part-50 Truth
There's a place where all lights were turned off completely dark ... Only a small amount of sunrays were peeking inside revealing bits and pieces ....
The room was filled with so many small , big portraits , paintings of oil painting , charcoal painting , black and white , colourful so many ... Were hanged on the room leaving no space on the wall or either floor ...
There's someone who's sitting on the floor hugging by knees looking up all the pictures and paintings blankly ... dealing with an emotional turmoil inside yet His eyes hold no emotions ...
Seems like he was sitting there numb for hours ... He seems hopeless , but doesn't want to loose hope at sametime ...
His eyes were glued to the one particular portrait which was holding the complete wall ... Where the guy was looking at a girl where she was looking at the world having a carefree smile on her face making him smile too ...
It was vyom ...
He wants to cry out loud but no tears were coming out from his eyes , he never felt so numb to not being able to feel anything ...
Not knowing whether he should thank God for bringing Sharanya back in his life or to mourn thinking that she forgot him , forgot everything ...
She doesn't even remember herself ... How he's going to make things better for her , how he's going to push away all her fears that crept all her heart right now ... How he's going to make her belive in herself ...
The way she saw him like a stranger Pricks his heart ... He feels like he lost her even after having her safe back ...
Vyom : main hamesha kehta hoon tum aur tumhara pyaar meri zarurat hai !... Jaanti ho kyu ?... Says in a low deep voice ...
Ek waqt ke baad chahat khatam ho jati hai , lat chut jata hai !... Par zarurat !... Zarurat kabhi khatam nahi hoti !...
Ek waqt ke baad samajh aaya tum meri zarurat bhi nahi !... Majburi ho !... Says helplessly
Tum aur Tumhara pyaar meri majburi ban gayi !... Says helplessly ...
Jab tumhe hospital mein apne aakhe nahi khol Rahi thi tab ... Aisa lagta tha ki Meri jeene ki zarurat khtam ho gaya ho !...
andar ek darawansi si ehsaas huyi !... Ki maine tumhe kho diya hai !... Says being horrified wiping his cheeks ...
tumhe kuch hote huye main kaise dekh sakta hoon !... His voice went vulnerable ...
Tab hi samajh aaya ki ...
Insaan ko zarurat bhi khatam hota hai !... Says with an wide eyes
A.. aise kaise ho sakta hai ?...
Mera pyaar ... ek pal mein kaise khatam ho sakta hai ?... Asks questioningly ...
Sab jaante hai ki mera pyaar mera sab kuch hai !... Usse kisi ko cheen ne nahi dungi !... Says angrily ...
Maanti hoon main tumhe kisi baat pe zor , zabardasti nahi kar sakti par ...
Main tumhare bina bhi toh reh sakta na !... Says helplessly like a kid looking at her in portrait ...
Aaj Tak duniya ne vyom ka pyaar dekha , deewangi dekha hai !...
Ab ye duniya vyom ka sanak dekhegi !...
Says looking deep into her smiling face in the portrait ... His eyes hold a firm obsession that no one witness before ...
Kyunki sanak na khatam hoti hai ... Na kam hoti hai !... Sirf badta rehta hai !... Says with a mad glint in his eyes ...
Shukriya duniya walon ... Says loudly looking up shaking the whole room ...
Mujhe meri pyaar ko aur samajh ne ka ek aur moka dene keliye ... Says with a dry chuckle ...
Ab tak Apni pyaar ki Maan rakhne keliye sab kuch saha ... Chahe meri dushman kitna bhi mujhse takraye sab ko Aram se handle kiya ... Apne pyaar keliye ...
Jab woh sharafat hi meri pyaar mujhse cheene ki taqat rakhe ... Aisi sharafati ka vyom ki zindagi mein koi jagah nahi !...
Iss baar main apni pyaar , sharafati ko aur sambhalke le jaungi ...
Iss baar !.. vyom Sharanya ke siwa kisi ka bhi acha nahi rahega ... vyom ka pyaar , vyom ka saari achhayi ... Sirf Sharanya keliye aur Sharanya ke saath hai !...
Says caressing her face slowly on the portrait ...
