41
After sometime all went back to their rooms. Anika went to give the medicines of dadi to her so she was a bit late.
Here shivaay was standing near the window holding his phone. He was staring the photo with a sad smile. Anika came from behind and wrapped her hand around his waist. He immediately hid his phone but she saw that.
Anika: kya tha woh?
Shivaay: ka..kuch nahi
Anika: nahi kuch toh hai. Dikhaiye.
Shivaay: kuch nahi hai anika.
She somehow took the phone. She look at the photo. It was him sitting on a chair holding guitar and singing song in a function
Anika: yeh....
Shivaay: college time ki hai.
Anika: aapko......
Shivaay: gaana gana bohat pasand tha.
Anika: toh bandh kyu kar diya?
Shivaay: woh... kaam.... kaam mein bohat busy ho gaya tha issiliye
Anika: seriously?
Shivaay(avoiding eye contact): haan
Anika: yeh hi baat meri aankhon mein dekh ke boliye
Shivaay looked at her but didn't spoke anything. Then again looked away. She placed her hand on his shoulder.
Anika: shivaay idhar dekhiye
He looked at her.
Anika: kyu chhod diya?
Shivaay(hesitating): a.... woh..
Anika: don't hesitate and say
Shivaay: Kiara ke wajah se
Anika: kon Kiara?
Shivaay: woh meri....
Anika: kya? Girlfriend thi?
Shivaay(wide eyes): tumhein kaise pata?
Anika: maine toh bas aise hi puch liya. Aap aage boliye. Kiara aur aapke gane ka kya connection hai?
He turned his face towards the window and continued
Shivaay: maana college mein main playboy type tha but I genuinely loved her . Even she does the same or say acted it...... Usse gaane sunna bohat acha lagta tha aur mujhe gana. Toh usske liye bohat gaane gaata tha. Because singing was my passion...... agar om ki language mein kahun toh singing meri IBAADAT thi.
Anika(surprised): really?
He nodded with a big smile.
Anika: phir?
Shivaay: phir kya almost roz usske liye koi na koi gaane gaata rehta tha. Phir aaya woh din, jab main usse propose bhi karne wala tha, shaadi ke liye. Humare convocation mein. I was very excited and happy...... but on the same day. I found her with one of my classmate on be.... she cheated me. I was very very hurt. Uss din ke baad maine uski shakal tak nahi dekhi, itni nafrat karta tha usse. Aur usske baad har ladki se buri bana kar rakhi maine. Maine woh daksh ki baat issiliye maan li thi. 'Cause maine yahi maan liya tha ke har ladki aisi hi hoti hai. But you proved me wrong and I am happy ke main galat saabit hua hun.
Anika: par gaana kyu chhod diya?
Shivaay: kyu ke jab bhi gane lagta usska chehra samne aa jata.
Anika: abhi bhi effect karti hai aapko?
Shivaay(shocked) what??? No!!! Bilkul nahi.
Anika: toh ab kyu nahi gaate?
Shivaay: ab...
Anika: chaliye mere saath
She pulled him with her.
Shivaay: aree kahan leke jaa rahi ho?
She didn't answered and took him to a room. She left his hand to open the door. They entered in and she switched on the lights.
As the lights went on it showed the number of music instruments i.e. It was the music room.
Anika: aapki Ibaadat aapke samne hai shivaay. Jaaiye
Shivaay slowly took the steps and touched every single instrument. The memories of him singing and playing these instruments in his college days got fresh. He took his own time admiring that stuffs. Anika came to him and holds his hands.
Anika: please shivaay gana phir se shuru kar dijiye..... mere liye
Shivaay: okay. Par kya main apne liye ek gaana gaa sakta hun pehle? Phir tumhare gaa dunga please.
Anika: off course. Aapne aaj tak apne liye kuch nahi kiya I will be really happy agar aap apne liye pehle gaayenge toh.
He smiled and thanked god for sending such an understanding person as his life partner.
Shivaay: anika kya tumhein woh Sitaar bajana aata hai?
Anika: haan aata haina.
Shivaay: toh please bajana haan. I am sure jo gaana main gaane wala hun tumhein usske notes aate hi honge.
