Part 1

(Lakshmi (in her new form) has sent Rishi to jail for trying to do engagement with Malishka even after being married to her and her being pregnant. Meanwhile Diya doubts wether this Lakshmi is the real Lakshmi or not.)

Scene starts in Diya and Shakti's house,

The alarm clock's sound pierced through the whole silent house in the morning. Diya, under the influence of her sweet sleep tried to turn off the irritating sound of the alarm when Shakti entered the room with breakfast for himself and Diya.

Shakti: Uth jaaiye miss Diya....subah ho gayi hain.
Diya(still in sleep): Bas paanch minute....
Shakti: Tu pichle do ghanto se paanch minute hi bole jaa rahi hain. Humein Lakshmi ko dekhne bhi jaana hain....bhool gayi?
Diya sat up suddenly, her hair all messed up.

Shakti(with a smile): Good morning wifey.....
Diya(brushing off her hair): Good morning...(yawning).....yeh subah itni jaldi kyun ho jaati hain?
Shakti: Iska jawab toh kisi ke paas nahi hain. Koi nahi....tu apna dukh dard kam karne ke liye parathe kha....methi ke.

Diya(lighting up): Methi ke parathe?
Shakti(with a smile): Haan....methi ke parathe with chai.....tere favourite. Chal jaldi brush karke aa jaa. Main tab tak jaa kar ghee le kar aata hoon.
Diya: Haan haan....jaldi jaa....
Shakti(with a smile): Okayy baba.....

Shakti came back after sometime only to find Diya waiting paitently for the ghee.
Shakti: Yeh lijiye madam......
Diya snatched the container of ghee....applied it on the methi paratha and started eating it as if it was the best food in this whole world.
Shakti: Chai dheere dheere peena....garam hain.
Diya:👍🏻
Diya(munching on her paratha): Tera breakfast kaha hain?
Shakti: Mera vrat hain....
Diya(raising her eyebrows): Apni ex girlfriend ki lambi umra ke liye?
Shakti: Jii nahi madam.....apni...(pulling Diya's cheek)....present and future wife ke liye.
Diya: Kis khushi mein?
Shakti: Karwachauth hain aaj yaar.....
Diya(widening her eyes): Tu ne sach mein...mere liye fast rakha hain?
Shakti(taking a deep breath): Rakhna para....
Diya: Kyun?
Shakti: Ab.....meri wifey apne aap ko hamesha musibat mein jo daalti rehti hain.
Diya glared at Shakti.
Diya: Seriously?
Shakti(giggling): Nahi.....par....(side hugging Diya)....vrat maine rakha hain.
Diya: Kis khushi mein rakha hain? Meri itni parwah hain tujhe?
Shakti(sighing): Parwah toh karna hi parega na.....warna agar tu chali gayi toh mere saath kaun saara din jhagda karega?
Diya(teasing): Oh....so you like quarelling with me?
Shakti: Tu na apne delusional world se bahar aa jaa.....aur jaldi breakfast khatam kar...aur please....for God's sake jaldi ready ho jaa.
Diya(munching her paratha): Hmm....tu bhi kha le tab tak....main naha kar aayi.

Saying this Diya ran to the bathroom with a leftover piece of methi paratha in her hand.

A small chuckle left Shakti's lips but then it slowly curved into a smile.

Shakti(with a smile)(in mind): Maine tere liye vrat isiliye rakha hain Diya....kyunki mujhe darr hain....ki tujh par koi buri bala aa jaaegi, aur tu mujhse....nahi nahi....main yeh bardaasht nahi kar paaunga Diya. I know it's stupid of me thinking ki yeh vrat karne se you will have a long life lekin....kabhi kabhi sentimental beliefs gets you through the darkest of times and I really hope this works.

Scene shifts to Oberoi mansion,

Neelam, Gita and Malishka were sitting at the table....all silent and fuming with anger against Lakshmi when Lakshmi came down and sat.

Gita(mumbling): Aa gayi panauti.....
Lakshmi(with a smile): Aunty jii....yeh panauti wagera is too old.....aaj kal ke zamane mein na we call it umm.....kya kehte hain Malishka?
Malishka rolled her eyes angrily.
Lakshmi(with a smile): Yaad aa gaya....we call it red flag and you know....I am proud being a red flag kyunki Rishi bhi toh thehra red flag hi na? So why should a green flag suffer?
Neelam(angrily): Humare bete ko jail bhej kar bhi tumhe chaen nahi aaya jo ab baithe baithe yeh bakwaas kar rahi ho?
Lakshmi: Uff! Aap subah subah kitni chillati hain. Aapki hone waali poti ke asar hoga na?
Malishka(frowning): How are you so sure ki beti hi hogi?
Lakshmi: How are you so sure ki beti nahi hogi? Anyways....(sighing)....badi bhookh lagi hain.....khaane mein kya banaya hain mummy jii?
Neelam(angrily): Iss ghar mein tumhe khaane ke liye ek daana bhi nahi milega...samjhi tum?
Lakshmi(smirking): Aapko wakaye lagta hain ki agar aap mujhe khana nahi dengi toh main aapko iss ghar mein rehne doongi?
Gita(smirking): Virendra ne ghar zaroor tumhare naam kiya hain lekin property abhi bhi Rishi ke naam hain.
Lakshmi(smirking): Aunty jii....aap na badi bholi hain. Aapko lagta hain ki maine iske baare mein nahi socha hoga? Maine already court mein iske liye case file kar diya hain and kuch hi dino mein karwahi shuru ho jaaegi. Par tab tak toh yeh ghar mera hi hain.....so......security......

