Chapter 4

In a White Bungalow's  lawn. 2 boys are seen fighting on a silly topic.

Boy 1: main bol raha hu main bike leke jauga aur aap charo car mein aana.

Boy 2 : chote main bhi tujhe bol raha hu na ki main aur vaishu bike pe jaye ge aur tum teeno car mein.

One more boy is seen entering the lawn.

Boy 3: teeno nahi Abhi bhai. Sid ko akele car main jana hoga. Kyuki dad ne mujhe aaj hi nayi bike dilayi hai. Tho ab main aur jaan meri bike pe jayege college.

Boy 1 is Siddharth.

Boy 2. Abhishek

Boy 3. Faisal.

Sid : dekha dada ab tho fais ke pass bhi bike aa gayi. Ab ya tho mujhe aapki bike do ya fir mujhe nayi bike chahiye.

Abhi : yeh kya tune bike ki zid laga rakha hai. Tu car main chala jaye ga tho kya jaye ga tera.

Sid :aap rehne do main di se baat karunga fir vo maa se baat karegi. Mujhe na aap se baat hi nahi karni.

Just then two girls are seen entering the lawn.

Girl 1 : kya baat karni hai vibha maa se.

Sid : acha hua di aap dono as gaye. Ab aap hi dada ko bolo mujhe nayi bike dilane ke liye maa se baat kare.

Girl 2 : ha Abhi bhai aap sid ko bike dila dona. Aap aur di bike pe jaate ho college. Ab main aur fais ke bike pe jaye ge. Vo akela reh jaye ga. Please dada ( to girl 1) vaishu di ab ab aap hi bolo na.

Girl 1 : Vaishnavi

Girl 2 : Jannat

Vaishu : haa Abhi baat karo na Vibha maa se vo pakka maan jaye gi please.

After a lot of request Abhi gets agree to talk with Vibha about sid's bike.

Abhi : acha thik hai main maa se baat karunga

Sid : thank you, thank you. Dada you are the best. ( Hug him tightly)

Vaishu : sirf tere dada hi best hai main kuch nahi.

Sid : di aap bestest ho.

Abhi : nautanki kahi ka. Chal main baat kar ke aata hu.

Abhi left from there to talk with Vibha and four of them start discussing about the college. After some time Abhi came tho the.

Sid : kya hua dada?? Maa maani ki nahi??

Abhi : (smiling) chote maa maan gai hai teri bike ke liye. Monday subha tak aa jaye gi..

Sid : (jumping in happiness)sachi.

Abhi : haa.

All of them gets happy and had a group hug.

Jaan : chalo aaj in dono ko bike milne ki khushi main party karte hai.

Vaishu : (in jaan's ear) kab se dekha rahi hu tujhe. Bike fais ko mili hai aur khush tu ho rahi hai.

Jaan unknowingly starts blushing. Abhi notic her.

Abhi : ab iss kya ho gaya?? Yeh itni laal kyu ho gai hai sharam se?

Vaishu : kuch nahi girls talks.

Sid : vese idea tho acha hai. Party karte hai ABC restaurant chale hai.

All : haa chalo.

All of them sit in the car and leave from there.

Mundit, Swashi and Aayu were in cab.

Aayu : bhai new house kesa hai.

Munna : new house bilkul Delhi wali ghar jaisa hai.

Aayu : udhr jula bhi hai??(with hopefull voice)

Pandit : haina ek nahi do hai.

Ashi : do matlab??

Munna : vo kya haina ek niche lawn main hai aur dusra terrace pe hai.

Swati : yeh tho bahut achi baat hai.

Aayu : Swati di mujhe bhul lagi hai khane ko dona.

Ashi : haa vese bhuk tho mujhe bhi lagi hai.

Mundit : aur hume bhi.

Swati : (with hai puppy face) guys mujhe pata hai tum logo ko bahut bhuk lagi hai par main thak gayi hu. Tho please aaj tum log bahar se kahana manga lo.

Pandit : tho hum khaye he kya ??

