Ch 16

Kartik then saw naira in deep sleep and he gave her a blanket and touched her forehead which was slightly better than before

He was then ready to go down but not to directly encounter them but to test their feelings for her

He went down

Manish - Kartik beta Kitna time laga diya and naira Kahan hai?? 

Before Kartik could say anything....

Naitik - naira... kahan Hai meri princess... Plzz bataiyey kahan Hai meri naira....kya aap logon ko Pata Hai

Manish - ji hum aapki beti ki baat Nahi Kar Rahe the actually Kartik ki girlfriend ka naam bhi naira Hai

A tear escaped from Naitik's eyes and Kartik noticed it

Manish - beta batao na naira kahan Hai

Kartik - papa usko thoda fever ho gaya tha isliye Maine usse medicine khila Kar Sula diya Hai.... Baad main usse uske Ghar drop Kar doonga

Manish - OK beta

Kartik came to naksh and both shared a friendly hug

Kartik - hii naksh

Naksh - hii Kartik

They both sat together

Kartik - vaise naksh tumhari behan kyun Nahi aayi

now naksh was on the verge of crying
Keerti noticed and came to them

Keerti - kya baaten chal Rahi hai... Chalo jaldi bolo main shaadi main kausi colour ki dress pehenu

Kartik - black pehen le

Keerti - kya???  Pagal ho gaya Hai tujhe Nahi Pata shaadi main red colour pehente Hai

Kartik - Agar Pata Hai toh poocha kyun

Naksh started laughing

Naksh(laughing)  - tum dono toh bilkul aise lad Rahe ho Jaise main Aur naira ladte the.... Pata Nahi kitni faaltu baton pe main ladna Shuru ho jaata tha Apni agent 007 ke saath ladna

Kartik - acha ab kahan Hai voh

Naksh became sad and keerti pressed Kartik's hand indicating not to ask anything more

Then they changed the topic and started talking random stuff

Kartik - keerti tujhse kuch baat Karni thi.... Chal vahan chalke baat karte Hain

Keerti - theek Hai.... Naksh main bas 5 minutes main aayi

They went to the corner

Kartik - keerti yeh naksh Apni behan ke baare main sunkar sad kyun ho jata Hai

Keerti - Kartik actually uski behan kuch mahino pehle sab ko chodkar Bina bataye kahin chali gayi naksh and baaki parivar valon ne bahut koshish ki usse dhoondne ki but voh Nahi mili and naksh Apni behan se bahut pyaar Karta Hai

Kartik(to himself) - Matlab yeh baat toh saaf hai ki letters naitik uncle and naksh ne toh Nahi likhe and akshara Aunty ko bhi dekh Kar Nahi lagta ki unhone bhi letters likhenge iska Matlab shaayad Natasha ne he voh letters likhen honge but usko kaise Pata ki naira ke papa usko princess bulate Hain..... Mujhe toh kuch samajh Nahi aa raha

Then suwarna called everyone to have dinner first and then discuss

Kartik - maa aap plzz mujhe do plate de dijiye main naira ke liye khaana upar he le jata hoon

Suwarna - OK beta

Akshara - Kartik beta main kuch help karun tumhari I mean tum 2 plates kaise uthaoge

Kartik - Nahi Aunty thank you soo much main manage Kar loonga

Akshara - OK beta as you say

Kartik took the plates to his room where naira was sleeping and then again came down to take a jug of water and heard Akshara and naitik speaking

Akshara - naitik aapko yaad Hai yeh kheer naira ki favorite thi jab bhi main banati thi tab voh kitni khush hoti thi

Naitik - Haan Akshara... Pata Nahi meri princess kis haal main hogi

Akshara - Haan naitik Pata Nahi voh hum sab ko chodkar kyun chali gayi

Naitik - bhua ji batati Hai ki voh yeh kehkar gayi thi ki voh ab ham main se kissi ki bhi shakal Nahi dekhna chahti Hai

Akshara - Haan naitik Pata Nahi humne aisa kya Kar diya... Aaj naksh ko humne kitni mushkil se Manaya Hai abhi shaadi Karne ke liye

Naitik - Haan Akshara varna voh toh Apni behan ke Bina shaadi Karne ke liye raazi he Nahi ho raha tha... Plzz princess jaldi vapas aa Jao hum tumhare Bina kaise jee Rahe Hai yeh bas Hume he Pata hai