Anika: okay.
She sat and took the Sitaar while he sat on the mini chair of drum set and closed his eyes and started with "Aalap"
Aaaaa..... aaa...
Aaj ibaadat…
He then started playing the drum and anika played the Sitaar smiling.
Aaj Ibaadat..
Aaj ibaadat ru-ba-ru ho gayi
Ru-ba-ru ho gayi
Jo maangi thi.... jo maangi thi
Uss duaa se guf-t-gu ho gayi
Aaaa.....
Mere Maula, Mere Maula
Mere Maula, Mere Maula
Tera shukriya
Aaj ibaadat ru-ba-ru ho gayi
Ru-ba-ru ho gayi
Dard ke andheron se
Aa gaye ujaalon mein
Ishq ke charagon ka
Noor hai khayalon mein
Dard ke andheron se
Aa gaye ujaalon mein
Ishq ke charagon ka
Noor hai khayalon mein
Nazron se teri chaak
Dil pe raffu ho gayi
Dil pe raffu ho gayi
Mere Maula, Mere Maula
Mere Maula, Mere Maula
Tera shukriya
Aaj ibaadat ru-ba-ru ho gayi
Ru-ba-ru ho..... gayi....
He finished and opened his eyes after a while only to see his love smiling to him. He smiled back.
Anika: wow!!! Just wowwwww
Shivaay chuckled and said a thank you.
Anika: itna acha gaate hai aap.
Shivaay: waise tum bhi acha baja leti ho. Aur gaana toh maine sun hi liya tha. Kahan se sikha itna acha Sitaar bajana?
Anika: aree woh Papa Sa ko bhi gaana aur bajana bohat acha lagta tha. Aur mujhe bhi toh bachpan mein ek master ji aate the sikhane ke liye....... aur kon kon se gaane aate hai aapko?
Shivaay: yeh pucho kon se nahi aate. Gaana chhoda tha sunna nahi
Anika: oh!!! Don't you think ek "Humara" song hona chahiye.
Shivaay: yes off course
Anika: aapko aur konse instruments bajane aate hai?
Shivaay: Drum Set and Guitar. Bas do hi aate hai. Tumhein?
Anika: mujhe Sitaar, Piano and Guitar. Aap yeh bataiye kon sa gaana gaaya jai jo sirf humara ho
Shivaay: sochte hai
They thought for sometime. Then anika's lip formed a bright smile. Shivaay noticed it and understood that she got "Their Song"
Shivaay: mil gaya?
Anika nodded like a child. Shivaay chuckled at her antics.
Shivaay: konsa?
Anika: .......
Shivaay: perfect. Aisa karte hai pehle ek baar woh sun lete hai.
She agreed and played the song. Gauri was passing by saw them. She understood what was cooking she immediately called the younger clan. Ratan Diya Rudra Om Soumya Priyanka Mahi Mona and Veeranshu came there.
Om: kya hua Gauri? Aise kyu bulaya.
Gauri(whispering): shh!! Dheere boliye aur woh dekhiye.
She pointed towards the music room. Before anyone could speak anika started playing Piano. While shivaay hung the Guitar around his neck and played that. She started singing
Anika: Zehnaseeb, Zehanaseeb
Tujhe chaahun betahasha Zehnaseeb
Shivaay: Mere kareeb, mere habeeb
Tujhe chaahun betahasha Zehnaseeb
Anika: Tere sang beete har lamhe pe humko naaz hai
Tere sang jo na beete uspe aitraaz hai
Iss kadar hum dono ka milna ek raaz hai
Shivaay: Huaa ameer dil ghareeb
Tujhe chaahun betahasha Zehnaseeb
Anika: Zehnaseeb, Zehnaseeb
Tujhe chaahun betahasha Zehnaseeb
Both were enjoying. While the rest were smiling at the duo. Shivika was so lost in their song that they didn't notice the presence of the rest.
