yeh saal
Yeh saal mere liye itna khubsoorat saabith hua kyun ke woh aya meri zindagi mein jisne mujhe deewani bana diya. Aap ke baare sochti hoon toh muskurane lagti hoon, aap meri roshni hai. Mein hum dono ke khwaab dekhti hoon khushi, pyar ka aur hamari ek khubsoorat si duniya hogi. Jaan ab yeh dil pagal hogaya hai aap ke liye aapse milna chahta hai bohat jald. Inshallah thoda waqt rehgya. Ek din nahin guzarta aap ke baare sochne baghair. Bas darti hoon judai se aur dua karti hoon ke hum bohat jald mile aur hamara saath kabhi nahin tootein.
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top