guilt
Kuch cheezein life mein late Samajh aati hain ya phir hum samajhna hi nahi chahate. Like diwar per ball maro toh laut kar wapas aati hai, aari tarbooz per maro ya tarbooz aari per kat ta toh tarbooz hi hai.
Issi tarah guilt hota hai. Galti karne ke baad humein kuch time tak realize nahi hota ke humne galti ki hai. Per jab realize hota hai toh ya toh der ho jati hai ya phir hum dar ke maare confess nahi karte and then guilt starts eating you up.
The best way to come out this burden of guilt is too apologize. I know it's tough but it can save from the terrible consequences.
#Mythoughts
Love you all take care stay home and stay safe ❤️
Your atrangi author
Sara Noor
Sighing off
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top