Security: Yes ma'am?
Lakshmi: Apni iss Neelam ma'am aur inki inn dono chamchiyon ko utha kar bahar fek do.
Neelam: Nahi.....tum aisa nahi kar sakti. Rishi ko pata chalega na toh....
Lakshmi: Toh kya mummy jii? Mujhe divorce de dega? Mujhe maarega? (Glaring at Neelam....) Aapko lagta hain main use jail se itni asani se bahar aane doongi?
Gita(whispering): Neelam.....lagta hain iska dimaag kharab ho gaya hain. Tum isse abhi panga mat lo...baad mein dekh lenge ise.
Neelam(sighing): Theek hain....

Neelam: Tum batao....(not looking at Lakshmi)...humein kya karna hain. Hum karenge....par humein nikalo mat ghar se.
Lakshmi: Okay thenn.....jaaiye kitchen mein aur mere liye aloo ke parathe bana kar laaiye.
Neelam: What?
Lakshmi: Aapko shayad sunai nahi diya mummy jii.....JAAIYE AUR....
Neelam(clenching in anger): Haan sunn liya humne.....

Saying this Neelam left.

Lakshmi sat down with a smirk on her face.
Lakshmi: Ab aap dono yaha se niklenge ya fir dhakke maar ke nikalu?
Malishka(gnashing in anger): You....

Gita: Ise baad mein dekhenge Malishka....iss ladki ka dimaag kharab ho gaya. Iska dimaag thikane toh ab Rishi hi laayega.
Lakshmi: Try your best.....(smirking)....agar takat ho...toh Rishi ko teen mahino ke pehle jail se nikalwa kar dikhao.

Gita was leaving along with Malishka when Shakti and Diya arrived.

Malishka: Tum yaha kya kar rahi ho haan? Yeh koi dharamshala hain?

Diya: Dharamshala ka toh pata nahi par yeh meri bestfriend ka ghar hain toh main yaha kabhi bhi aa sakti hoon. Tumhare jaise yaha rehne ke liye bheekh nahi maangni parti.
Malishka(smirking): Apne bestfriend ko use kar rahi ho tum just to stay in luxury. Bohot acche se jaanti hoon main tum jaisi ladkiyon ko. Chalo chodo....(sighing)...mujhe tum jaise logon se logon ke muh nahi lagna hain.

Saying this Malishka left.

Diya: Iski toh.....

Shakti: Chod na Diya.....baad mein dekhenge ise.
Lakshmi: Haan Diya....chod de ise....main baad mein handle kar loongi ise.

Shakti side hugged Lakshmi.
Shakti: Kaisi hain?
Lakshmi: Ek dum fast class.

Diya hugged Lakshmi tightly with a smile on her face.

Diya(cupping Lakshmi's face): Tu sach mein theek hain na Lakshmi?
Lakshmi: Main bilkul theek hoon....tu ne aisa kyun socha?
Diya: Kal jo kuch bhi hua vo.....
Lakshmi: Rishi ko uski galati ki saza mili hain and I have no regrets. Jab tak mujhe yeh nahi lagta ki Rishi deserves to get bailed out.....rehne de use wahi.
Diya: Par tab tak tu....akeli rahegi Neelam aunty ke saath?
Lakshmi nodded negatively.

Lakshmi: Main sirf uske saath rahungi hi nahi balki unhe unki asli aukaat bhi dikhaungi.

Diya didn't knew why but she felt something off.

Diya: Yeh toh bohot acchi baat hain Lakshmi.....agar koi bhi maddat chahiye ho toh mujhe kabhi bhi call kar lena.
Lakshmi: Ofcourse....yeh bhi koi kehne ki baat hain? Kyun Shakti?
Shakti: Bilkul.....
Diya: Par Lakshmi Malishka aur aur vo Gita aunty.....vo dono bade khatarnak hain. Tu apna dhyaan rakhna.....kahi unhone....
Lakshmi(smirking): Karne de unhe jo karna hain. Agar vo buri hain.....toh main unhe bataungi ki main kitni buri bann sakti hoon.

Diya(in mind): Lakshmi toh kabhi aisi baatein nahi karti thi.....toh fir yeh.....aakhir hua kya hain ise? Yeh sach mein Lakshmi hi hain na? Ya fir.....

"Bann gaye hain aloo ke parathe"said Neelam while coming out.

Lakshmi: Aa jaa Diya....parathe khaate hain.
Diya: Nahi nahi....main abhi naashta karke aayi hoon.
Lakshmi: Arrey ek toh khana banta hain....chal.

Saying this Lakshmi dragged Diya with her. As soon as Diya sat down.....Lakshmi and Shakti's eyes met and Lakshmi winked with a smile on her face. Shakti smirked. 

Scene End.



Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top