Kaha ho tum keerti.......


I am sorry guys late update karne ke liye 

Keerti continously crying

Keerti in her mind kyu naksh kyu kara aapne aisa aapko sach mai lagta tha mai aapko ye jaan ne ke baad kabhi nahi apnati ki aap kaun hai sach toh ye hai naksh maine aapse kabhi ye soch ke pyaar kiya he nahi ki aap kon hai kon nahi hai kya karte hai kya nahi mujhe toh bas aapse pyaar ho gaya naksh ......aap jo mere liye karte the mere dost ban gaye the meri har sukh dukh ke sathi ban gaye the meri hasi ka karan ban gaye the .......isiliye mujhe aapse pyaar hua naksh aapne ye sahi nahi kiya mera vishwas toda hai aapne mujhse jhut bolke naksh aapne ye acha nahi kiya naksh ....... mujhe ab samajh aaya kyu badi dadi mujhe pasand nahi karti kyunki mai unke ghar ke tutne ka karan ban gayi unki family apna ghar chodke kahi aur reh rahi hai toh vo mujhe pasand kyu karengi sab meri vajah se hua hai aapne sach mai ye sahi nahi kiya naksh

Naksh in his mind I am sorry keerti mai jaanta hu maine aapko aaj bahut takleef pahuchayi hai maine aapse jhut bola .......keerti amma keh rahi hai maine sach bata ke sahi nahi kiya par keerti aaj pure din mai pata nahi kaha kaha bhatak raha tha ye sochte hue ki agar kisi aur ne aapko ye baat batayi toh aapko jayada dukh hoga fir shayad aap meri baat bhi nahi sunti mai dar gaya tha keerti jab aapne subah chairman vali baat kahi mujhe laga agar aapko ye pata lag sakta hai ki mai chairman hu singhania diamonds ka toh kahi sach kisi aur se pata lagega toh kya hoga .........I know maine bahut badi galti kari hai aapse jhut bolke aapse apni asli life chupa ke par meri feelings mera pyaar sab sacha hai keerti mai kya karta keerti aapko khone ka dar bilkul mere dilo dimaag mai guss chukka tha .......ek pal ke liye bhi lagta tha agar aapko kuch bataya toh pata nahi kya hoga please mujhe maaf kar dijiye keerti mai aapki ye khamoshi seh nahi paa raha hu please bahar aa jayiye keerti room se

In morning keerti open room door

She saw naksh is sleeping on floor

Naksh is sleeping he doesn't realise that keerti already opens the door

He is so tired physically and mentally

Keerti- ye puri raat yahi so rahe the

She came down

Swarna- keerti

Akshara- beta tum thik ho na

Keerti- amma mujhe ghar ki chabi chahiye

Swarna- par beta

Keerti- maine kaha na amma mujhe ghar ki chabi chahiye

Akshara- beta meri baat toh suno aise ghar chod ke jana sahi nahi hai

Keerti- mumma mai abhi sach mai is state mai nahi hu ki ache se baat kar pau meri vajah se sab kuch hua hai ......... amma mujhe chabhi chahiye

Swarna- mujhe maaf kar do beta

Keerti- amma aapne bhi naksh ka sath diya na jhut bolne mai aapko bhi sab pata tha par nahi aapne mujhe nahi bataya please abhi mujhe kuch baat nahi karni aap please ghar ki chabi dijiye na ................chodiye rehne dijiye aap toh dengi nahi mai khud he le leti hu

Keerti left from house

Akshara- hai bhagwan ye kya hua humari ghar ki lakshmi ghar chod ke chali gayi aur hum kade kade kuch kar bhi nahi paye bas dekhte reh gaye

Swarna start crying

Naksh hear swarna crying voice

He wake up and saw door is already open

Naksh shout ohh no keerti

Naksh came down

Naksh- kya hua amma aap ro kyu rahi hai

Akshara- duggu vo keerti

Naksh- keerti kya mumma

Akshara- keerti apne ghar ki chabi leke ghar chod ke chali gayi

Naksh start crying

Naksh- keerti aap mujhe chod ke chali gayi aap mujhpe gusaa karti par mujhe chod ke toh na jati

Naitik- beta dekho tumhe he manana hai use jao please beta humari bahu ko mana ke le aao

Naksh wipes his tears and ran towards his car

Naksh came towards keerti's house

He started knocking keerti's house door

He continuously ringing door bell

Naksh- keerti please darvaja kholo na keerti i am sorry please

Suddenly one neighbour aunty of keerti came

Neighbour- beta tum ye locked gate ko kyu knock kar rahe ho aur bell kyu baja rahe ho jab door band hai

Naksh- matlab

She point towards lock

Naksh- ye kaise matlab mai pagal ho gaya hu kya itni der se locked gate pe knock kar raha tha tension mai maine dhyan he nahi diya ki gate locked hai par keerti toh ghar ki chabi leke aayi thi

Neighbour- haan beta keerti idhar aayi thi par 5 minute pehli kahi gayi maine use dekha tha uske hath mai ek chota sa bag bhi tha

