hunn plz emotional math huyiye ..
Mo : kya ??
Sameer : juhi maam ,, juhi maam zinda hai ,, abhi bhi param ki kabze mein hai .....
******************
Yeh sun kar karan bhi shock hojatha hai , Monami unhe hi dekhne lagthi hai ,, Monami ki ankhey ubar aathi hai ..
***************
Flash back
Sameer : haa bhabhi jiss mission mein juhi maam supposedly Shaheed hogayi hai ,, us mission ka culprit koi aur nahi param bhayya tha ,, juhi maam ne unka plan puri tarah flop ki hai ,, isiliye usne juhi maam ki khiad karke torcher karne laga ,, humme information mili ki woh zinda hai lekin yeh nahi patha ki actual mein kaha hai woh ..
Monu ko yeh sab sunkar chakkar aane lage thi ,, upar se pregnancy side effects ,,woh apni maa ke saath bhithya huva har pal yaad karne lagi ..
"Monami ,, tum acchi bacchi hona ?? Mumma ko jane do beta mission par ,, i promise mein jaldi wapas ajavungi " she remembers her mom's last words with her and uski halat aur bhi karaab hone lagi ..
Mo : Sameer tumne wahi kaha tha na jo maine suna ,, maine koi galat nahi suna Naa ?? Maa zinda hai ,, mujhe maa ke pass le chalo Sameer plz ..
Sameer : bhabhi sambhalo khud ko ,, agar ayise emotional hogayi toh kaise chalega ?? Humme iss arms ki containers ko bhi pakadna hai aur juhi maam ko bhi bachana hai ..
Monu some how khud ko sambhalthi hai aur woh dono waha se chale jathey hai ...
After few days ..
Sameer : ( in call ) bhabhi aap aare hona ?? Aaj hi param bhayya containers ke saath border cross karne wale hai ,, humme unhe red handedly pakadna hoga aaj ..
Mo : ( in call ) yes Sameer ,, mein ready hunn ,, abhi aari hunn ..
( She cuts the call and put her hand on her stomach and says )
Mo : sorry baccha iss halat mein tumhe waha lekar Jana padra hai ,, but i promise mumma tumhe kuch nahi hone dungi ..
Tabhi rudrakshi rothi hai ,, monu ru ko apni haathon mein lethi ,,
Mo : happy birthday princess ,, sorry mumma ko jana hoga ,, aapki Nani keliye ,, i know iss birthday tumhari pehli birthday hai lekin mumma bahut buri hai naa aaj ka din bhi tumhe chod kar jari hai ..
Yeh sunkar Ru monu se lipat jathi hai aur buri tareeke se rone lagthi hai ,, jaise ki kuch unhoni hone wali ho ..
Mo : Ru tum meri acchi bacchi hona ?? Ayisa nahi rothey ,, mumma jaldi wapas ayegi ,, promise ...
Aur woh Ru ko lekar bahar aathi hai ..
Ussi wakth dher saare gifts lekar Karan
waha aatha hai ..
Karan : ( by picking Ru in hands ) happy birthday Raj Kumari sahiba ,, and he lifts he air and roams around just like he does to baby ..
Ru khil kilake hasthi hai ,, karan ki nazar monu par padthi jo iss wakth pareshan lagri hai ,, karan side hugs her and says ..
Karan : rani sahiba kya huva ?? Ithna pareshaan kyu ho ??
Mo ; karan mujhe aaj ek secreat mission mein jana hoga ,, abhi mein koi details nahi batha sakthi but it's quite dangerous mission hai ...
Karan : mujhe meri wali par pura barosa hai ,, har baar ki tarah tum iss baar bhi jeeth kar avogi ,, i know ..
Monu karan ko hug karthi hai aur karan apna shirt wet hona feel kartha hai ...
Karan : Monami kya huva ithna kamzhor kyu hori ho ,, mein hunn rudrakshi ke saath tum tension math lo ..
Mo : promise karo karan jab tak mein wapas nahi avungi tab tak Ru ka khayal rakhega ..
Karan : yeh koi puchne wali baath hai kya Monami ,,agar tum mere dil hai toh woh meri dil ki dhadkan hai na toh mein tum dono kuch bhi kaise hone dunga ??
After few minutes Monami left to mission ,, karan felt weird by monu behaviour ..
***************
Finally Monami reaches the param's base along with Sameer and team ,, she care fully enters into the base and sees around finally she and some of her team members enters into the room where she was expecting juhi ,, but to her suprise she didn't found anyone ,, suddenly someone enters into the room and monu points gun on the person ..
Mo : param bhayya ???
