Maa

Lgti thi bhookh jab bhi
Meri manpasand cheeze banati thi
Chot lagti thi jab bhi mujhe
Dard se vo karhaati thi
Galti krti thi jab bhi koi
Pyaar se vo samjhaati thi
Karti thi ek kaam accha
So dafa sabko bataati thi
Har pal rehta tha khayal mera
Har pal mera hi sochti thi
Maa, lafz hai chhota sa
Par zindagi bhi usi se mili thi
Na hoga koi aur maa jaisa,
Zindagi se ek seekh payi thi.

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top