Tears rolled down from his eyes

Naksh- keerti aap kaha chali gayi ohh no ab mai kya karu

Akshara calls naksh

Akshara- duggu keerti se baat hui

Naksh- mumma keerti pata nahi kaha chali gayi ye abhi ek aunty ne bataya ki unhone keerti ko chota bag leke jaate hue dekha

Akshara- kya hey bhagwan

Naksh- mumma mai keerti ko dhundne ki kosis karta hu

Akshara- haan duggu dhundo hum bhi try karte hai

In night

Naksh came in his house

Naksh- mumma keerti kahi nahi mil rahi kya karu mujhe kuch samajh nahi aa raha hai

Suddenly badi dadi came in house

Badi dadi- lalla

Naksh turn and hug her

Naksh- badi dadi keerti kahi nahi mil rahi hai

Badi dadi- lalla tune meri pota bahu se jhut he aisa bola hai vo toh naraz hogi he na

Akshara is little shock that badi dadi calling keerti pota bahu and she is blaming her lalla except keerti

Akshara in her mind ye bhahi maa keerti se naraz nahi hai matlab par ye kaise hua chalo jo hua acha hua lekin abhi pehle hume keerti mil jaye bhagwan ji

Akshara- bhabhi maa aap yaha aapne toh kaha tha aap kabhi nahi aayengi yaha

Badi dadi- mai apni puri family ko dobara singhania sadan le jane aayi hu

Naitik- bahbhi maa yaha keerti nahi mil rahi hai aur aap please bhabhi maa abhi ye topic mat chediye

Badi dadi- meri pota bahu ne he kaha hai ki mai sabko lene aau

Everyone is shocked hearing this

Akshara- pota bahu matlab keerti

Badi dadi- haan aur kuan hai 

Naksh- badi dadi keerti ....keerti ne aapse baat ki unhone kuch bataya kaha hai vo

Badi dadi- bahar hai parking mai gaadi park kar rahi hai

Naksh hearing that keerti is there ran towards parking

Naksh saw keerti and hugs her tightly

Naskh- kaha chali gayi thi kitna dar gaya tha mai pata hai aapko

Naksh is crying while hugging her

Keerti- naksh chodiye mujhe

Naksh- mai ab kabhi nahi chodunga aapko samjhi aap

Keerti push him little

Keerti came in house

Naksh also came behind her

Akshara- are keerti beta tum thik ho na

Swarna- meri bachi kaha chali gayi thi tu

Badi dadi- bas karo sab mai batati hu

Akshara- aap bhabhi maa

Badi dadi- haan keerti aaj gao aayi mujhe lene ke liye usne kaha ki sorry badi dadi mere vajah se aapko apni family apne ghar se dur rehna pada ab nahi aap mere sath chalengi sab singhania sadan vapas challenge rehne aap chaliye mere sath sabko apne ghar vapas lene

Akshara- keerti beta tumne ye sab

Keerti- mumma dekhiye kahi na kahi jaane anjane mai meri vajah se ye ghar alag hua badi dadi, dada ji, choti dadi ko aap sab se dur rehna pada mai nahi chati aap log ab aur dur raho toh maine ye socha hai ki sab apne ghar singhania sadan vapas chale aur sorry maine aapse subah rudely baat ki

Badi dadi- isme teri galti nahi hai beta sab iski galti hai mere lalla ki jhut isne bola aur mai naraz tujhpe thi mujhe maaf kar de beta

Keerti- nahi badi dai aapse choti hu mai aap mujhse maafi mat maangiye

Badi dadi- idhar aa lalla

Naksh- ji badi dadi

Badi dadi hold naksh ear and pulls his ear

Naksh shout oyieeeee

Naksh- dard ho raha hai badi dadi please chodiye

Badi dadi- aur jo tune meri pota bahu ko takleef di uska kya jhut bola na tune usse mai bhi tujhse naraz hu

Naksh- sorry badi dadi

Akshara- matlab keerti beta tumne hume maaf kar diya

Keerti- mumma mai aapse naraz nahi hu aapne job hi kiya apne bête ki khushi ke liye kiya mai aapse naraz nahi hu

Naksh- matlab keerti aapne mujhe bhi maaf kar diya

Keerti- maine ye kab kaha ki maine aapko maaf kar diya mai aapse baat nahi karungi aapne mera dil dukhaya hai naksh

Naksh- sorry keerti dekhiye please mujhe maaf kar dijiye

Keerti- nahi matlab nahi

Badi dadi- ab tune galti ki hai lalla toh bhugatna toh tujhe padega beta

Naksh is sad

Keerti- toh chale sab apne ghar

Gayu- aap bhi chal rahi hai na bhabhi

Keerti- haan gayu mai tumhare bhaiya se naraz hu aur kisi se nahi

Akshara- beta mujhe ye dekh ke khushi hui ki tumne aaj apni bahu hone ka farz kitni achi tarah se naibhaya hai par tumhe koi problem toh nahi hogi na

