wedding bells

(Note: everything is same like the show. This will start from the wedding day. N ya nobody knows that dev love rishita)

Everyone was busy in the Hall arranging the things.

Dhara-bhaiya yeh lights yaha nahi lagani hai (keeping her hand in her head)

Mileye dhara se. Pandya parivaar kisi sabse bari bahu aur gautam ki patni. Yeh ek sushil, sanskari aur achi beti, patni, bahu aur bhabhi hai. Isne hi Pandya parivaar ko saamala hai.

Then she saw gautam

Dhara-gombi abhi kuch kam nahi huwa hai (stressed)

Gautam- dhara!!! Tu tension mat le mein hoon na!!! Tu yahi ruk mein sab dekhkar ata hoon

(Yeh hai gautam Pandya,suman aur darshan Pandya ka sabse bara beta aur dhara ka pati. Papa ke death ke baat isne hi parivaar aur Pandya store ki responsibility li hai. Yeh ek caring n loving bete, pati aur bhai hai )

Krish- bhabhi meine hall dekh liya hai sab taiyariya ho gayi hai !!!

Dhara- finally!!! Krish ja aur jakar de toh dev taiyar huwa ki nahi ??

Krish-thik hai (while going) ek baat bolu bhabhi

Dhara-ha bol!!

Krish-I love u!!! (Smiling)

Dhara- I love u more!!

Krish Pandya, suman aur darshan ka sabse chota beta. Woh chota hone ke sath sath bohot jyada naughty aur sarcastic hai. Ghar ka sabse pyaara aur cute beta.

Krish enter the room to see a panicking dev

Dev was very restless, he was not even ready!!!

Krish-dev!!! (Dev turn back) Tu abhi tak ready bhi nahi huwa baraat half hour mein nikalne wale hai!!!

Dev-mujhe ready nahi hona (telling this he sits on the bed looking too dull)

Dev Pandya - suman aur darshan Pandya ka dusra bete. Yeh ek bohot intelligent, smart aur mature larke hai. Apne family se bohot pyaar karta hai.

Dhara - kyu ready nahi hona hai??? Teri shadi hai!!!

Dhara enter the room

Dhara-ajj teri shadi hai dev!! (Caring his cheeks) aur tune hi kaha tha na ki tujhe shadi se koyi problem nahi hai!!

Dev-bhabhi mujhe kuch kena hai (holding her hand)

Dhara- dev abhi baat karne ka time nahi hai hum mein tori der mein nikalna hai!!! Ready ho ja. Krish shiva kaha hai????

Krish- nahi pata

Dhara-nahi pata toh jakar pata kar!!

Then krish leave, dhara Caresses dev cheeks n was leaving when dev hold her hand.

Dhara -(turn back) kay huwa???

Dev-bhabhi Mujhe yeh shadi nahi karni!! (Tens)

Dhara was shock with his sudden statement

Dhara-kya huwa dev!!!(shock) Tu nervous hai??? It's k sabhi nervous hote hai. Bt shadi ke baat sab thik ho jayega!!! (Caring his cheeks)

Dev-bhabhi Mujhe sach mein shadi nahi karna chata !!!

Dhara- chup ab bohot hogaya dev. Mazak ki bhi ek hat hoti hai!!(angry n scolding)

Dev-par bha......

Gautam-dhara jaldi aa yaha par

Dhara- mein ja rahi hu. Tu ready ho jana (wiping her tears)

Dhara went

Dev-bhabhi kaise kahu ab se ki mein sach mein ye shadi nahi karna chahta

************************************
Meanwhile

A boy was shown in laying in his bed, staring his phone n smiling

Shiva POV

Y is life so unfair with me??? Jisse sabse zyada pyaar kiya woh toh kabhi bhi mujhse pyaar hi nahi karti thi.

Then I saw my eyes n remember the first time I saw her

She was a cute little girl looking adorable in pink lehenge. That was the best day of mu life, her smile was so pure that it stay forever in my heart.

I open my eyes hearing krish calling me

Krish-shiva shiva!!! Open the door!!! (Shouting)

I got up n open the door

Shiva-kya huwa (rudely)

Krish-bhabhi bula rahi hai tujhe. Jaldi aa

Telling this he went.

I dont want to attend this wedding. I won't have attend if this was not my own brother wedding

Shiva pandya- suman aur darshan ka teesra beta. Gussa humesha nak (nose) par reta hai, parivaar se bohot pyaar karta hai specially dhara se. Aur baki story parna


POV end

************************************
Dhara n suman were talking

Dhara-maa baraat 10 minutes main nikal jayenge!!!

Suman-thik hai. Ajj mein bohot kush hu mere dev ji waja she meri bhai ke saath mera rishita acha hogaya hai !!

Dhara-ji maa

Suman - dhara shadi ache se ho jaye yeh tere zimmedaari (duty) hai

Dhara-maa abb chinta mat karo sabh thik ho jayega. Ab hardik bhai ke saath car mein jaye hum baraat leke aate hai

Suman-thik hai

Telling this suman went with hardik.

Dhara-yeh shiva kaha hai???

Shiva-mein yaha hoon !!!

Shiva comes

Dhara-itni daar se kaha tha!!!

Shiva-bhabhi apko toh pata hi hai na....

Dhara-ki Tu iss shadi se kush nahi hai.

Shiva-ha!!!!

Dhara - par Shiva woh dono ek dusre se pyaar karte hai

Shiva-wohi toh agar pyaar na karte na toh kabhi bhi yeh shadi nahi hone deta!!

Dhara-tu na ekdam budu hai. Jab tujhe bhi pyaar hoga na tab Tu samjhega. Tab tak ke liye tu yaha bet mein dev ko le aati hu

Telling this dhara went

Shiva- pyaar woh bhi mein na samjhu!!! Agar pyaar nahi hota toh yeh nahi hone deta

************************************
On the other side

A girl was getting ready. She was looking very preety in her bridal lehenge n her beautiful jewellery

Anita- raavi thik se toh bet!!! Kitna heel rahi hai!!!

Raavi-di ajj mein itni kush hu ki finally meri shadi hone wali hai woh bhi mere pyaar se

Raavi narayan- prafulla niece. Raavi ke maa baap bachpan main hi maar gaye the aur uske baat prafulla aur jagat ne hi raavi ko pala hai aur apni saagi beti ki tara pyaar karte hain. She is cute, cheerful n full of live.
Somnath ki sabse achi aur sundar larki hai.

Prafulla -woh bhi uss dev se

Prafulla enter

Prafulla-dekh raavi agar Tu abb bhi yeh shadi nahi karna chati mein tere saath hu tujhe koyi kuch nahi kahega
(Caring her cheeks)

Jagat-yeh kya ke rahi ho prafulla (jagat enter) raavi Tu iski baat mat sun

Raavi-masa paa shadi toh mein dev se ji karungi so dont worry (hugging him )

Then after some seconds she break the hug

Raavi-masi maa mein dev ko bachpan se pyaar karti hu. Aur uske bina nahi reh sakti (Then she hugs her) . Dev bohot acha hai woh mera humesha dhyan rakega don't worry..

Prafull-thik hai thik hai!!!!

Telling this she went jagat too went after her.

Raavi continue with her makeup.

***********************************
Baraati nikal gaye hai, dulhan bhi ready hai!!!

Kya shadi hogi

That's it

The end

Special thanks to my friend Diya_Agarwal274 for the story plot n the cover

~Priya Pariyaar

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top