Childhood Friend

2 months later..

Raghbir - Kya kar rahi ho?

Pragati - Books padh rahi hu..

Raghbir - Yaar tum ab bhool hi gayi ho na mujhe?!

Pragati - Aur aisa kyu lagta hai tumhe?

Raghbir - Tum baat nahi kar rahi mujhse.. See.. Maine call kiya phir bhi tum bas books hi pdhte raho!

Pragati - Aree nahi rakh diya maine book.. Abhi mai sirf aur sirf aapse hi baat kar rahi hu..

Raghbir - very good.. Tumhara attention sirf mujh par hona chahiye.. sirf mujh par..

Pragati - Accha.. As if maine tumse attention hatayi hai.. Tum ho vo jo mujhe attention hi nahi dete..

Raghbir - Madam . mai na tumhe hu attention deta hu sirf.. Phir tumhe aisa lagta hai ki mai tum par dhyaan nahi de rha.. Mujhe na samajh nahi aata karu toh kya karu mai..

Pragati - aree aree Raghbir calm down.. Mai toh bas tumhe tang kar rahi thi..(laughing)

Raghbir - Aur mai tang ho raha tha! (Annoyed)

Suddenely doorbell rings..

Pragati - Ab kon aagya.?!

Raghbir - abhi mat kholna door.. Kehdo tum ghar par nahi ho.. Abhi sirf mujhse baat karogi tum.

Pragati - Haa toh mai kon sa call kaat rahi hu.. Dekh kar aati hu kon hai.. Tum chhup rho bas..

Raghbir - No.! Mai apni girlfriend se baat kar raha hu mai chup kyu rahu!

Pragati - Fine... (Goes downstairs and opens the door)

Pragati - Oh my god.. Rohannnn!!!!!


Raghbir - (in mind) Rohan! Kaun Rohan! Kiska Rohan!

Rohan - Haanji.. Aapka best friend Rohan!!!Come on give me a hug!

Pragati hugs him...

Pragati - Oh my god Rohu itne time baad!!! I am so happy to seee you!

Raghbir - Rohu! Rohu ko hug kiya!! Pragati!!!!

Meanwhile Pragati was not listening to Raghbir..

Raghbir - Pragati !!!! Suno toh!!

Pragati - Yaha kya khade ho chalo mere saath room mein!!

Raghbir - Aree Pragati meri baat toh suno!!

Pragati (remembers about Raghbir) - (whispering) Raghbir mai aapko baad mein call karti hu byee..Love you..

Raghbir - Aree suno toh!! (Call cuts)
Call kaat diya! Raghbir Malhotra ka call kaat diya.. He bhagwan vo ladka akele h Pragati ke saath ye mai nahi hone de sakta.. Mujhe jaana hoga.. !! But reason.. Are yaar aur koi hai hi nahi uske ghr toh reason kaika!

Raghbir leaves from his office..

He reached Pragati's house after sometime and rang the doorbell..

Raghbir - (in mind) Kaha reh gayi Pragati..!!

Suddenely the door opened but it was Rohan..

Raghbir - (in mind) Accha toh ye hai Rohan! (To him) Pragati?

Rohan - Ha vo hai but aap kon?

Raghbir - (forwards his hand) Myself Raghbir Malhotra..

Rohan - (shaking hand) Oh hi I'm Rohan Singhania..

Rohan - Tum Pragati ko kaise jaante ho?

Raghbir - Mai uska..

Pragati - (from back) Bohot acche dost hai..

Rohan - (turning back) Ow.. Hii.. Mai Pragati ke bachpan ka dost and best friend..

Raghbir - (looking at Pragati suspiciously) Hii...

Pragati - Rohu tum jaa kar jaldi se fresh ho kar aao.. Phir hm saath lunch karenge..

Rohan - Haa okay (leaves)

Pragati - Raghbir tum yaha?? (Pulls him inside the house and closes the door)

Raghbir - Kyu mai nahi aa sakta? Meri girlfriend ka ghar mera hone waala sasural.. Mai nahi aa sakta?!!

Pragati - Of course aa sakte ho!. Par tum office mein the na?

Raghbir - Haa toh? Mai office se jaldi nikal gya tha isiliye aa gYa.. mann nahi karra kaam karne ka ek do din.. Tum unhe ye batao mera phone kyu kaata? Aur mai tumhara accha dost kab ban gaya..

Pragati took him to her room and locked it from inside..

Raghbir - Kya kar rahi ho?

Pragati - Aree Raghbir Rohu mere..(cits off in between by Raghbir)

Raghbir - Rohan naam hai na uska?! Toh Rohan bolo!

Pragati - Haa haa Rohan mere bachpan ka dost hai.. Aur maine uske saamne isliye aisa bola kyuki vo mom dad ke saamne bol dega agar use pata chala ki hum relation mein hai..

Raghbir - Phir bhi.! Mai accha dost!!

Pragati - Tum kya ho ye tumhe pta hai na.. Doosro ko bta kar kya milega?Please maan jaao..

Raghbir - Fine.. Waise ye tumhara friend kitne der ke liye aaya hai?

Pragati - abhi toh aaya hai.. Kam se kam ek do mahine toh rukega..

Raghbir - Oh.. Yaha kaha hai iska ghar?

Pragati - Raghbir.. Vo mera friend h specially mujhse milne aaya hai toh of course yahi rukega na..

