Chapter-14
Continue from last part
Ruhi send bela and Siddharth photos in Aditya phone his phone beep he checked his phone he get shocked to see the pictures of his daughter and boy he shout bela name
Aditya:Belaaaaaa😡😡😡😡
Bela and aditi litsen Aditya voice and get confused Aditya come to bela and aditi he is in very angry mood he slapped bela she fall on floor all get shocked Aditi said 😡😡😡
Aditi to Rohini: I am sorry bhen ji 😟😟😟 hum iss baare mai baad main baat karte hai
Aashish:Ji hum chalte hai
They all left Bela crying sitting on floor Aditi said
Aditi:Yeh kya badtameezi hai aapne bela par haath kyun uthaya
Aditya:Iss ke kaarnamain dekhogi toh tum bhi isse marne main majboor ho jaogi 😡😡😡 iski harkatein din ba din badhti jaa rhi hai sabke samne hamari bejti karwadi 😡😡😡
Bela:Par papa main ne kya kiya hai 🥺🥺🥺😭😭😭
Aditya:Poocho mat kya kiya hai tumne hamari naak katwa di hai 😡 hame badnaam kar diya hai
Aditi:Aap mujhe batayenge kya hua hai kya kiya hai meri bacchi ne 😟😟
Aditya:Yeh kiya hai 😡
He show photos to aditi she also get shocked to see then he show photos to bela she also get shocked to see she start shivering
Aditya:Ab samjh aaya kya kiya hai 🤨🤨🤨
Bela:Papa yeh jo aap dekh rhe hai woh sach nhi hai yeh jhoot hai I have to explain this all shit 🥺🥺🥺😭😭😭
Aditya:Kya explanation dogi tum 😡😡😡
Flashback end
Juhi:Papa iss main bela di ki koi galti nhi hai
Aditya:tum mujhe mat samjho kya galat hai kya sahi hai 🤨🤨🤨 agr tum isse le kar nhi jaati party main toh yeh sab nhi hota
Juhi:Papa aap jaisa samjh rhe hai waisa kuch nhi hai main sab apko explain karti hun iss main di ki koi galti nhi hai
Aditya:Mujhe kuch nhi sunna hai 💔😡😡iss ne hamari badnami kara do sab ke samne
Mahir: Uncle aap jaisa samjh rhe hai waisa kuch nhi hai Bela ki koi galti nhi thi woh toh
Aditya:Tum kon ho bela ki safayi kyun de rhe ho ???🤨🤨🤨
Mahir:Main bela ka friend hun hum collage main padhte hai
Aditya:Tum jaisai doston ki wajha se hi toh yeh bigad gyi hai pata nhi aur kya kya kaarnamain karti hogi 🤨🤨🤨
Bela:Papa aap mahir ko kyun kuch keh rhe hai woh baaki sab jaisa nhi hai woh bhut accha hai 🥺🥺🥺
Aditya:Dekha tum logon ke sath reh reh kar apne papa se bhi zaban ladane lagi yeh 🤨🤨🤨
Juhi:Papa ek baar samjhane toh dijiye bela di ne kuch nhi kiya tha she is innocent 😟😟😟
Anu:Hann uncle yeh sab toh
Aditya:Shut up mujhe kuch nhi sunna hai 🤨🤨🤨 ab main jo kehne jaa rha hun woh mera akhri faisla hoga
Aditi:Aap kya kehne jaa rhe hai
Aditya:Yahi ki aaj se meri sirf ek beti hai dusri mere liye mar chuki hai 🤨🤨🤨
Bela:Nhi dad aisa mat kijiye main bhi apki beti hun aap ko abhi tak pura sach nhi pata hai 😭😭😭 aap agr pura sach sunege toh aap mujhse nafrat nhi karenge
Aditi & Juhi:Yeh aap kya keh rhe hai Bela/di kahin nhi jaa rhi hai woh hamare sath hi rahegi
