Anaya Makes a wish.

Its just...I just couldn't stop myself writing it.

__________________________________

It starts with a man named Fakir who is 27 year old now. He is having a Video call with his daughter who is now 7 years old and is in 2nd std.

Fakir: Hello Baccha kaise ho ap?

Anaya: Not ok

Fakir: Haww! Kyu? Amma ne data apko? Baba daten Amma ko?

Anaya noded her head negatively.

Fakir: toh Baba ki Princess ka kya Masla hai?

Anaya: 2 days baad Anaya ka Happy Birthday hai.

Fakir: Oo toh Anaya ko taufa chahiye.

Anaya again noded negatively.

Anaya: Anaya ko baba chahiye. Ap wapas aa jaye.

Fakir: Anaya Baba ne apko bataya tha na Baba ke principal khafa ho jayege...Ap khush ho jaoge agar Baba ke principal khafa ho gaye toh?

Anaya: Anaya ko Baba chaiye chaiye chaiye.

Fakir: Anaya bacche zid na karein...Baba nahi aa sakte.

Anaya: Anaya cake cut nahi karegi...Aur Anaya ko gift bhi nahi chahiye.

Anaya goes from their.

Samina: Anaya Bacche aise Baba ghussa nahi hote.

Fakir : Jane de Amma...Mai Mana luga.

Samina: Uski Narazgi galat nahi hai Fakir...vo bhi chahti hai ki uske Baba humesha uske saath rahe.

Fakir: Mai Samajhta hua Amma. Ap bataye ap kaisi hai aur Ghar pe sab kaise hai?

Samina: Sab Khairiyat se hai ...sab tumhe bohot yaad karte hai.

Fakir smiled lightly.

Fakir: Amma...A..Annie kaisi hai?

Samina: Vo bhi khairiyat se hai. Filhaal toh Kam pe gaiee hai varna jab hoti hai toh Anaya ke peeche peeche he ghumti rehti hai.

Fakir smiled.

Fakir: accha...Amma Rakhta hu, Office bhi Jana hai.

Samina: Apna khayal rakhna.

Fakir: ap bhi, Allah Hafiz.

Fakir kept the call.

He got up and went to the balcony of his room.
And blowed out a stressful air from his mouth.

Fakir's Pov:

Ye thi meri Beti Anaya. Meri Janu, meri zindagi, mera Sabkuch.
Mere aur...Annie ke beech ki shayad vo eklauti door jisne hum dono mazbuti se jod ke rakha hai.

(Smiling) Annie...
Meri zindagi ki ek crucial, thoda khatas bhari lekin ek bohot he Khaas aur Khubsurat sach hai.

Sach kahu toh mai kabhi samajh he nahi paya ki...Annie ki mere zindagi mein kya ehmiyat hai.

Mujhe yaad hai usne mujhse pucha tha ki kya kabhi Maine uss se Mohobbat ki thi?

Tab main uss se naraz tha, ghussa tha ... shayad kahi na kahi mere zehen mein ye sawal tha ki...Annie meri zindagi mein kaha stand karti hai?

Tab toh maine usse Naa keh diya.
Kyu ki shayad mere paas koi jawab he nahi tha aur shayad mai jald se jald yaha ana chahata tha.

Lekin aaj mere paas unn sabhi sawalon ke jawab hai jo waqt ke panno mein kahi dafan ho gaye.

(He looked at the wall which had his family photo, Anaya's photo and... Anaya's photo with Annie)

"Fakir kya tum ne mujhse Kabhi Mohobbat ki thi?"

(He remembered)

Ajj mere paas iss sawal ka jawab hai Annie. Uss samay mein Nadan tha... shayad isiliye iss baat ka mujhe iilm nahi ki...

Jise mai apni Majboori samjhta aya vo toh Meri Asal mohobbat thi aur jise mai apni Chahat Mante aya vo meri bas ek Nadani.

Par kahi na kahi...jo hua sahi hua. Tum ek aise rishte se nijad paa saki jismein tum khush nahi thi. Aj tum khush ho aur yehi baat meri Rahat hai, mera sukoon hai.

(Fakir smiled)

Raha Sawal meri Jannu ka...toh usse naraz kaise kar sakta hu yaar?
Ek vahi toh hai jisne mere pure dil pe kabza kar rakha hai.

(He placed hand on Anaya's pic)

Baccha...Baba aa rahe hai apke paas.

Fakir's Pov ends.

__________________________________

At Pakistan,

Annie who had just came home was searching Anaya in the entire house.

Aniee: Anaya...Betu kaha ho app?

She checked her room, she checked the garden, she checked Anaya's room. She wasn't anywhere. She got panicked.

Annie: Badi Amma...Anaya kaha hai?

Samina: Kisi cupboard mein dhundho mil jayegi.

Annie: Ghussa hai kya?

Ayesha: Haa...Apne Baba se khafa hai.

Annie: kyu?

Ayesha: Fakir se video call pe par kar rahi thi fir achanak zid pakad li ki vo uske salgira par aye. Fakir ne mana kar diya ho gaiee naraz.

Annie: Dono Baap beti ek jaise hai. Ek baar zid pakad li toh chudye se na chute.

Aniee knew her routine cupboard to hide so she immediately ran their.

She went to Fakir's room and opened his cupboard.

Annie: boo...ap pakde gaye.

Anaya: Anaya ghussa!

Annie: Amma ne pakad liya isliye?

Anaya noded negatively.

Anaya: Baba nahi aayege.

Annie: Anaya bacche ap toh Baba ki pyaari Princess ho na... ap aise unse khafa ho gaye toh Baba bhi sad ho jayege.

Anaya didn't reacted and kept sitting their with a frown on the face.

Annie: vaise Amma Anaya ka favourite cake laiee hai par Anaya toh khafa hai na toh phir vo cake kon khayega?
Ek kaam karte hai hum vo cake masi ko dete hai.

Anaya: nahi nahi...Anaya ko khana hai.

Anaya ran out side the room for the cake Annie laughed.

She got up and closed the cupboard.

She was about to leave the room when her eyes went on a photo frame of her and Fakir.

She remembered her last conversation with Fakir which was on the day he left.

"Annie- This is the End
Fakir- And a new beginning"

Annie: kabhi kabhi sochti hu Fakir ye kaisi dosti hai jaha humne itne arse bita diye Bina ek dusre se ek lafz tak kahe.
Mai iska zikr Aaj Tak Anaya se tak nahi kar paiee ki ...bohot yaad ate ho tum mujhe.

Her eyes formed moisture but she didn't allowed to flow it instead she smiled.

She was about to move out the room when her phone got a notification and it was from...











Fakir.











Aniee was surprised.

She clicked on the message.

"Aniee maine Anaya keliye gift bheji hai ... Kal sham Airport se collect kar lena please"

Annie: (pov) itne saalon mein tumne mujhe kabhi kuch nahi kaha. Kuch bhi kaam raha ya toh tumne Badi Amma se kaha ya phir Phuphon se...aj achanak mujhse kyu?

.



__________________________________

Precap: Fakir is Back
__________________________________




Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top