Keerti- nahi mumma asli sasural toh vo hai mera jaha aap bhi shaadi karke ayi thi jaha humare bade rehte hai toh mujhe apne ghar jaane mai kaise problem

Akahara hugs her

Swarna standing in corner and saw her daughter

Swarna thinks aaj sach mai mujhe lag raha hai meri beti bahut samajhdar ho gayi hai apne farz nibhana jaanti hai vo damadji se naraz hai fir bhi family ko takleef nahi pahuchne de rahi hai

Naksh in his mind I know keerti aap mujhse kitni naraz hai fir bhi aapne meri family ke bare mai itna socha mere pass sabd nahi hai aap kitne ache ho 

Badi dadi- swarna beta idhar aao

Swarna- ji bhabhi maa

Badi dadi- mai jaanti hu beta tumne ye sab keerti se isiliye chupaya kyunki tum uski khushi chahti thi maine keerti ko samjhaya hai aur keerti ab tumse naraz nahi hai

Swarna- sachi

Badi dadi- haan

Swarna came towards keerti with tears in her eyes

She hugs her

Swarna- sorry meri bachi mujhe maaf kar de

Keerti- nahi amma please sorry mat boliye badi dadi ne mujhe samjhaya aapki koi galti nahi hai aap maa hai aur maa toh apne bacho ko khush dekhna chahti he hai na

Badi dadi- swarna beta tum humare sath  chalogi hum us ghar ja rahe hai iska matlab ye mat sochna tum nahi jaogi tum meri pota bahu ki maa ho aur tum humare sath he rahogi samjhi

Swarna- par

Badi dadi- mujhe pata tha tum singhania sadan na jaane ka soch rahi hogi isiliye maine ye baat kahi hai aur tum humare sath jaogi aur ye mera aadesh hai samjhi

Swarna- ji bhabhi maa

Swarna hugs badi dadi

All are left for singhania sadan keerti is in another car because she not wanna talk to naksh

Naksh is sad but he thinks mai aapko mana ke rahunga keerti apni puri koshish laga dunga aapko manane mai aur muje pata hai aap mujhse jyada der maraz nahi reh paogi

All came in singhnia sadan

Dadi- mai aaj bahut khush humara pura parivaar vapas aa gaya meri bahu ko lekar mujhe toh yakeen nahi ho raha bhabhi maa aap gao se aa gayi

Badi dadi- sab meri pota bahu ka kamal hai devyani

Dada ji- khush raho keerti beta aao andar aao bahar kyu khadi ho

Badi dadi- ruko keerti bahu

Akshara- kya hua bhabhi maa

Badi dadi- bahu tu bhul gayi ghar ki lakshmi pehli baar ghar aayi hai uska greh parvesh kuan karega

Akshara- ji bhabhi maa

A smile crept on keerti face

Naksh notice it

Naksh in his mind chalo keerti ke chehre pe smile toh aayi varna meri vajah se kal se royi he hai vo

Badi dadi- chal lalla meri bahu ke sath khada ho ja jake vaha

Naksh- ji dadi

Keerti turn her face

Badi dadi- mai jaanti hu meri bachi tu naraz hai isse aur ye layak hai bhi teri narazgi ka biklul nalayak hai ye par beta abhi greh pravesh hoga na toh ek minute ke liye sehen kar le is pagal ko

All family member just adoring badi dadi conversation with keerti

Akshara- dekhiye na naitik badi dadi kitna pyaar kar rahi hai keerti se aur apne lalla ko data rahi hai jisse vo sabse jyada pyaar karti hai

Naitik- haan akshara humari bahu hai he itni pyaari ki koi bhi usse naraz nahi ho sakta

Naksh is not feeling bad for what badi dadi said but he is happy inside that his badi dadi is with keerti and scolding him for keerti

Naksh in his mind maine kaha tha na keerti aap badi dadi ko mana loge vo bhi aapse pyaar karne lagegi dekha aapne apna jaddu chala he diya badi dadi pe

Naksh thought to make everyone smile

Naksh- ye kya badi dadi aap apne lalla ko daat rahe ho

Badi dai- haan lalla tune kaam he aisa kiya hai meri pota bahu ko rulaya na tune ab tu dekh mai tere se badla lungi apni pota bahu ka tujhe kuch bana ke nahi dungi apne hatho se aur tujhe khoob marungi

Naksh- haye raam mai toh gaya lagta hai

All started laughing

Keerti also smile

Badi dadi did aarti and greh pravesh rasam off keerti

Badi dadi- aao beta tumhara tumahare ghar mai swagat hai tu bhi aaja lalla ab aise sadi si shakal mat bana ab mai nahi chahti meri pota bahu ke greh parvesh mai koi sadi si shakal bana ke ghume

Naksh smile

Recap- keerti & badi dadi VS naksh & whole family 

So tell me guys how's it

Please vote and comment 

I really appreciate your comments

Thankyou

-Poonam

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top