May I? Please...

(V1 spins the wheel)
V2: okk.. 4th sound is 'K'

V1: tick tick 1
Tick tick 2
Tick tick 3
Tick tick 4
Tick tick 5
Tick tick 6
Tick tick 7

Janu: (she is yet blushing thinking about Fais but composes herself and starts singing)
Kuch to hua hai
Kuch ho gaya hai
Kuch to hua hai
Kuch ho gaya hai

Kuch to hua hai
Kuch ho gaya hai
Do chaar din se lagta hai jaise

Sab kuch alag hai
Sab kuch naya hai
Kuch to hua hai
Kuch ho gaya hai

Cheezein mein rakh ke
Bhool jaati hoon
Bekhayaali mein gungunati hoon
Ab akele mein muskuraati hoon
Badli hui si meri ada hai
Kuch to hua hai
Kuch ho gaya hai

Pighla pighla hai dil mera jab se
Achcha rehta hain mood bhi tab se
Haske milti hoon aaj kal sab se
Khush ho gaya hai jo bhi mila hai
Kuch to hua hai
Kuch ho gaya hai

Rang chamkile Saare lagte hai
Raah mein bikhre taare lagte hai
Phool ab zyada pyaare lagte hai
Mehki hui si jaisi hawa hai
Kuch to hua hai
Kuch ho gaya hai

Dhyaan ab apna zyada rakhti hoon
Sochti hoon main kaise lagti hoon
Aaina ho to dekh leti hoon
Kaise yeh chehra aisa khila hai
Kuch to hua hai
Kuch ho gaya hai

Yeh nasha jisme dono rehte hai
Yeh lehar jisme dono behte hai
Ho na ho isko pyaar kehte hai
Pyaar mila to
Dil kho gaya hai
Kuch to hua hai
Kuch ho gaya hai

(V1 spins the wheel)
V2: next sound is 'T'

V1: tick tick 1
Tick tick 2
Tick tick 3
Tick tick 4

Raj: (He throws a ball of paper at Aashu and in action asks her if she is singing.. she nods in a no and he starts singing)
Tumhe pata toh hoga
Tumhi pe main fida hoon
Tumhe hai jabse chaaha
Hawaaon mein udata hoon 
Tumhi mere har pal mein
Tum aaj mein, tum kal mein
Hey shona, hey shona
Hey shona, hey shona

Tumhe pata toh hoga
Ke mere dil mein kya hai
Chalo kahe deta hoon
Kabhi nahi jo kahaan hai
Tumhi mere har pal mein
Tum aaj mein, tum kal mein
Hey shona, hey shona
Hey shona, hey shona...

Tum jo ghussa bhi karo toh mujhe pyaar lagata hai jaane kyun
Main toh jo bhi kahu tumhe ikraar lagata hai jaane kyun

Chhodo bhi ye ada, paas aake zara
Baat dil ki koi keh do na
Hey shona, hey shona
Hey shona, hey shona...

Saari duniya ko chhodke maine chaaha hai ik tumhe
Maine zindagi se maanga hai toh sirf maanga hai ik tumhe
Abb isi chaah mein, abb isi raah mein, Zindagi bhar mere tum ho na
Hey shona, hey shona
Hey shona, hey shona...

Tumhe pata toh hoga
Tumhi pe main fida hoon
Tumhe hai jabse chaaha
Hawaaon mein udata hoon
Tumhi mere har pal mein
Tum aaj mein, tum kal mein
Hey shona, hey shona
Hey shona, hey shona...

Shona, hey shona
Hey shona, hey shona...
Hey hey ey ey ey ey hey hey hey hey...

(V1 Spins the wheel)
V2: okkk so next sound is.. 'S'

Aashu: (she thinks about Raj and starts the song)
Sajde mein yun hi jhukta hu,
tum pe hi aake rukata hu
Kya yeh sabko hota hai

Humko kya lena hai sab se,
tum se hi sab baate abb se
Ban gaye ho tum meri duwa

Sajde mein yun hi jhukta hu,
tum pe hi aake rukata hu
Kya yeh sabko hota hai

Humko kya lena hai sab se,
tum se hi sab baate abb se
Ban gaye ho tum meri duwa

Khuda jaane ke main fida hu,
khuda jaane main mitt gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai,
ke ban gaye ho tum mere khuda

