Iztiraar


Mujhse aksar log mere iztiraar ki wajah puchte hain,
Mere ghum ki shakal dekh
Lehja badal dete,
Muktaliff mere mejaz se weh bade
Pareshaan rehte,
Mujhe khuda hawala de,
Apni baat manva lete hain.

Aksar log mujhse mere iztiraar k wajah puchte hai,
Nahi Tehre mere ghum ke sawaal,
Na kabhi khushsi aayi
Hayat hai jaise ghum mujhmaie,
Mere Rab ki hukum mohtaj
Fana hoga ye bhi
mere aqsh ke saaye ke saath.

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top