MAA

I wrote this one when I first time came all alone far away from my family.. From my mom to complete my engineering. I never thought of posting it here or somewhere else. But then I read Srika63 poetry. That's not like what I wrote long back. But it gave me a idea to post my first ever writing here. Thank you sri...:-) And now here it is dedicated to my MoM..the love of my life-

------------------------------------------------------

Aankhe khuli to ek anjana sa chehra dikha
Jiske hontho pe hansi aur aankho me nami thi.
Nanhi jaan thi mai us pal kuch samjhi hi nhi
Par ehsaas h mujhe ki Maa tum whi thi.

Ungli pakad k meri chalna sikhaya mujhe
Godi me rakh kr sar sirhana bnaya use
Khi chot khakr gir naa jau mai..
Bs isi baat ki chinta lgi thi.
Haan ehsaas h mujhe Maa tum whi thi.

Meri har jaroorat ko apni khwahish bnaya tumne..
Ghbraai mai bure sapno se dar kr toh seene se lgaya tumne..
Har chunauti me meri tum dhaal ban kr khadi thi
Pta h mujhe Maa tum whi thi.

Door tumse itna aa gyi hu aaj main
Khud se hi rhne lgi hu aajkal naaraz main
Sunkr meri aawaj phone pr tum bhi rone lgi thi
Sb kuch tha yahan bs tumhare aanchal ki kami thi

Jaanti hu main door hoke mujhse tum bhi khush nhi ho
Har waqt bs meri hi chinta me doobi hui ho
Us shikan wale chehre ko phr se waps laane ki chah lgi thi
Whi bholi surat jiske hontho pe hansi aur aankho me nami thi.

Love you Mom..:-* :-*

------------------------------------------------------
Thank You for reading :-)

Be happy n keep smiling.. :-)

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top