Anika: Lena-dena nahi duniya se mera
Bas tujh se kaam hai
Teri ankhiyon ke sheher me
Yaara sab intezaam hai
Khushiyon ka ek tukda mile
Ya mile gham ki khurchane
Yaara tere mere kharche me
Dono ka hi ek daam hai
Shivaay: Hona likha tha yunhi jo huaa
Yaa hote hote abhi anjaane mein ho gaya
Jo bhi hua, hua ajeeb
Anika: Tujhe chaahun betahasha Zehnaseeb
Shivika: Zehnaseeb, zehnaseeb
Tujhe chaahun betahasha Zehnaseeb
Hua ameer dil ghareeb
Anika: Tujhe chaahun betahasha Zehnaseeb
Shivaaay: Zehnaseeb, Zehnaseeb
Tujhe chaahun betahasha
Anika: Tujhe chaahun betahasha
Shivaay: Zehnaseeb......
As they completed. Rudra enters clapping his hand. This shocked the two. The rest also followed him
Rudra: wow!!! You guys are awesome.
Om came to shivaay and whispered
Om(whispering): welcome back SSO
Shivaay: Singer Singh Oberoi?
Om nodded yes and gave a small hugged to him.
Om: I am so happy ke tune wapis gaana shuru kar diya.
Shivaay: all thanks to anika
Om: laga hi mujhe.
Rudra: aree aap dono kya akele akele baate kar rahe hai?
Om: kuch nahi.
Shivaay: aap log yahan kya kar rahe hai?
Priyanka: hume toh Gauri bhabhi ne bulaya tha.
Gauri: haan aree bade bhaiyaa ka gaana sunne ka mauka baar baar thodi milta hai.
Anika: ab se milega Gauri.
Both share a short eyelock and smiled.
Veeranshu: Gauri aapko bhi gaane ka bohat shaukh haina? Toh aap bhi ek gaana gaa dijiye
Gauri: aree nahi...
Anika: haan Gauri gaao na
Rudra: haan bhabhi.
Mahi: haan Gauri, bhabhi ne bohat acha gaaya hai. Ab tum bhi dikha do ke tum kaisa gaati hun.
Gauri: par....
Ratan: yeh aise nahi maanengi. Om Jiju Sa aap hi kahiye na
Om: gaa do na
Gauri: acha theek hai
Mona(teasingly): ek baar mein maan gai. Waah
Anika: ab om ne itne pyaar se jo kaha hai.
All laughed and she blushed hard.
Gauri: par konsa gaun?
Om: koi bhi gaana par bhajan nahi
The rest chuckled and Gauri glared him.
Gauri: acha!! Ab nahi gaati jaiye.
Soumya: aree bhabhi naaraz mat hoiye please
Om: haan main toh mazak kar raha tha. Sorry gaao na
Shivaay: Gauri konsa gaana hai hum background music dete hai.
Anika: haan. Bolo
Gauri: Aapko bansuri bajana aata hai?
Veeranshu: hume aata hai. Hum bajate hai. Annie kahan hai bansuri?
Anika: haan abhi lai.
She gave the flute set to him and Gauri told which song she was going to sing in the ears of the three (Shivika and Veeranshu). The rest sat on the couch and chairs.
She started the song and the three gave the background music
Moh moh ke dhaage
Moh moh ke dhaage
hmmm...
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
Hai rom rom ik taara
Hai rom rom ik taara
Jo baadalon mein se guzre
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna
Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna
Kaise tune ankahaa, tune ankahaa sab sunaa
Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna
Tu din sa hai, main raat
Aa na dono mil jaayein shamon ki tarah
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
Om was constantly staring her singing. He was watching every move of the hand when she was singing
Ki teri jhooti baatein main saari maan loon
Ki teri jhooti baatein main saari maan loon
Aankhon se tere sach sabhi
Sab kuch abhi jaan lu
Ki teri jhooti baatein main saari maan loon
Tezz hain dhaara, behte se hum awaara
Aa tham ke saanse le yahaan
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
She finished the song and all clapped for her.
Shivaay: wow Gauri nice song. Bohat acha gaaya
Gauri: thank you bade bhaiyaa.
All appreciate her. While she was looking at om to say a word. He just signed 👌👌 and she blushed.
Rudra: ab sab gaa hi rahe hai toh main bhi gaana chahta hun.