Aditya:Main ne ek baar jo keh diya toh keh diya 🤨🤨🤨 bela ab yahan nhi rahegi woh mere liye mar chuki hai
Mahir: Uncle aap bela ke sath aisa kaisai kar sakte hai 🤨🤨🤨🤨 beti hai woh apki
Aditya:Par kaam toh beti kehlane wale toh kiye hi nhi iss ne aur upar se hamari bejti kara di 😡😡😡
Aditi:Nhi aap aisa nhi kar sakte 😟😟😟woh meri beti hai
Aditya:Main ne keh diya na toh keh diya hamari ek hi beti hai dusri beti nhi hai 😡😡😡
Juhi: Papa ek baar hamari baat toh sun lijiye
Aditya:Main ne kaha na mujhe kuch nhi sunna hai 😡😡
Mahir:Aapko bela ko ghar se nikalne ka haq kisne diya hai 😡😡😡😡 aap hote kon hai jo bela ko ghar se nikaloge
Aditya:Main uska baap hun 😡
Mahir:Baap kabhi apni beti ko ghar se nhi nikalta baap kabhi ek tarfa baat sun kar apna decision nhi sunata apni beti ka bhi sunta hai 😡😡😡 aap toh baap kehlane ke layak bhi nhi hai
Bela:Mahir 😟😟😟
Aditya:Dekha kaisai kaisai logon ko apna dost bana rakha hai jisko kisi ki respect karna bhi nhi aata
Mahir:Mujhe respect karna aata hai mujhe mere mom dad ne sabki respect karna sikhaya hai magar main unn logon ki respect nhi karta jo apni beti ki hi respect na karta ho
Aditya raised his hand on mahir Bela shout
Bela:Papaaaa😧😧😧
Aditya take back his hand and glared bela mahir also look at bela he saw her worried face he smile little then get sad too
Aditi:Yeh aap kya kar rhe hai aisai kisi ke upar aap haath kaisai utha sakte hai 😟😟😟
Aditya:Bhut ho gya tum nikal jao iss ghar se
Aditi:Meri bacchi kahan rahegi akeli bela kahin nhi jaa rhi hai 😟🥺🥺🥺
Aditya:Agr yeh aaj yahan se nhi gayi toh yeh aaj mera mara hua mu dekhegi 😡😡 aur main mazak nhi kar rha hun
Bela:Yeh aap kya keh rahe hai papa 🥺🥺🥺 main kahan jaungi ??? Please mujhe kuch aur saza de dijiye par ghar se mat nikaliye 😭😭😭
Aditya:Mujhe kuch nhi pata hai yahi tumahre liye acchi saza hai aur tum wahan jao jiske sath tum apna mu kala karke aayi ho 😡😡😡
Mahir:Aap kaisai bela ke baare main yeh itni gandi gandi baat keh sakte hai woh apki beti hai 🤨🤨🤨
Aditya: Beti thi ab nhi hai 😡😡😡
Juhi:Papa apko abhi bhi aisa lagta hai ki di ki galti hai 🤨🤨 bela di ki koi galti nhi hai
Aditya:Agr 5 minutes main yeh yahan se nhi gayi toh tum sab mera mara hua mu dekhna 🤨🤨🤨🤨
Bela:Nhi nhi aap yeh kya keh rhe hai aisa koi kehta hai 🥺🥺🥺m...mai....main...aa..aabhi..abbhiiii.....jaa....rhi hun apne kapde pack karne 🥺🥺🥺😭😭😭
Aditya:Jao mere ghar se aur kabhi wapas mat aana agr main mar bhi raha hunga na toh iss ghar ki dehliz par kadam bhi mat rakhna 😡😡😡😡
Juhi:Nhi di aap kahin nhi jaa rahi hai aap hamare sath hi rahengi 😭😭😭🥺🥺🥺
Bela:Agr papa yahi chahte hai toh mujhe jana hoga 🥺🥺🥺
________________Writer Yalnaaz
I hope you guys like this part 😊😊😊😊 please give likes and comments next part coming soon 😊😊😊😊 see you soon guys and happy reading 😊😊😊 stay safe and Ramadan Mubarak 😊😊😊
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top