Akshara - Haan naitik.... Abhi gayu bhi pune gayi hui Hai... Kal vapas aayegi phone pe voh kuch naira ke baare main Bata Rahi thi par fir ekdum se chup ho gayi thi

Akshara and naitik wiped their tears and Kartik then went to his room taking the jug

Kartik (to himself) - ab yeh baat toh bilkul he saaf Hai ki voh letters naira ke mom dad yaan bhai ne Nahi likhe... Pehle main jaa Kar usko kuch khila deta hoon

He went up and saw naira still sleeping......he didn't want to wake her up but he knew she needed some energy because she already wasted a lot of energy while crying her heart out so he gently caressed her her hair and head....

Kartik (while doing so..) - naira plzzz wake up... Let's have some food

She was still sleeping

Kartik - naira dekho main tumhari favorite kheer laya hoon..... Plzz utho varna main he kha jaunga saari kheer..... Yumm bahut tasty Hai

He then brought kheer near her nose so that she could smell

After smelling she slowly woke up and Kartik helped her sitting on bed

Naira - Kartik voh log Gaye kya?? Tumne unhe bataya toh Nahi na ki main yahan par hoon.....

Kartik - Nahi naira voh log Nahi Gaye abhi tak and Maine unhe kuch Nahi bataya...... Par abhi tum voh saari baate chodo Aur chalo khaana khaaten Hai

Naira - OK..... Mooh kholo

Kartik opened his mouth and naira fed him and then Kartik fed naira like that they all finished their food and now only kheer was left

Kartik - lo ab baari tumhari favorite kheer ki

Naira - wow Kartik kheer... But tumhe kaise Pata ki kheer meri favorite Hai

Kartik - main jab neeche paani laane gaya tha tab Maine Akshara Aunty Aur naitik uncle ko tumhe yaad karke batate hue Suna tha..... Naira I really think ki voh letters Un logon ne Nahi likhe Hai..... Kya tumhare paas voh letters Hain

Naira - Haan Kartik mere paas voh letters Hain.....main Un letters ko Har jagah Lekar jati hoon unki yaad main

She then takes out the letters and shows him

He sees the letters

Kartik - naira jab yeh letters unhone tumhe khud se Nahi diye Hai.... Toh tumhe kaise Pata ki yeh letters unhone likhen Hai

Naira looked at Kartik

Naira - Kartik but kisi Aur bahar Vale ko kaise Pata ki papa mujhe kya bulate Hain

Kartik - naira main yeh thodi keh raha hoon ki yeh letters kisi bahar Vale ne likhe Hai... Ho sakta Hai ki yeh kisi Ghar Vale ne he likhen ho...but tumhare parents and bhai ne yeh Nahi likhen Hai itna main surely Bata sakta hoon... Kyunki naira Maine tumhare mom dad and bhai ko dekha Hai.... Voh tumse bahut pyaar karte Hain... Voh yeh letters likh he Nahi sakte chahe jo ho jaye

Naira - vaise Sach bataun toh yakeen toh mujhe bhi Nahi ho raha tha ki voh yeh letters likh sakte Hain..... But bhua dadi ne kaha.....

And then both of them looked at each other in shock and realized something

Kartik - ho sakta Hai ki....

Naira (in tears) - Haan Kartik ho sakta Hai..... But unhone aisa kyun kiya....

Kartik - ab iska javab toh siraf vahi de sakti Hai..... Chalo neeche chalte Hain

Naira - Nahi Kartik mujhe dar lag raha Hai......tum ho na mere saath

Kartik - Hamesha hoon Aur Hamesha rahunga

Both smiled and hugged each other

Kartik - ab chalo chalte Hain

Naira(cutely) - Nahi pehle kheer khate Hain

Kartik (smiling) - OK baba pehle kheer khate Hain

Then they fed each other kheer and became ready to go down


Heyy guys how was the update.... I know that you all are waiting for the face off..... But showing that Kartik first tests everyone's feeling for naira was important... As directly if I had shown it had been a mess..... So please forgive me for a bit of dragging.... But please understand that it was important...... I'll update the next part when I'll get 25 + votes.... Till then stay tuned and don't forget to watch star parivar awards on 28 may Sunday 8 pm on star plus....

Love you all
Shreya

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top