Keerti Throws Naksh Out Of Room
Sorry guys mujhe fever tha isiliye update nahi kiya tha
Keerti in room
Keerti in her mind naksh mujhe pata hai aap aisa kehna nahi chahte the thake hue the kabhi kabhi hum na chahte hue bhi gussa kar dete hai par that's not fair muje acha nahi laga aapka is tarah baat karna mai gusaa hu aapse
Then naksh came in room
Naksh- keerti sorry dekhiye meri baat
Suddenly keerti go towards bed and throw one pillow and blanket on him
Naksh- keerti ye acha aap mujhe marna chah rahi hai mar lijiye par gussa mat kariye na ek baar baaat kariye na
Keerti turn her face
Keerti- bhagwan ji inhe keh dijiye bahar jaake soye ye room se
Naksh- hain?????
Keerti- haan
Naksh- keerti yar sorry na aap mujhe room se he bahar nikal rahi ho
Keerti- nahi sunenge
Naksh- nahi
Keerti- toh thik hai mai he nikal deti hu bahar
Keerti push him out of room and locks the door from inside
Naksh start knocking door
Naksh- sorry na keerti dekhiye itna gusaa mat kariye please
Keerti- bhagwan ji inko bol dijiye inko inka blanket mil gaya hai na aur pillow bhi so jaye jake kahi bhi
Naksh- keerti yar please darwaja kholiye na mujhe baat karni hai aapse
Keerti- bhagwan ji keh dijiye mujhe baat nahi karni naira ke khadoos bhai se
Naksh- hain? ....... naira ka khadoos bhai
Keerti- haan abhi vo he toh the aap thodi der pehle mere naksh toh ni the aap jayiye khadoos he bane rahiye mujhe ni karni baat itna gandi tara se bol rahe the ek kaam kariye aap na mere gunde bhai ke pass chale jayiye
Naksh- sorry na keerti
Keerti- bhagwan ji keh dijiye inse mujhe kuch ni sunna
Naksh- dekhiye na keerti sab meri majak udayenge aapne mujhe room se nikal diya
Keerti- vo apni tone uchi karne se pehle sochna chahiye tha
Naksh- yar itni badi saja mat dijiye na
Keerti- mujhe ni pata
Naksh- fir aap hug karke kisko soyengi
Keerti- teddy ko hug karke so jaungi mera teddu hai mere pass
Naksh- aur mera kya mujhe toh neend ni aayegi na
Keerti in her mind khol de keerti bechare .........nahi nahi itni jaldi nahi
Keerti- dekhiye ye emotional drama mat kariye mere saamne
Gayu came towards keesh room she saw naksh is knocking door and pillow and blanket on floor
Gayu- bhabhi ne aapko bahar kar diye kamre se bhai
Naksh- kya tu mere chot pe ghaw karne aa gayi
Gayu- acha hua bhai .......gayu shout ......bhabhi aaj puri raat bhai ko bahar sone do acha kiya aapne
Keerti- thanks gayu par bahar sone ki jarurat nahi hai maine aisa nahi kaha bol do inse tum .....kisi aur room mai jaake so jayenge
Gayu- ye lo inke toh gusse mai bhi chinta hai bhai ke liye in dono ka kuch ni ho sakta .......continue bhai
Naksh- tu bhag yaha se
Keerti came and sat on sofa and hugs her teddy
Naksh- keerti dekhiye agar aapne darwaja nahi khola mai yahi so jaunga fir mujhe fever ho gaya toh
Keerti stand up from sofa
Keerti- nahi keerti vo tujhe phiglane ke liye keh rahe hai itni jaldi mat pighal
Gayu inform family about keesh
Swarna and akshara came towards keesh room
They start laughing
Naksh- kya mumma kya amma aap bhi has lo
Akshara- beta ab tu he mana hume kya vaise aaj maina sare room lock kara deti hu bahar he soyiyo ok
Naklsh- mumma aap bhi aise bologe
Swarna- damadji babu try kijiye
Naksh- ye kya hai amma
Swarna- jab keerti gusaa hoti thi na mai use pyaar se babu keh ke manati thi
Naksh- acha ye kaam karega
Swarna- shayad aur vaise bhi maine usse pucha tha shaadi se pehle ki apne pati se bhi aise he bulvayegi toh keh rahi thi haan mujhe lagta hai sahi samay hai boliye pyaar se babu kya pata maan jaye
Naksh- thankyou amma aap he ho mere sukh dukh ke saathi
Swarna- acha hum chalte hai aap lage rahiye keerti ko manane mai
Naksh- aap aashirwad dijiye bas
Swarna- humara aashirwad aapke sath hai
They left
But whole family comes there and escape behind pillars to see what's going on there
Naksh- keerti
Keerti- bola na maine mujhe koi baat ni karni
Naksh- babu
Keerti is shocked
She came towards door
Naksh- keerti mera sona babu please darwaja khol do dekho na mai bahar khada hu please
Keerti smile
Keerti- bhagwan inse puchiye kisne bola mujhe babu bolne ke liye
Naksh- ab mai kya apni biwi ko babu bhi nahi bol sakta
Keerti- dekhiye mai aapki in chikni chupti baaton mai nahi aaungi
Naksh- mera sona babu mujhse itna naraz hai sorry babu mai kabhi aisa nahi karunga sachi
Keerti heart is now melting little bit
Keerti- acha sach keh rahe hai
Naksh in his mind keerti man rahi hai naksh aur bol kuch
Naksh- haan sachi babu mai dil se sorry hu
Keerti- acha pakka vala sorry
Naksh- pakka vala babu please ab khol do na darwaja dekho na sab mera majak uda rahe the
Keerti- acha par itni asaani se nahi
Naksh- kya karu bolo mera babu jo bolega mai vo karunga
Keerti- jo bolungi vo karenge??
