heroic entry.
Omkara - shivay abbhi man ja mat kar yeh shaadi.tu tia se pyar ni karta. Shaadi koi deal ni hai . Rudra - ha bhayia mujhe toh yeh soch k bhi darr lagata hai woh lady baba humare pass rehegi. Din mein 50 baar rekhi bhej kar to mere payre muscles bhi kam kara degi Om - shut up rudra. Yeh teri non sense baato ka time ni h. Shivay ko rokna hai. Pls shivay.man ja Shivay - guys pls meine ek baar bol diya toh bas that is final. Tia is perfect for me. Aur hamare company ko bachane k liye yeh karna jarrori hai. Aur shivay singh obrioe apni family ko bachane k liye kuch bhi kar sakta hai . omru( om +rudra) - but shivay.... Shivay - no discussion anymore. Chale , late ho raha hai. Rudra- ha inkao badi jaldi hai paraya dhan banne ki. Sabra karo sabra ka fal thika hota hai, i mean tia hota h Om - rudra for god sake shut up. Whole manadp has been beautifully decorated. All familiy members are presnt. And on the other side anika is stuck in traffic. Pandit ji - var vadhu ko varmala phaniye. Rudra - o mujhe aise feeling kyu aa rahi h jaise bakre ko bali k liye tayaar kiya ha raha ho. In which he get deadly glares from om. Anika tries to contact om but it gets out of reach. Here om thinks may be some miracle happens aur yeh shaadi ruk jaye. On the other hand shivay 's pov yeh shaadi ko sirf bade papa ,papa k bagunanhi hi rok sakti. Sirf miracle hi ise rok sakta hai. But i dont give daam to this miracle. Its only happen in fairly land. Par mujhe itna bura kyu lag raha hai. Jise chata tha usi se toh shaadi ho rhai hai. Tia is perfect for me. Par pata ni kyu iss perfection mein bhi kuch perfect ni lag raha. Kuch khali sa lag raha. Patna ni yeh kon si feeling hai. Aisa lag raha hai mera kuch apna mujhse dur jaa raha hai.( and in thoughts he saw the glimpse of anika ) and smiles uncousiouslly. Rudra - om lagata hai bhayia ko sadma laga hai . lady baba se saadi ho rahi hai aur phir bhi smile kar rahe hai. Pata ni ab kya hoga. Ek hi se toh umeed thi meri superwomen anika di woh bhi pata ni kha hai. Panditji -ab gatbandhan k liye age aye . and jaise hi gatbandhan hota vaise hi khidkitod entry hoti hai humare bindass heroin anika ki. She is wearing black gown with white top. And look damm beautiful. She run towards mandap. And anika - billuji mujhe apse kuch khena hai. And with this our over smart shivay thinks ki khi yeh apni feeling, toh confess karne ni ayi h na. Khi yeh shaadi rokne toh ni ayi hai. Rudra also wishper in om's ear that om khi anika di ko bhayia se payaar toh ni ho gaya. Aur woh mugle - anjaam ki nargis ki tarah yeh bole ayi hai ki payaar kya toh darna kya ? Om - mugleanjam mein madhubala thi. Rudra - are mere payre O naam ni bhavnao par dhyan do. Dekna ab bolengi yeh shaadi ni ho sakti. Anika - ye shaadi ni ho sakti. In which om give shocked expression to rudra to which he get proud expression from him. Shivay - yeh tum kya kha rahi ho ? Hosh mein toh ho . kyu ni ho sakti yeh shaadi. Anika - kynki mere paas tej uncle aur shakti uncle ki innocent k liye saboot hai. So all it for now. Pls dont just read , give ur precious feedback and vote tilll than goodbye . with love anjali.
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top