Mona: haan haan gaao gaao.
Rudra whispered the song in anika's ears and she informed shivaay. Gauri sat at his place and Rudra stood where she was standing.
He showed his thumb to anika. She nodded and played the notes of "Naina Da Kya Kasoor" from "Andhadhun" followed by shivaay on drum set and Rudra started the song.
Arre abhi abhi pyara sa chehra dikha hai
Jaane kya kahun uspe kya likha hai
Gehra samunder dil dooba jismein
Ghayal hua main uss pal se ismein
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Ae dil tu bata re
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Ae dil tu bata re
All moved their bodies a little on yhe beats of the music
Dil ko hazaron baandhe the dhaage
Par paaji nikla yeh humse aage
Hua kya hai, hua kya hai humko
Ek pal yeh daude, ek pal yeh bhaage
Bhor ho jaaye tab naina jaage
Hua yeh hai, hua hai yeh samjho
Dil dil ke milte sanche aur khanche
Jo hai banata upar se jaake
Batti hai na hai dhoop na kasoor, na kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Ae dil tu bata re
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Ae dil tu bata re
He bow down after the song. All clapped for him and appreciated him.
Shivaay: saale sahab aap bhi ek gaana gaa dijiye
Ratan: theek hai par Diya aapko bhi mere saath gaana padega.
Diya: aree hum kyu?
Ratan: nahi main kuch nahi jaanta aapko gaana hai bas.
He pulled her with him.
Diya: theek hai par gaana hum choose karenge.
Ratan: haan theek hai. Konsa
Diya whispers the song in his ears and the band persons (shivika and veer)
They started "Afeemi" from "Meri Pyaari Bindu"
Diya: Dhaani si dhaani si
Sharbati paani si
Dheere dheere se
Teri chahat chadhti hai
Thodi naadaani si
Thodi shaitani si
Dheeme dheeme se
Teri aadat badhti hai
Ratan: Tu hai toh mere ru-ba-ru
Par kya karun
Yakeen hi nahi aata
Shaam se subah karun
Dekha karun
Raha bhi nahi jaata
Diya: Afeemi afeemi
Afeemi hai yeh pyaar
Afeemi hai tera mera pyaar
Ratan: Ho..
DiRa(Diya and Ratan):Afeemi afeemi
Afeemi hai yeh pyaar
Afeemi hai tera mera pyaar
Khumari khumari
Na aaye re karaar
Afeemi hai tera mera pyaar..
Diya: Thodi pighalti hoon
Thodi phisalti hoon
Ghash khaake teri hi
Baahon mein girti hoon
Thodi sarakti hai
Thodi khisakti hai
Neeyat bigad ke ye
Tujhse hi sambhalti hai
Ratan: Tere mere faasley
Bas aaj se
Saanson hi saanson mein
Gumne lage
Tere mere raaste
Bas aaj se
Ho.. Aankhon hi aankhon mein milne lage
Afeemi afeemi
Afeemi hai ye pyaar
Afeemi hai tera mera pyaar
DiRa: Afeemi afeemi
Afeemi hai ye pyaar
Afeemi hai tera mera pyaar
Khumari khumari
Na aaye re karaar
Afeemi hai tera mera pyaar..
All clapped for them.
Anika: hum toh band baje wale ban gaye
Shivaay: exactly
Rudra: par aapke alava kisiko aata kahan hai koi instruments bajana.
Veeranshu: woh bhi hai.
Soumya: Mahi bhaiyaa ab aap aur Mona bhabhi bhi gaa dijiye
All: haan haan
Mahi: theek hai. Chal Mona.
They whispered the song and.....
