Gabbar Singh

Saadi ke baad pehli raat me Suman apne pati Shravan ko dekhkar thora dukhi ho gayi hain.actually thora nehi bohot jaida...karan sirf ek he hain.uska beard!ha uska beard style.he has short stubble.uske beard ke barame kisine usse kuch bhi nehi kaha!

Saadi ke pehle Suman sirf ek tasvir dekhi thi Shravan ki.Tasvir ke Shravan saath iss Shravan ke difference bohut jaida.ab 5 saal ke pehle tasvir se alag e hi honge na.Convocation ke time pe khichi hain.Black gown and hat.dekne main thik thak he hain.but height thora jaida hain.uske papa sath khadi hain.

Main..Suman.Suman tiwari.kehne me se mamuli ek catering business karti hoon.ma-bap nehi hain.jab main 8 saal ki thi,ek car accident mein....tab se main meri mama-mami aur nanu ke saath e rahti hain.Do cousin bhi hain-preety and dabbu.preety collage main parti hain aur dabbu sirf 8 saal ki hai.Meri  ki mami ki behen ki nanad ki saas ne yeh rista leke ayi thi.ab mana karne ke saval e nehi uthte.ladke ke naam Shravan hain.Shravan Malhotra.Lawyer hain.Woh bhi Oxford se graduated!

waise bhi itna accha ladka ab asani se to nehi milte na!uske bhi ma-baba nehi hain.suna hain uske shravan jab 4 saal ki the tab woh apni ma ko khoya hain aur do saal pehle uske papa ek heart attack mein...woh apni chacha-chachi aur ek cousin- pushkar ke saath rehti hain.lekin saadi ke 1 week pehle woh khud 1 ghar le liya hain.aab se yeh ghaar apne hain...nehi hamara...meri aur shravan ka...

saadi me jaida kuch nehi kiya.bina kharche wali choti se saadi.sirf 2 gharwalo aur kuch khaas rishtedaar aur shravan aur mere kuch kaash colleagues.Shravan ke vai puhkar hamar room ko sajaya hain.yeh pushkar bohot e cute banda hain.hamesha smile rehti hain uske muh mein.jab hum ghar mein aya tab raat ki 9 baje the.uske colleagues jate jate raat ki 12 baaj chuke hain.

itne time se suman bed per chup-chap baithe the.andar he andar bohut ghabrahat ho rahi hain.gharme sirf 2 insaan hain.ek suman aur dusra shravan-uski pati.saadi se pehle koi bhi baat nehi hue.sirf tasvir dekhi hain.riste ane ke baad sirf ek hafte main saadi ho gayi hain.

yeh saab baat sochte sochte kab shravan room mein aye pata he nehi chala.ab suman ko bohot daar lagne lagi hain.pata nehi shravan kaise honge.agar bohot gussewale nikle to!!!

Shravan room mein ane ke baad jab usne music player on karrahi thi tab suman ne shravan ke beard style ko notice kar rahi thi.suman ab daar ne jaga dukhi hain! bohot dukhi...

suman (in mind):yaar kya yehi tha mere pallo main!he bhagban apne mere kismat main yehi lekkhe the kya?ha woh movie main dekha hain beard wale insaan bohat angry hoti hain.khadus bhi hoti hain...are woh konse movie the...konse...ha ab yaad e nehi ara hain.huh!

Shravan:Suman...aap fresh ho ke ayiye.covert mein apke liye kuch kapre rakkhe hue hain.jo bhi pasad aye pehen lijiye.

Suman(in mind): ha voice to bohat payari hain!lekin yeh mujhe aap kyu bula rahi hain!iss zamane mein kudke biwi ko aap kyon bulata hain yaar?kaise insaan hain yeh...khadush...supper khadush.huh!

Suman didn't say anything and went to the covert.When she open the covert she was amaged.covert was full with saries and anarcalies with diiferent colors.

suma:yeh sab....

Shravan:actually i don't know about your choice. so i have bought all these sarees and anarcalies with differnt colors. apne biwi ke liye...jo bhi pasand aye pehen lijiye.

Suman:biwi bhi bolte hain aur aap bhi bolte hain...

Shravan:ab apne permission denge to tum bol sakti hoon.ha lekin aap mu...

Suman:aap nehi tum!mujhe tum bulaye...(smile)

Shravan:tum bhi..(smiles)accha suno tum yaha change karlo main niche khana garam karti hoon.

Shravan ke jane ke baad suman nahake ek pich color ki saari pehenkar kitchen main gayi.

