Sandhir OS Fitoor
Plz play song "Ye fitoor mera" from movie Fitoor while reading this piece of work...
Zindagi ne ki h kaisi saazishe...
Poori hui dil ki vo farmaishe
Saansein ruk gyi thi meri... jb tumhe pehli baar dekha tha... baarish mein dil khol kr bheegti... bachho ke sath jhoomti... apni masti mein khoi.... 1 pagal ladki... jise koi fark nhi padta ki log use dekh rhe h... vo kya kehti ho tum... haan... duniya gyi tel lene... saying this he chuckled...
Mangi dua 1 tujh tk ja pahuchi parwardigara... parwardigara...
Kaisi suni tune meri khamoshi ...
O parwardigara...
Sab dekh rhe the tumhe... kuch gali ke ladke bhi... man to kiya aankhein phod du unki pr jane diya kyunki agar unhe marne lgta to tumhe kaise dekh pata....dil to tabhi de diya tha tumhe pr samajh nhi paya...tumhe to pta h na... buddhu h tumhara Randhir... thoda der se samjhta h...
Ye fitoor mera laya mujhko h tere karib....
Ye fitoor mera... rehmat teri...
Ye fitoor mera... maine badla re mera nasib...
Ye fitoor mera... chahat teri...
O parwardigara... parwardigara...
Khushi se paagal ho gya tha main jb pta chala ki tum mere ghar ke saamne rehne aayi ho, mere school mein ho n class bhi same h... aur sabse achhi baat to ye thi ki tumhari balcony meri balcony ke just samne thi... tumhara gungunate hue plants ko paani dena... baarish ke season mein balcony mein baithkr chai peena aur mera tumhe apne room se chup kr dekhna... sb yaad h mujhe... aur tumhara tea love... oh god!!! Tumhare ghar aane ke aur tumhare sath tym spend krne ke to bahane dhondta tha main... kuch aur nhi chahiye hota tha... jab tum sath hoti thi...
Dheeme dheeme jal rhi thi khwahishein...
Dil mein dabi ghut rhi farmaishe...
Yaad h tumhe jab hmari class mein vo naya ladka aya tha... Parth... aur tum uske sath kitna tym spend krti thi... homework bhi usi ke sath krti thi... aur hadd to tb hui jb vo bhi hmari hi society mein rehne aagya... mujhe bahut gussa aata tha... uspr bhi aur tumpr bhi... kyun itni importance deti thi tum use?
Banke dhua vo tujhtk ja pahunchi ...
O parwardigara...
Deewangi ki had maine nochi...
O parwardigara...
Mujhe to lga tha ki tum use like krti ho pr jb tumne use rakhi baandhi na... to I was the happiest person alive... sachhi... jaanti ho na tum ki college ke baad main tumhe propose krne wala tha pr usse pehle hi tumhare papa ne tumhari shaadi kisi NRI se fix kr di... meri to jaise life hi khatm ho gyi thi... apne aap ko room mein band kr liya tha maine... pr fir tumhari shaadi wale din...
Ye fitoor mera... laya mujhko h tere karib...
Ye fitoor mera... rehmat teri....
Ye fitoor mera... maine badla re mera naseeb...
Ye fitoor mera... chaahat teri...
O parwardigara... parwardigara....
Tumhari shaadi wale din pta nhi kahan se mujhme itni himmat aa gyi ki maine apna pyaar tumhare papa ke samne confess kr diya... tumhare bhai ne bahut mara tha mujhe Sanyu .... aur vo mujhe aur marta agar tum beech mein aake apna pyaar confess nhi krti... jb tumne kaha that you love me tb mujhe to yakin hi nhi ho rha tha... tumhare bhai ki maar ka dard use khushi ke aage to main bhool hi gya tha... tumhare papa apni beti se itna pyaar to krte the ki uska pyaar usse nhi cheen skte the aur isliye unhone hmare pyaar ko accept kr liya....
Mere life ki sabse beautiful raat... hmari shaadi ki vo raat jab tum hmesha ke liye meri ho gyi... tumhari maang mein sindoor bhar kr... tumhara sath hmesha nibhane ke vo vade jo maine khaye the... aaj bhi yaad h mujhe vo sb.... pr afsos to is baat ka h ki main apne promises poore nhi kr paya...
Ye fitoor mera.... laya mujhko h tere karib...
Ye fitoor mera... rehmat teri...
Ye fitoor mera... maine badla re mera naseeb...
Ye fitoor mera... chahat teri...
Parwardigara... parwardigara...
Kaynat ke is duniya mein aate hi... u left both of us... but I can't blame u fr it... kyunki main janta hoon ki meri Sanyukta apni marzi se mujhse aur apni beti se door thodi na rhegi...
Aaj poore 25 saal ho gye wifey tumhe gye hue.... ab bas bahut ho gya... ab main tumse aur door nhi reh skta... aur fir ab to maine apni saari duties bhi poori kr di h... Kaynat ki shaadi ho gyi h aur jaanti ho na hm bahut jald naana nani bnne wale h... Sanyu ab ho gya na yaar.... aur kitna khud se door rkhogi mujhe... ab aa bhi jao mere paas aur mujhe le chalo na apne sath....
50 years old Mr. Randhir Singh Shekhawat was talking with his wife Late. Sanyukta Shekhawat's photo... which was his daily routine... everyday he used to tell her everything he did in the whole day... about his office, Kaynat their daughter, their family... everything... but today he was demanding something from his wife and his wife loved him too much to deny so today was the day... the time stopped... winds started blowing furiously... a storm was about to come but fr his good... he smiled as he knew what was coming nxt... his wife was fulfilling her promise which she did before leaving... his eyes brimmed with joy seeing HER coming towards him clad in a bridal dress looking extremely beautiful... she was smiling at him n he too returned d gesture with moist eyes... "To finally tum aa gyi" he said with tears of joy... "Aati kaise nhi... ab chalo mere sath" saying this she forwarded her hand towards him n he took it happily...
She took him to the world of eternity with her... where their love will bloom again... where they will live together forever... finally they met again in heaven n now SANDHIR ARE INSEPARABLE....
😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇
I know I have written a crap coz jaldi jaldi mein likha...
Ab pad liya h to plz vote n comment too...
Lots of love😘😘😘😘
Aashi😘😘😘😘
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top