Chapter - VII
Lorien Marino
Age - 25 years old
He is the only son of his parents, one of the most reputed family in Italy.
He lives with his mom as his father died in a car accident .
(Male Lead)
He's kind, shy, loyal and a caring person.
He usually spends most of his time reading books.
------------
~4 weeks passed~
Kavya bhi apne ghar laut gayi thi.
Sana apne kamre me kuch dhund rahi hoti hai ki door knock hota hai.
Sana ne jakar dekha to Nicha khari thi.
Hii! (Waves)Sana said Nicha.Kuch chahiyen tumhe? Sana responded . Wow, ap kya mera man parh sakti hai Nicha asked surprisingly. Mera andaza sahi nikla Sana ne kahan. Wese main apse yeh kehene ayi thi ki kya ap free ho Nicha ne Sana se pucha. Kya tumhe main free lag rahi hu asked Sana.
Kher koyi baat nahi, kya ap pls mere liye noodles bana sakti ho said Nicha. Kyu? Tum khud bana lo na replied Sana .
Nicha ne apne ungli dikhayi jisme bandage laga tha . Sana ne noticed kiya aur kahan to maid se kaho na.
Woh Bana to leti par ap ke jaisa tasty nahi hoga na aur mujhe apke hathon ka chahiye insisted Nicha. Sana kuch sochti hai aur man jati hai.
Jab Sana kitchen ki taraf aa hi rahi hoti hai phir Soya ne pucha, Sana kahan ja rahi ho?. Kitchen Sana replied.
Kyu? Kuch kam tha asked Sooya. Haan Nicha ko noodles khana hai so said Sana.
Mere liye bhi bana dena Soya yeh kehkar waha se chali gayi.
Mat lab mujhe hi yeh sab kar na hoga Sana thought.
Jaldi se Sana noodles banati hai aur apne kamre tak le jati hai.
Soya aur Nicha be sabri se bethe the.
Thank u Sana , Nicha and Soya said. Sana ne unhe ghura aur kahan koyi baat nahi.
Soya apna pehela bite leti hai ki room pe unki Mom aa jati hai .
Soya, tumse kuch baat karni hai kya tum mere room me aa sakti ho asked their mom.
Ji mom replied Sana and went.
Kya huwa hoga asked Nicha . Mujhe kya pata said Sana. Aur woh dono apna noodles ktm kar ke Soya ke paas jate hai jaha unki Mom ne bulaya tha.
Sana aur Nicha dekhte hai ki darwaja andar se close tha aur aisa lag raha tha mom aur Soya bohut important bat kar rahe hai.
Kuch der ke bat Soya kamre se bahar ayi aur Sana aur Nicha ne unhe puchne ki koshish ki par Soya unhe apne room par le jati hai aur batati hai..
Next day ~
Sana kuch flower bouquet kharidne aayi thi ki achanak Bohut zorro se barish hone lagi aur kyuki shop pas tha to woh akele hi ayi thi....woh jaldi se shop ke andar jati hai. Ab mein kya karu,yeh barish bhi na aur mene to chata bhi nahi laya Sana mumbled. Sana kuch flowers ko dekhti hai...
Btw, this is what she wore.
Viransh, kya tum kuch gifts la sakte ho said Janvi (his mom)
Thik hai mom par kab? Asked Viransh.
Abhi mom stated. Mom kya exclaimed V. Aisa konsa pahar tut para ki mujhe aj hi aur abhi jana hai remarked Viransh with a annoying face. Agar nahi gaye to pahar tut jayega ,tumhare upar added Jk from behind. Gifts ke sath kuch sweets aur haan flowers bhi said Janvi.
V jane ke liye nikalta hai aur darwaja kholta hai ki barish start , uska muh utar jata hai. Mom barish ho rahi hai stated V. Car me chale jao na suggested Jin . Veeraj ek annoyed sa face banakar chala jata hai.
This is what he wore
-Time skipped -
Viransh ko finally ek flower shop dikhta hai aur woh apna umbrella kholkar us shop ke andar jata hai.V flowers dekhne lagta hai par usse pata nahi tha ki woh kya le so us ne shop owner se puch liya.
Apko wo lena chahiye*points at the flowers*ek larki ki awaj piche se ayi aur woh aur koyi nahi Sana thi .
Kya sach me V ne Sana ke taraf dekhte huwe pucha. Sana nodded.
V ko bhi woh flowers pasnd aye so usne usse lene ka socha. Phir Sana Shop se bahar ja rahi thi,Barish to ktm hone ka nam nahi le raha tha. Suniye Viransh ne Sana ki taraf dekh ke bola. Ap mujhe keh rahe hai asked Sana. Haan stated Viransh.
Thank you (😅😅😅) said Viransh. welcome Sana replied him back. Agar apko kahi jaldi jana hai to main apko lift de sakta hu V asked Politely. Tq but mein ek ajnabi ke sath nahi chal sakti , main akele hi chali jaungi aur wese bhi ghar paas me hi hai answered Sana and She left from there ASAP.
Viransh wahin chup chap reh gaya , kher koi bat nahi V ne khud ko dilasa dete huwe kahan.
~After some time~
Sana apne ghar pohochti hai. Woh sidhe apne kamre jati hai aur fresh hoke , apne kapre change karti hai phir woh niche living room me ati hai.
Nicha - Sanaaa di, kya ap aa gayi
Haan kyu, nahi aana chahiye tha replied Sana.
Di ap aise kyu bol rahe ho aur dekho maine apke liye kya banaya hai Nicha said. Ab kya bana diya ? stated Sana.
Nicha - Dekho *shows her*
Yeh kya hai ? Asked Sana
Guess karo ×2 Nicha stated
Soup? Sana guessed.
Nahi Nicha exclaimed.
To? Sana inquired.
Yeh mera special mushroom soup hai Nicha said. Oh - Sana.
Chalo ab taste karke batao kaisa hai said Nicha
Bilkul nahi Sana rejected.
Par bechari Sana usse woh khana/peena hi parta hai
Next day.
*Sneeze*mumma*Sneeze*ky*Sneeze*kya apne *sneeze.
Kya huwa Sana itni chik kyu rahi ho. Tum thik to ho asked Zehika
Sana ne apna sir na me hilaya .Mumma mujhe *sneeze* sar*sneeze*di *sneeze*. Oh ruko main Nicha ko tumhari dawa yi lane bhejti hu said Zehika.
Sana nodded slowly. Sana apne kamre me so rahi thi ki uska phone ring huwa . Sana flash ho rahe name ko dekhti hai aur woh call pick karti hai
- Hello
Haan *sneeze*-
-Sana, are you okay? asked Lorien worriedly from the other side
I'm*sneeze*-
-Oh i think you caught cold, did you stay at rain or else.
Ah isse sab pata hota hai Sana sochti hai
Hmm -Sana.
TBC🤍~
P. S - 🤧my poor english!
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top