Tu kahe to tere hi kadam ke main nishano pe
chalu ruku ishaare pe
Tu kahe to khwabon ka bana ke main bahana sa
mila karu sirhaane pe

Ho.. tum se dil ki baate sikhi,
tum se hi yeh raahe sikhi
Tum pe mar ke main to jee gaaya

Khuda jaane ke main fida hu,
khuda jaane main mitt gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai,
ke ban gaye ho tum mere khuda

Dil kahe ke aaj to chupa lo tum panaho mein
Ke darr hai tum ko kha dunga
Dil kahe sambhal jara khushi ko na najar laga Ke darr hai mein to ro dunga

O karti hu sau vaade tum se,
baandhe dil ke dhaage tum se
Yeh tumhe na jaane kya huwa

Khuda jaane ke main fida hu,
khuda jaane main mitt gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai,
ke ban gaye ho tum mere khuda

Sajde mein yu hi jhukta hu,
tum pe hi aake rukata hu
Kya yeh sab ko hota hai

Hum ko kya lena hai sab se,
tum se hi sab baatein abb se
Ban gaye ho tum meri duwa

Khuda jaane ke main fida hu,
khuda jaane main mitt gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai,
ke ban gaye ho tum mere khuda
ke ban gaye ho tum mere khuda

(V1 Spins the wheel)
V2: next sound is 'A'

V1: tick tick 1
tick tick 2

Bhav: (he is admiring all the couples there and suddenly he started missing Saloni and he starts singing thinking about her)
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam?
Yeh manzilein hain kaun si?
Na woh samajh sake na hum

Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam?
Yeh manzilein hain kaun si?
Na woh samajh sake na hum

Yeh roshni ke saath kyun
Dhuan utha chiraag se?
Yeh roshni ke saath kyun
Dhuan utha chiraag se?
Yeh khwaab dekhti hoon main
Ke jag padi hoon khwaab se

Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam?
Yeh manzilein hain kaun si?
Na woh samajh sake na hum

Mubaarakein tumhe ke tum
Kisi ke noor ho gaye
Mubaarakein tumhe ke tum
Kisi ke noor ho gaye
Kisi ke itne paas ho
Ke sab se door ho gaye

Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam?
Yeh manzilein hain kaun si?
Na woh samajh sake na hum

Kisi ka pyaar leke tum
Naya jahan basaoge
Kisi ka pyaar leke tum
Naya jahan basaoge
Yeh shaam jab bhi aayegi
Tum humko yaad aaoge

Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam?
Yeh manzilein hain kaun si?
Na woh samajh sake na hum

(V1 Spins the wheel)
V2: next sound is 'K'

V1: tick tick 1
tick tick 2

Reem: (closes her eyes tightly to not let any drop fall off her eyes)

Kahin to... kahin to Hogi wo
Duniya jahan tu mere saath hai.
Jahan mein, jahan tu
Aur jahan, bass tere mere jazbaat hai

Hogi jahan subah teri
Palko ki, kirano mein
Lori jahan chand ki
Sune teri baahoin mein.

Jaane naa kahan wo duniya hai
Jaane naa wo hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

Jaane naa kahan wo duniya hai
Jaane naa wo hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

Saasein kho gayi hai kiski aahon mein
Mein kho gayi hu jaane kiski baahon mein
Manzilon se raahein doodhti chali
Kho gayi hai manzil kahin rahon mein.
Kahin to, kahin to
Hai nasha.
Teri meri har mulaqaat mein
Hoton se, hoton ko
Chumti, o rehte hai hum har baat pe
Kehti hai fiza jahan
Teri zamin aasmaan.
Jahan hai tu, meri hassi
Meri khushi, meri jaan...

Jaane naa kahan wo duniya hai
Jaane naa wo hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

Jaane naa kahan wo duniya hai
Jaane naa wo hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi
Jaane naa kahan wo duniya hai
Jaane naa wo hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

(V1 Spins the wheel)
V2: umm... Ok next is again 'S'

V1: tick tick 1

Jai: (looking into Reem's eyes as she was crying)
Saanson ko saanson mein dhalne do zara
Hmm.. la la la..
Saanson ko saanson mein dhalne do zara..
Dheemi si dhadkan ko badhne do zara
Lamhon ki guzarish hai ye,
paas aa jaayein
Hum.. hum tum,
tum.. hum tum

Aankhon mein humko utarne do zara
Baahon mein humko pighalne do zara
Lamhon ki guzarish hai,
paas aa jaayein
Hum.. hum tum,
tum.. hum tum
Saanson ko saanson mein dhalne do zara..

