BIRTH OF GODDESS
□□ CHAITANYA LOK □□
"Pitashree Mahadev ko toh maine punah ishwaratwa ke maarg par laa diya. Ab Mata Shakti ke punar janm ki pratiksha hai." Amarsri said.
"Itne jaldi nahi priye, Jab tak sabhi Shakti-peeth sthapit nahi ho jate tab tak Mata ka punar janm nahi ho sakta." Srinav said.
"Satyavachan. Mahadev ne Pehle Shaktipeeth, Manikarnika ki sthapna saraswati nadi ke kinare kar di hai, aur raksha hetu Kaal Bhairav ko nyukt kiya hai." Amarsri said.
"Aur yahi Kashi nagri ki neev rakhi jayegi. Jaha Mahadev ke jyotirling Kashi-vishwanath ki sthapna hogi." Srinav said.
Suddenly the smile of Srinav's face turned into a frown.
"Asur abhi bhi Shakti-peetho ko nasht karne ki chestha kar rahe hai. Unhe rokna hoga devi." Srinav said.
"Shukracharya !" Amarsri called.
And the next moment the Asur Guru appeared in front of her.
"Mata aur Pitadev ko pranam." Shukracharya said.
"Hum aapka pranam swikar nahi kar sakte." Amarsri said.
"Kyu Mata ? Mujhse koi truti huyi hai ?" Shukracharya asked.
"Yadi shishya galat maarg par agrasar ho toh usme Guru ki hi truti hoti hai." Srinav said.
"Apne shishyo ko bolo ki Shakti peeth ko nasht karne ki cheshtha band kare. Kyuki Mahadev ke rehte Shaktipeeth ka naash toh hoga nahi apetu Asuro ka sarvanash avashya ho jayega." Amarsri said.
"Kshama kare Mata, mai abhi sunishchit karunga ki Asur Shiv Shakti ke maarg se hat jaye." Shukracharya said and disappeared.
□□□
After establishing all the Shakti peeths Mahadev went into deep Samadhi and on the other side Menavati and Himavan conceived a daughter.
From Vaikunth, Laxmi-Narayan, Amarsri and Srinav witnessed the birth of Adishakti.
"Mata Shakti ke aate hi, iss andhkaar se bhare sansaar mei prakash punah laut aaya." Srinav said.
"Jaise Devi Saraswati sansaar ko gyan or vidya deti hai aur Devi Laxmi sansaar ko aishwarya aur vaibhav se susajjit karti hai waise hi Menavati aur Himavan ki yeh putri sansaar ko sukh aur shaanti pradaan karega." Narayan said.
"Ab bas Adi shakti aur Mahadev ka punar milan ho jaye jisse yeh sansaar dhanya ho jayega." Amarsri said.
"Chinta mat karo Amarsri, iss baar koi truti nahi hogi kyuki Adi shakti ke iss avtar ka param udeshya Mahadev se ek hona hai. Iss baar woh purn taha unke yogya hai." Mata Laxmi said.
They all looked down at the Avatar of Adi shakti giggling in the arms of her mother.
"Swami, naam rakhiye apni putri ka." Menavati said.
"Parvati." Himavan named.
□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N
Hail Mata Parvati who is epitome of femine strength and my role model !
VAIKUNTH GOSSIP MANDALI BE LIKE -
Narayan - Do you know Ganga has her eyes on Mahadev.
Srinav - Nooooo
Amarsri - Really ?
Mata Laxmi - Tell me more.
Narayan - And the best part is she knows Parvati is meant to marry Mahadev.
Amarsri - Oh my dads !
Mata Laxmi - Damn !
Srinav - So Scandalous !
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top