Swati : dekho Mumbai mein bahut hi ache hotel aur restaurant hai tho kaha se bhi lao aur khao.

Ashi : haa bhai Swati thik bol rahi hai hum aaj bahar se khana late hai.

Pandit message Munna.

Bhai maan Jaa varna
Bhabhi nahi payegi. Aisa
Boli gi ki shadi se pehle itna kaam karta hai tho shadi ke baad tho nakrani banake
Rakhe ga.

Haa sahi keh raha hai tu.

Munna : acha thik hai bahar se le aate hai hai. Vese kya khana hai tum logo ko.

Swati : ek kaam karte hai bahar hi chalte hai khane ko.

Ashi : haa yeh sahi rahe ga.

Pandit : haa hum ek kaam karte hai bags ghar pe rakh ke chalte hai bahar.

Munna : thik hai jaisa tum log kaho.

Pandit : dekho ghar aa gaya.

They all reach their new house. They all get down from the cab.
They were mesmerized by the beauty of the house.

Swati : wow yeh kitna sundar hai.

Ashi : haa bhai yeh tho bahut sundar hai.

Pandit : tho chalo andar se bhi dekh lo.

Munna : Swati, Mini yeh lo ghar ke chabi tum dono ghar khlo. Mummy ne kaha tha tum dono hi naye ghar ka darvaja khulna.

Swashi : lao Munna/bhai.

Munna gives them keys to Swashi. They opne the door and enters the house. All were mesmerized by the inter beauty of the house.

Mundit : tho batao kesa laga ghar.

Swashi : bahut sundar hai.

Jai was standing in his balcony. He saw that their new neighbors have arrive. After same time in came down in living room.

Jai : naye neighbours aa gaye hai. Hume jaa kar milna chahiye.

Reem : nahi abhi nahi thodi der baad jate hai. Thodi der baad jaate hai.

Avu : Reem thik bol rahi hai.

Just then Preeti comes and sit on sofa.

Avu : di aapko itna time kyu lag gaya aane mein.

Preeti : kuch nahi airport se sidha hum log gaye the phir Deepika mujhe chod hi nahi rahi thi. Muskil se aayi hu yaha.

(Randeep 3 ghar chod ke rehta hai. Matlab vo unka neighbour hai.)

Reem : aap deepika se mil kar aaye. Tho batao kesa hai chota packet.

Preeti : puch maat jab gai thi tho kitni sidhi thi par ab tho sutli bomb banke aayi hai.

Jai : kyu kya kiya usne?? (giving suprise expression)

Preeti : yeh puch kya nahi kiya. Puri ki puri drama queen banke aayi hai. (joining her hands) ab bagwaan hi bachye in teeno ko.

Avu : ab baatein ho gai ho tho koi mujhe batayega ki khane ka kya karna hai, kyuki mujhe bahut bhuk lagi hai.

Reem : baat tho iski sahi bhuk tho mujhe bhi lagi hai aur dinner time bhi ho hi raha hai.

Jai : ek kaam karte hai bahar jaate hai khana khane ke liye.

Preeti : haa yeh thik rahe ga.

Avu : ruko main buddy ko phone karti hu.

Preeti : nahi, vo deepika ke saat bahar shopping pe gaya hai. Anu aur Raj bhi kuch kaam se bahar gaye hai.

Reem : acha tho fir thik hai aaj hum charo hi jate hai.

Preeti : lekin hum jaye ge kaha.

Avu : kyu na hum XYZ restaurant mein chale.

Reem : haa yeh sahi hai.

Jai : dekho abhi 7:30 baj rahe hai. Hum log abhi nikle ge tho 8:30 tak puch jaye ge. Aur traffic bhi jayada nahi mile ga.

Preeti : Jai sahi bol raha hai. Hum abhi hi nikalte hai.

All of them came out of the house. Preeti was locking the door. They saw....

To be continued....
That's it for today.

How was the chapter?

Co-author :- notyourclichechic

Any suggestions you want to give.

Please vote and comment.

By love you all 😍🤗❤️

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top