All family members just listening their talk and smile
Naksh- haan boliye kya karu
Keerti- ganna gayiye
Naksh- ganna??
Keerti- nahi ganna koi ni fir darwaja bhi ni khulega
Naksh- nahi nahi gata hu na
Keerti- toh gayiye
Naksh start singing
Jo teri khatir tadpe pehle se hi
Kya usey tadpana o zaalima, o zaalima
Jo tere ishq mein behka pehle se hi
Kya usey behkana o zaalima, o zaalima (x2)
Aankhen marhaba, baatein marhaba
Main sau martaba deewana huaa
Mera na raha jab se dil mera
Tere husn ka nishana hua
Jiski har dhadkan tu ho
Aise dil ko kya dhadkana
O zaalima, o zalima..
Jo teri khatir tadpe pehle se hi
Kya usey tadpana o zaalima, o zaalima
Saanson mein teri nazdeeqiyon ka
Itrr tu ghol de, ghol de...
Main hi kyun ishq zaahir karun
Tu bhi kabhi bol de, bol de... (x2)
Leke jaan hi jaayega meri
Qaatil har tera bahaana hua
Tujhse hi shuru
Tujhpe hi khatam
Mere pyaar ka fasaana hua
Tu shamma hai toh yaad rakhna
Main bhi hoon parwaana
O zaalima, o zaalima..
Keerti is smiling
She is so happy that her naksh can do anything to make her happy
Naksh- ab kholiye na
Keerti- thik hai
All family members- chaliye chalte hai .....ye dono kitne cute hai
Keerti opens the door
Naksh- keerti sor.....
Keerti put her finger on his lips
Keerti- maan gayi mai ab mat boliye sorry
Naksh smile
Keerti- gaane ke liye thankyou
Naksh- i know keerti mujhe aise behave nahi karna chahiye tha
Keerti- its ok naksh bhul jayiye come hug me
They hug each other so tightly
While hugging her he kissed on her cheeks
After sometime
Keerti- sorry maine aapko room se bahar kar diya na mai buri hu na
Naksh- don't dare to say anything against my wife
Keerti smile
Keerti- ok
Naksh- keerti vo dance hall maine singhania sadan mai bhi banva diya kal tak pura ready jayega paint ho raha hai bas
Keerti- kab socha naksh sachi
Naksh- haan jab hum greece gaye the tab
Keerti hugs him
Keerti- love u naksh
He hugs her back tightly
Naksh- love u too keerti
Naksh- vaise ek baat batau mai so jata bahar par neend nahi aati na aapke bina aap toh so jaate teddy ko hug karke mai kaise sota
Keerti- aww sorry
Naksh- ab dekhiye kamre se bahar nikalne ke nahi par aww bola aapse badla toh lena chahiye na
Keerti- naksh
Naksh- kaha hai maine aapse soch samajh ke aww bola kijiye sorry ab mera koi kasur nahi hai ab mera kabu bhi nahi hai mere dil pe
Keerti start blushing
He start nuzzling her neck and gave a multiple kiss on her neck
They spend some romantic time together and slept hugging each other
Recap- Naksh is not so romantic?????
So tell me guys how's it
Please vote and comment
Thankyou
-Poonam
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top