Shravan(in mind):jaldi jaldi to saadi kar liya.lekin pata nehi yeh mujhe pasand karta hain na nehi...chachi ne jab uski tasvir dekhaithi tab bhi i fall in love with her eyes.that brown eyes...maine socha tha ki jan pehchan ho jai tab sochege...lekin chachi ne itne iss saadi ko leker itni ziddi ho gaye thi ki usse mana he nehi kar paye.woh rohan bol rahe the ki independent ladki khabhi payar nehi karti hain.ther chod shravan woh tujhe payar kare ya na kare tujhe kya?tu to usse payar karta hain na wohi chalega.aur suna hain uske parents ki death bachpaan mein ho gayi hain.suman main tumse bohat payaar karunga...bohat...

Shravan:aa gayi tum.beitho.aaj main khana garam karta hoon.aab tumhari ghaar hain to sab kuch tumhe e samhal na paraga.aaj rest karlo.(without looking at her and smile)

but suman ke hote huye shravan kaam karegi aur woh bhi kitchen mein!kabhi nehi...so she starts to help shravan.suddenly shravan looks at her and mesmering in her beauty.

Shravan:yeh color tumko bohut zazte hain.bohot payari lagrahi ho...

Suman(in mind):kya bola woh!!payari....(blushes)

suddenly he back to his sence and blases and leaves from the kitchen.

Shravan(in mind):yeh kya bol dea maine!!!ab woh kya sochegi mere barame...shit shit shit....

https://youtu.be/m0bcsscuP40

Shravan(in mind):yaar yeh ladki itni chup kyu hain.main janta hoon ki main boring hoon,isiliye kabhi payar e nehi kar payi.iss bajase eric mere bohat majak bhi udhatethe.lekin maine socha tha payar karunga to sirf saadi ki baad.bohat jayda bak bak karegi meri biwi.

har suva jab main akhe khulonga to dekhunga ke woh meri bahame saar rakhke soye hue hain.aur jab main uthne chahu tab bolegi-uhu shravan ab nehi.shide lete raho.mujhe sona hain.aur nasta karne ke bad main uski godh me saar rakhungi aur usse shairi sunaongi.

ha 1/2 sairi sunne ke baad kahegi-uff mr.malhotra abb baks bhi doon mujhe.bohot ho gaya yeh sairi.khana khane ka irada hain bhi ya yehi...

tab main bolungi-are mrs.Malhotra...choriye yeh saab khana-vaana.aaj thora romance karte hain.waise bhi sare hafton mein to ek hi din ate hain jaab humme koi disturb karte nehi..aur jab thora payar karne jaunga to sarma ke vaag jayege aur kitchen main kaam karegi.tab main bhi uske piche piche kitchen mein ghuskar uski piche se jaakar hug karunga.aur kabhi badmaisi karunga.aur woh kabhi sarmaigi aur kabhi naraz hogi....

woh bolegi-shravan tum bhi na...dekho khana nehi khawge to bimar padh jawgi.tab dekhna tumhare clint bolegaki mr.malhotra ki biwi ne uske koi dhyaaan nehi rakhte.huh

shravan ki shoch thi train station pe suman ki payel ki awaz leayi.

Suman:khana suru karo na.do main serve karti hoon.

Shravan:huh!ha ha.thanks.tum to kuch bhi nehi kharahi hoon.thik se nehi khawgi to phir nanaji bolenge ki maine apni biwi ki dhyaan nehi rakha...

suddenly shravan starts to cough.suman run towards to the shravan and gives the glass of water.

Suman:ab thik ho?isiliye kane ke time mein zaida baat nehi karna chahiye.baise mere kheyal rahne ki bajai ap apki kheyal rakhiye mr.Malhotra.nehi to mere nanaji mujhe dategi.kahenge ki main uske damad ka dhyaan nehi rakha.

Shravan:to thik hain main tumhare khayal rakhti hoon aur tum mere rakhlena...hisab barabar..

Shravan(in mind):nehi yeh ladki boring nehi hain...kyuon kehta hain ke independent ladki payaar nehi kate hain...karte hain.iski akhon mein maine payar dekhi hain.Thanks god chachi ne yeh mujhe iss ladki ke taasvir dekhai thi aur maine raji ho gaya...nehi to...

suman(in mind):nehi yeh kadush nehi hain.kyon kehta hain ki stubble wala ladka khadush hote hain...kabhi nehi hote hain.iske akhon mein maine payaar dekhi hain.mere liye payar.sirf mere liye.aaj se yeh meri gabbar singh hain.meri gabbar....

it's just the beginning....

                                        ________________________________________

 hey guys...today i try to write an os.it's quite long.hope u like that.i know i am not a writer but i love shraman that's why i cann't stops myself to write about them.ok so pls do vote and commnet.all of your votes inspire me and comments help me improve myself.And sorry for all types of gramatical and typing error.

thank u

farjana    

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top