Salvatein kahin, karvatein kahin
Phail jaaye kajal bhi tera
Nazron mein ho guzarta hua
Khwabon ka koi kaafila..
Jismon ko ruhon ko jalne do zara
Sharm-o-haya ko machalne do zara
Aa.. lamhon ki guzarish hai,
paas aa jaayein
Hum.. hum-tum,
tum.. hum-tum
Saanson ko saanson mein dhalne do zara..

Chu lo badan magar is tarah
Jaise surila saaz ho
Andhere chhupe teri zulf mein
Kholo ke raat aazaad ho

Aanchal ko seene se dhalne do zara
Shabnam ki boondein phisalne do zara
Lamhon ki guzaarish hai ye, paas aa jaayein
Hum.. hum-tum, tum.. hum-tum
Saanson ko saanson mein dhalne do zara..
Baanhon mein humko pighalne do zara
Lamhon ki guzarish hai ye,
paas aa jaayein
Hum.. hum tum,
tum.. hum-tum

Hum.. hum-tum,
tum.. hum-tum
Hum tum... hum... hum-tum

(V1 spins the wheel)
V2: next sound is 'Y'

V1: tick tick 1
Tici tick 2
Tick tick 3
tick tick 4

Rosh: (She realises she is the only one left and now it's her chance. She looks at everyone and a song strikes her mind)
Yaaron dosti badi hi haseen hai
Yeh na ho to kya phir
Bolo yeh zindagi hai

Koi to ho raazdaar
Begaraj tera ho yaar
Koi to ho raazdaar

Yaaron mohabbat hi to bandagi hai
Yeh na ho to kya phir bolo yeh zindagi hai

Koi to dilbar ho yaar
Jisko tujhse ho Pyaar
Koi to dilbar ho yaar

Teri har ke buraai pe daante woh dost
Gam ki ho dhoop to saaya bane tera woh dost
Naache bhi woh teri khushi main
aree Yaaron dosti badi hi haseen hai

Yeh na ho to kya phir
Bolo yeh zindagi hai
Koi to ho raazdaar
Begaraj tera ho yaar
Koi to ho raazdaar

Tan mann kar tujhpe fida
Mehboob woh
Palkon pe jo rakhe tujhe
Mehboob woh
Jiski vafa tere liye ho

Are Yaaron mohabbat hi to bandagi hai
Yeh na ho to kya phir
Bolo yeh zindgi hai
Koi to dilbar ho yaar
Jisko tujhse ho pyaar
Koi to dilbar ho yaar
 
V2: great Gryffindore's! Ok next team..
(All remaining teams participate)

V1: okk so students.. on account of failure to sing within given time Kendriya Vidyalay is eliminated from Charisma..

V2: let's give them a big round of applause for their journey with us
(All clap)

V1: and all other teams.. congratulations for your survival in Day 4. Now all of you can..

Jai: Sirrr!!

V1: yes?

Jai: I wish to dedicate a song to someone in front of everyone..
May I? Please...

(All teams hoot and cheer)

Reem: (murmurs) Whattt??? Ye kya karne ka soch raha hai??

V2: Woaaaaah... Come on come on! Everyone a big cheer for Jaijeet Singh.. waise.. to whom are you dedicating the song?

Jai: The person will know it sir..

Reem: (murmurs) Sid pinch me..

Sid: (murmurs) kyu??

Reem: (murmurs) Is this happening for real?

Sid: (murmurs) yess Idioo!!

V1: Ladki to hogi matlab.. come on! Join the stage...

Jai: Januu.. mere sath chal

Janu: mai kyu?

Jai: kyuki mai female voice mein nahi gaa sakta Januu.. come on yaar!!

Janu: are lekin which song? Mujhe aata bhi hai ya nahi?

Jai: ha aata hai tujhe.. chal!
(He drags Janu to he stage)
Guys... over the years what I know for sure is that I am very bad at expressing myself so today I have finally decided to take help from our virtual parent body... I mean Bollywood to let someone know what I feel, what I want and what I wish!
This is dedicated to... forget it! This is for you... And you know it! (Looking towards Reem)

...

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top