Mahi: Rehna tu pal pal dil ke paas
Judi rahe tujhse har ik saans…
Mona: Khud pe pehle na itna yaqeen mujhko ho paya
Mushqil si ghadiyan asaan huyi ab jo tu aaya
Ik baat kahun tujhse
Tu paas hai jo mere
Seene se tere sar ko laga ke
Sunti main rahun naam apna
Seene se tere sar ko laga ke
Sunti main rahun naam apna
Mahi: Oh likh di tere naa’ jindadi zaaniye
Bas rehna tere naal ve zuriye
Rehna tu pal pal dil ke paas
Judi rahe tujhse har ik saans
Seene se tere sar ko laga ke
Sunta main rahun naam apna
Ho...naam apna
Naal tere ik ghar main sochaan
Baari kholaan te chann dikh jaave
Akkhaan’ch beetan raatan saariyan
Je mann laage te akh na laage
Mona: Pyaar hi odhein te pyaar hi khaana
Vich koi aave te pyaar hi aana
Duniya de vich assi duniya ton door
Hunn naal tere mera har sapna
Mahi: Seene se tere sar ko lagaa ke
Sunta main rahun naam apna o…
Mona: Teri ungliyon se aasmaan pe kheechun ek lambi laqeer
Aadha tera aadha mera iss jahaan mein hum do ameer
Mahi: Koi nazar na aaye mainu
Tu duniya ton wakhri ho gayi
Uthaan tainu takkda jaawan
Tu hi meri naukri ho gayi
Koi nazar na aaye mainu
Tu duniya ton wakhri ho gayi
Uthaan tainu takkda jaawan
Tu hi meri naukri ho gayi
Mona: Dooriyan ek pal bhi na gawaara ho
Chal ghoome duniya phir sang awaara ho
Mahi: Seene se tere sar ko laga ke
Sunta main rahun naam apna
Seene se tere sar ko laga ke
Sunta main rahun naam apna
Mona: naam apna
Mahi: Rehna tu pal pal dil ke paas
Judi rahe tujhse har ik saans
Clap Clap Clap and Claps for them.
Gauri: ab toh Soumya aur Priyanka hi baaki hai. Aap dono bhi gaa do.
Soumya: haan
They already had decided the song and told it to Shivika and Veeranshu
Anika: gaana acha hai lekin isska music bohat hard hai.
Veeranshu: ya right.
Their face fell. Shivaay saw that and gave an idea.
Shivaay: aree par humare pass internet toh hai. Hum uss mein bajate hai background music.
Their face lit up again. And thanked him. Shivaay took his phone and played the background music. And the girls sang.
Haan..
Mitthe paan di gillori
Lattha suit da Lahori
Fatte maar di phillauri
Jugni mel mel ke
Kood phaand ke
Chakk chakaudde jaave
Maula tera maali
O Hariyaali jungle waali
Tu de har gaali pe taali
Uski kadam kadam rakhwaali
Ainve lok laaj ki soch soch ke
Kyun hai aafat daali
Tu le naam Rab ka, naam Sai ka
Ali Ali Ali Ali
Naam Rab ka, naam Sai ka
Ali Ali Ali Ali
Sharf Khuda ka, Zarf Khuda ka
Ali Ali Ali Ali..
Sharf Khuda ka, Zarf Khuda ka
Ali Ali Ali Ali..
Ali ho.. Ali ho..
Chali o.. re chali chali, chali o..
Ali Ali teri gali
Woh to chali..
Ali Ali..
Teri gali chali o..
O jugni o.. patakha Guddi o
Nashe mein udi jaaye re haaye re
Sajje khabbe dhabbe killi o
Patakha Guddi O
Nashe mein udi jaaye re haaye re
Sajje khabbe dhabbe killi o
Maula tera maali
O Hariyaali jungle waali
Tu de har gaali pe taali
Uski kadam kadam rakhwaali
Ainve lok-laaj ki soch soch ke
Kyun hai aafat daali
Tu le naam Rab ka, naam Sai ka
Ali Ali Ali Ali
Naam Rab ka, naam Sai ka
Ali Ali Ali Ali
Maine to tere tere utte chhadiyaan doriyan
Maine to tere tere utte chhadiyaan doriyan
Maine to tere tere utte chhadiyaan doriyan
Maine to tere tere utte chhadiyaan doriyan
Tu to pak Rab ka banka baccha, raj-dulara tu hi
Pak rab ka baanka bachcha, uska pyara tu hi
Maalik ne jo chinta di to, door karega wohi
Naam Ali ka leke tu to.. naach le gali gali
Le naam Ali Ali..
Naach le gali gali, le naam Ali Ali..