Raghbir - Yaha?? Tumhare saath?!

Pragati - haa.. Isi ghar mein.. Kyu??

Raghbir - Nahi voo..(shaant Raghbir shaant)

He pulled her closer and pinned her to the wall..

Raghbir - (huskily) I am hungry..

Pragati - Raghbir..

Raghbir - Kiss karo..

Pragati - Raghbir abhi Rohan aata hi hoga..

Raghbir - Tum kar rahi ho ya nahi?!

Pragati - (looks out of the window nearby and sees noone)

Raghbir - (cute sa angry wala face) Yaar mai tumhe bol raha hu kiss karne tum bahar kya dekh rahi ho! (Turns her and kissed her)

After 5 minutes, Pragati's eyes fell on Rohan who was approaching her room..

Pragati broke the kiss..

Raghbir - Inni jaldi!

Pragati - Raghbir! (Wipes lipstick marks from his lips and pushes him on the bed)

Raghbir falls and sits on the bed.. Pragati opens the door and sits beside Raghbir quickly..

Rohan enters..

Rohan - Hi guys.. what's up?

Pragati - Kuch nahi hm random baat kar rahe the.. Tumhaara hi wait karre the.. Let's have lunch..

Rohan - Oh waoo Raghbir bhi hume join kr rha hai?

Pragati - Haa maine hi bulaya tha use..

Rohan - Great.. Let's go then..

Praghbir got up and Raghbir was about to hold Pragati by waist when Rohan pulled Pragati by shoulder and went outside..

Raghbir - Aaj iss aadmi ka aakhri din hai dharti pe! (Went outside angrily,)

Pragati was serving food while Rohan and Raghbir were waiting for her to join.. After serving she came to sit and Raghbir Rohan both offered her a chair..
She looked at them and sat in between...

Raghbir - Mujhe choose nahi kiya?!

Rohan - You know Raghbir hum Bachpan se dost hai.. Bilkul pagal hai Pragati toh..

Raghbir gave him a huge fake smile..
Raghbir (in mind) - Mere hi pyaar mein pagal hai ! Tujhe batane ki zaroorat nahi hai!

Raghbir - Haa sach mein bohot cute hai ye.. Aur meri punjabi pe toh fidaa hi hai..

Rohan - waao I see..Bachpan mein na bohot hi possessive thi mujhe lekar.. Mtlb bolti thi.. Baaki saare dost ek taraf aur Rohu ek taraf(laughing)

Raghbir - Haha..I see.. Isiliye toh kehte hai bachpan mein log naasamajh hote hai..

Rohan - Sorry?

Raghbir - I mean in general, chote baccho ko samajh nahi hoti naa kya bolre hai vo..

Rohan - Right right.. Abhi bhi bilkul aisi hi hai meri Pragati.. Nasamajh si..

Raghbir - (in mind) Beta haath se bandook bana ke uda dunga tujhe! Meri kisko bola! Aur agar Pragati chup reh gayi toh mai baat hi nahi karunga phir!

Pragati - Aree Rohu he knows me very well..Vo mujhe sabse acche se jaante hai.. Mai kitni samajhdaar hu aur kya kya hu use sab pta hai.. Raghbir is the only one friend jiske saath mai usually time spend karti hu..

Raghbir smirks..

Rohan - Waao.. Chal ab mai bhi aa hi gaya hu.. Hm saath mein time spend karenge enjoy karenge..

Raghbir - (in mind) Tere sapne mein! ab toh Pragati ko tujhse door hi rakhna hoga mujhe!

Pragati - Chalo kha liya sab ne toh chalte hai.. Rohan tu thodi der rest karke jaa kar.. Mujhe bhi thoda kaam hai.. (keeps all the plates and them comes back)

Rohan - Haa neend aa rahi hai mujhe.. (leaves)

Pragati - Aur aap..(goes and keeps her hand round his neck) Aap bataiye kya karne ka iraada hai..

Raghbir - Abhi tak toh kuch nahi tha but ab tum itne pyaar se pooch rahi ho toh iraada bana hi lete hai..(hands round her waist)

Pragati - Tumhe nahi thake ho?

Raghbir - Abhi kuch kiya hi kaha hai..

Pragati (hits his chest) - Raghbir..Tum bhi jaao ghar aur rest karoo..

Raghbir - Accha ji.. Matlab ab mujhe ghar bheja jaa raha hai.. Itne dino tak mere bina raha nahi jaa raha tha.. Theek hai theek hai..

Pragati - Tumhe hua kya hai itna ajeeb kyu behave kar rhe ho?!

Raghbir - Mai ajeeb behave kar raha hu (kissing her neck) I want to eat you..

Pragati - uff oh Raghbir (blushing) Tum na bohot besharam ho gaye ho..

Raghbir - Ise besharam nahi bolte.. Jis bande ke paas itni acchi girlfriend ho waise kaise control kar raha hai ye poocho..

Pragati - Accha ji..

Raghbir - I love you..

Pragati - I love you too.. Ab jaao..Mom dad bhi aate honge..

Raghbir - Noo. I don't want to leave you.. I want to eat you! (Pecking her lips)

Pragati - (looked at him) !

Raghbir - Fine.. Byee baby..

Pragati - Byee.. (kisses his cheek)

Raghbir leaves while Pragati sighs..








Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top