Param : finally tum yaha tak pahunchi gayi ?? Hahaha lekin yeh math bhulna param se ladne keliye param jaisa sochna chahiye ...
Monu : kya chahthey ho aap ?? Aur meri maa kaha hai ??
Param : ohh ohh ho ,, yeh bhi patha chal gayi but don't worry mein tumhari maa se jarur milawadunga lekin pehle yeh bathav tumhe family chahiye ya maa ..
Mo : matlab ??
Param on some tv and in that monu sees some people secretly pointing gun on sumanji ,, Premji ,, chitra ,, Bala ,, nikhil and nihaal who are preparing arrangements for rudrakshi's birthday ..
Yeh dekh kar monu apna gun nichey kardethi hai ,, aur param ko dekhne lagthi hai ..
Param : bus ithne mein yeh haal ,, yeh dekho ,, i am sure tumhe aur bhi dard hogi ..
Woh remote ka button dabadetha hai aur dikhaya hai ,, usme rudrakshi buri tarah rothi hai ,, aur uski puri dress khoon se bheeg jathi hai ..
Monu param ko collar pakadthi hai aur chillane lagthi hai ..
Mo : how dare you ?? How dare you meri bacchi par haath laganeki ??
Param : excuse me ,, maina kuch nahi ki ,, jo kuch bhi hu a sirf aur sirf tumhara pathi se hua hai ..
Aur woh waha se bhaagne ki koshish karthi hai ..
Param : bahut tang kiya tum aur tumhara woh pathi ,, ab bhari hai tumhe suffer karneki ,, jab tak tum karan ke saath rahegi tab tak ek ek karke sab ko udadunga sabse pehle tumhari maa ko udadunga ,, baad mein ek ek karke tumhari so called family mein sab ko udadunga ...
Yeh sunkar monu param ko dekhne lagthi hai ..
Mo : tum jaise gatiya insaan ko aaj tak nahi dekha maine ..
Param : mujhe yeh desh ne ayise banaya hai ,, kyu ?? tumhe apni maa ko lekar ithna fhikar hori hai ?? , mein apni maa ko tadap they huye dekha ,, mere dad iss desh keliye jaan dediya hai ,, uske Marne ke baad koi humare baremein nahi socha ,, sirf Chand rupai aur do medals dekar peecha chudwa diya ..
Mo : haa lekin usme mera pathi aur meri beti ki kya galathi hai ..
Param : galathi yeh hai ki woh apna desh ko bahut pyaar kartha hai sabse se zyada ,, aur mujhe iss desh ko bhala karne walonse sakth nafrat hai ..
Monu : aap se baath kar na hi bekaar hai yeh bathayiye mujhe kya karna hoga meri maa ko bachane keliye ..
Param : tujhe hamesha keliye dhur hona padega tumhara pathi se ,, mujhe uss desh bakth ko rothey huye dekna hai ,, jiss pain se mein guzra hunn ussi pain se unhe bhi guzarna hoga ,, tab jake yeh desh ke liye pyaar ki bukaar utar jayegi ..
Monu : ( give a victory smile ) tumhe kya lagtha hai bhayya ,, mein dhur hone se woh desh ko chodega ?? Kabhi nahi woh apna pariwar,, pyaar se zyada apna desh ko aage raktha hai ..
Saying this she left from there to academy ,, there she got to know that Ru had been hospatized ,, she runs to hospital ,, there she sees karan was silently crying for his daughter ,, her man the strong person karan was helplessly silently crying for his daughter ,, seeing this her heart got acked,, karan sees Monami and runs to her and hugs her tightly ..
Karan : yeh sab mere wajese huva hai monami ,, mein ek accha father nahi hunn ,, i failed as father ..
Monu toh kaske hug karke bathana chahthi hai "nahi karan isme tumhara koi galathi nahi in sab ke peechey param hai " par achanak usse param ki baath yaad aathi hai ,, aur woh unki maa aur pariwaar ki yaad agayi aur karan ko dhur dakhel diya. .
Mo : dhur raho mujhese aur meri beti se ..yes you failed as father ,,aur aage se meri beti ki ass pass aneko koshish bhi math karna ...
So that's it for today ,,
Ab monu ki side ki story dekhi hai hum ,, karan ki story kya hai ,, Ru injured kaise hogayi ,, karan khud ko kyu blame kar raha hai ,, jaane keliye next chapter tak wait karna hoga ,, so jaldi se 100 votes complete kijiye mein next chapter jaldi likhna shuru kardungi ..
Tab tak keliye thank you ,, meri bakwaas ko patience se padne keliye .
Your writer.
Devi
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top