Chapter 2
In Ahmedabad
Sameer has reached office and was in the conference hall in the meeting. After the presentation was over the clients were impressed with the proposal so they sealed the deal. Sameer came in his cabin. There was a knock on the door.
Sameer : come in.
Rohan came inside the cabin and sat on the chair infront of Sameer.
Rohan : bhai aap se kuch baat karni hai.
Sameer : haa bol kya baat hai??
Rohan : bhai kal Mumbai jana hai deal ke liye. Par ek problem hai.
Sameer : kesi problem?
Rohan : bhai vo na parso mujhe aur Amrita ko Ahana ke school jana hai meeting mein toh kon jaye ga Mumbai.
Sameer :toh kya main chal jata hu.
Rohan : bhai aap kyu kisi aur ko bhej dete haina.
Sameer : kuch nahi main chala jata hu. Thoda change ho jayega mere liye.
Rohan : thik hai main aapki ticket book kar deta hu.
Sameer : aur kuch.
Rohan : nahi bas yeh uss deal ki file hai aap ek baar dekh li giye.
Sameer : acha thik hai rakh do.
Rohan keep the file and left. Here Sameer is feeling something strange.
Sameer : achanak aisa kyu lag raha hai ki kuch hone wala hai Mumbai mein.
He shrugged of the thought and engrossed in work.
In Mumbai
Naina was in her cabin and studying a important file. There was a knock on the door.
Naina : come in.
Swamun and Preedit enter. Naina saw them and tell them to sit she will finish the file and come. They nodded and sat on the couch. In 5 min Naina join them.
Munna : ab bata.
Naina : kya bato?? (Casually)
Preedit+Swamun : Naina.
Naina : acha batati hu. Kal jab main so (sleeping) rahi thi tho Vo mere sapne mein aaya tha. Maine dekha ki usse bacho ke baare mein pata chal gaya hai. Aur vo unhe mujhe se dur leja raha hai. Toh main darr hai ki agar aisa sach mein ho gaya toh mein mar jaungi. Iss liye maine decide kiya hai ki main bacho ko itna pyaar dungi ki unhe unke Papa ki jarurat na mehsus ho.
Pandit : Naina tu tension mat le agar vo sach mein aa gaya toh bhi hum bacho ko tujhe se dur nahi jaane denge.
Swapree : haa Naina hum hai tere saat.
Naina : mujhe pata hai par dil mein ek darr sa beth gaya hai.
Munna : acha ab chal yeh sab baatein chod tu kaam kar. Hum log bhi chalte hai.
Naina nodded and all of them left. Naina again got busy with files. Outside her cabin.
Swati : chalo acha hua iss bahane vo bacho pe toh dhyan degi.
Preeti : yeh toh hai hi. Par uske maan se yeh darr nikalna hoga.
Munna : Preeti sahi bol rahi.
Pandit : abhi kuch nahi karte hai. Pehle ache se soch lete hai ki kya karna hai.
All : thik hai.
Saying do they left to their respective works. After about half an hour kids came. And were directly going to Naina's cabin. But her PA stop them.
PA : ruko bacho mam abhi busy hai. Aap log andar nahi jaa sakte ho.
Arya : aap mumma se pucho ki hum aaye yaa nahi.
PA : par Mam mujhe daate gi.
Ayan : aap pucho toh.
PA : thik hai.
PA goes to Naina's cabin.
Naina : maine bola tha ki mujhe disturb karna.
PA : sorry mam par bache aaye hai aur bol rahe hai aapse milna hai.
Naina : acha thik hai unhe ander bhejo. (to clients) sorry par kya hum yeh meeting kal continue kar sakte hai.
Client : thik hai kal complete kar lenge.
The clients left and kids come in. They both hug her.
Naina : kesa tha aaj ka din aap dono ka.
A+A : acha tha. Aapka issa tha.
Naina : mera bhi bahut acha tha. (Saying so she kiss both of them.) Acha ab ek kaam karo aap Mama aur Mami se milke aao. Mujhe kuch kaam hai.
A+A : ok.
They both left and Naina call her PA.
Naina : Sonal suna aaj ki jitni bhi meeting se unhe cancel kardo.
PA : kyu Mam??
Naina : kyuki main bacho ke saat ghar jaa rahi hu. Aur kuch bhi kaam ho toh Manoj sir aur Raghav sir se baat kar lena.
PA : ok Mam.
Naina took her bag and left the cabin. After some time she and kids left for home. After reaching home they had there lunch. After lunch they did their homework and then three of them played for a long time and slept.
In Ahmedabad.
Sameer reached Maheshwari Mension. Amrita give him water.
Sameer : Amrita ek kaam Karo gi.
Amrita : haa bolo na bhaiya.
Sameer : mera na teen din ka saman pack kar do.
Amrita : kyu kaha jaa rahe hai aap?
Sameer : haa vo important deal ke liye Mumbai jaa raha hu.
Amrita : par vaha toh Rohan jane wala tha na.
Sameer : are par tum logo ko Ahana ke school jana haina.
Amrita : ho ha bhul gai thi main.
main kar dungi.
Sameer : Ahana kaha hai?
Amrita : room mein khel rahi hai Rohan ke saat.
Sameer : thik hai main fresh hone jaa raha hu.
Amrita : thik hai main khana lagati hu.
Sameer left for his room and Amrita left for kitchen. After half an hour full family was sitting on dinning table and were having their dinner. After the dinner they all did some chit chat and masti with little Ahana and left for room slept.
That's it for today. Please tell how it is. Please vote and comment.
Stay safe and lots of love.
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top