Naach le gali gali, le naam Ali Ali..
Ali oo.. Ali oo.. Ali oo o..
Tu le naam Rab ka, naam Sai ka
Ali Ali Ali Ali
Naam Rab ka, naam Sai ka
Ali Ali Ali Ali
Ooo .. ooo
Jugni rukh peepal da hoi
Jis nu pooje taa har koi
Jisdi phasal kise na boyi
Ghar vi rakh sake na koi
Rastaa naap rahi marjaani
Patthi baarish da hai paani
Jab nazdeek jahaan de aani
Jugni maili si ho jaani
Tu le naam Rab da Ali Ali
Jhall Khaleran challi
Naam rab da Ali Ali
Har darawaza Ali (x2)
Sai Re.. Sai Re..
Maine to tere tere utte chadiyaan doriyan (x6)
oo.. oo… oo..
All were stunned after they finished 'cause the sang so well.
Anika: wowww girls. Bohat acha gaaya.
Veeranshu: aree sabse acha gaaya.
PriYa (Priyanka and Soumya): thank you.
Shivaay: yes ekdum energetic performance thi.
Mona: dhammaka tha yeh toh.
Gauri: haan dhoom macha di aap dono ne toh.
PriYa: thank you bhabhi
Veeranshu: ab koi baki hai kya?
Anika: haan aap aur om.
Om: aree bhabhi mujhe gaana nahi aata.
Shivaay: haan anika rehne dete hai. Om ka gaana maine suna hai. Very bad
Om: exactly
Anika: toh veer aap gaa lijiye.
Veeranshu: par humne toh gaaya na garden mein toh ho gaya.
Diya: aree woh toh aapne aur Jiji Sa ne saath mein gaaya tha na. Ek akele gaaiye
Veeranshu: okay.
He started "Tum Se Hi" from "Jab We Met"
Na hai yeh pana
Na khona hi hai
Tera na hona, jaane
Kyun hona hi hai
Tum Se Hi din hota hai,
Surmayi shaam aati hai
Tum Se Hi, Tum Se Hi
Har ghadi saans aati hai
Zindagi kehlati hai,
Tum Se Hi, Tum Se Hi
Na hai yeh pana
Na khona hi hai
Tera na hona, jaane
Kyun hona hi hai
Aankhon mein aankhein teri,
Baahon mein Baahen teri.
Mera na mujh mein kuch raha,
Hua kya
Baaton mein baaten teri,
Raatein saugatein teri.
Kyun tera sab yeh ho gaya,
Hua kya
Mein kahin bhi jaata hun,
Tum Se Hi mil jata hun.
Tum Se Hi, Tum Se Hi.
Shor mein khamoshi hai,
Thodi si behoshi hai.
Tum Se Hi, Tum Se Hi
Aadha sa vaada kabhi,
Aadhe se zyada kabhi,
Jee chahe karlu is tarah,
Wafa ka.
Chhode na chhute kabhi,
Tode na toote kabhi,
Jo dhaaga tum se jud gaya,
Wafa ka.
Mein tera sarmaya hun,
Jo bhi mein ban paya hun.
Tum Se Hi, Tum Se Hi.
Raaste mil jate hai,
Manzile mil jati hai.
Tum Se Hi, Tum Se Hi.
Na hai yeh pana,
Na khona he hai.
Tera na hona, jaane,
Kyun hona he hai.
All clapped.
Anika: ab kisi ko gaana toh nahi hai ba?
The rest: nahi.
Rudra: waise yeh maza aaya, nahi?
Mahi: haan maza toh bohat aaya.
Anika: chalo ab sab so jate hai. Kal pura din ghumna hai.
Rudra: haan. Chalo chalo. Mujhe subah energetic rehna hai.
Saying so he left and the rest chuckled. All then retired to their rooms. And slept.
*******
Hey guys. Kaisa laga yeh musical chapter. Yeh musical chapter maine issiliye likha kyu ke ek do din se bas gaane hi sune ja rahi hun. Aur kuch samjh nahi aa raha tha kya likhun. Hope you all enjoyed.
Love Love
M. S.
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top