Iss baar apni saari galtiyaan sudharungi bhi ... Aur apni pyaar ko sambhalke bhi rakhungi !...
Says firmly ...
Next day morning ,
Here in bedi mansion madhavi was sitting on hall thinking deeply about something ...
Picking up phone she called rab ... He picked the call ...
Rab : chachi !... Says shockingly ...
Madhavi : chachi hi hoon !... Kaha hai vyom ?...
Rab : woh ... He looks at Sharanya's room for once before replying ... Bhai ... Sharanya ke saath !...
Madhavi : huh !... Hearing that she Let out an frustrating sigh ... Maine vyom ko kahi baar call Kiya ... Par woh ut nahi raha !... Usse kaho ki ghar aaye ...
Rab saw vyom who was sitting outside of her room in waiting chair with closed eyes one hand on forehead ... Again she was crying continuously for not being able to remember anything ... And also not letting anyone near her
Rab : chachi !... Calls slowly ... Bhai ... Abhi ... Ghar nahi ... Aa payenge !...
Madhavi : kyu ?...
Rab : chachi abhi ... Bhai ko Sharanya ka saath rehna ... Zaroori hai !... Says slowly ...
Madhavi : waah !... Kamaal hai ... Aise kaunsi zaruri aa gayi hai uski ki tum ... Tumhara Bhai ... Tumhara chacha sab ka zarurat pad gayi hai uski ?...
Rab : chachi woh ... Bohot lambi baat hai !...
Madhavi : Mujhe apni bete ko dekhna hai !... Says firmly ... Uskeliye bhi appoinment Lena hoga mujhe ...
Rajan saw that rab was worried ... He went near him rab signalled chachi ... Pointing out phone .... Rajan got the phone from rab ...
Madhavi : Woh yaha aaye ya main waha aa kar vyom ko apne saath le jao !...
Rajan : vyom nahi ayega madhavi !... Says straightly making madhavi gave an shocked look ...
Madhavi : rajan !... Says surprisingly ...
Rajan : main ghar aake baat karta hoon tumse .... Saying that he cut the call ...
Rajan : rab tum yaha vyom ke saath raho main ghar jaa thi hoon !...
Rab nods ... Rajan left from there ...
Here rajan entered while searching for madhavi ... Hearing footsteps madhavi came out from the room ... Having an anticipating eyes ...
Rajan : what's wrong with you madhavi ?...
Asks removing his specs with an impossible reaction ...
Tumne dekha tha na ki Sharanya hospital mein hai !...
Vyom Jitna pareshan hona tha ho gaya ... Abhi chein se saans le ra hai woh ... Kyun usse tang karte rehte ho !... Says complainingly ...
Madhavi : acha !... Main usse tang kar rahi hoon ... Aur woh sharanya ke wajah se chein se rehta hai right ?....
She let out an dry sarcastic chuckle and says ....
Aaj Tak , Uske saath kabhi ek pal bhi chein se rehte nahi dekha maine ...
Rona , dona , dukh , dard , becheini ... Iske siwa Sharanya ke saath rehte kya mila hai usse ?...
Kuch nahi !...
Aur tum keh ri ho ki main usse tang kar rahi hoon !...
Aise ho kya gaya hai usse ki tum teeno paal le mein rakhe pal rahe ho usse ?!... Asks huffingly ....
Rajan : Sharanya ko shiv ne kidnap Kiya hai !...
Says more like a shouting shaking the whole place ... Making madhavi stood freeze on her place ...
Vyom se badla lene keliye shiv ne Sharanya ko kidnap karke usse maar dalne ki koshish ki ...
Says shoutingly .... Hearing that madhavi's eyes went wide in shock ...
Bhagwan ka shukar hai ki rab ne sahi waqt pe Sharanya ko bachake hospital le aaya ... Jab rab ne usse dekha tab Zinda laash bankar rahi !...
While saying that Rajan choke air ... Eyes got teared ....
Hamare bete ki wajah se !...
Uss shiv ne usse itna torture Kiya ki ...Uske andhar Jeene ki umeed chut gayi thi !...
Hospital mein saare treatment ke baad bhi Aakhe nahi khol Rahi thi !... andar se toot chuki thi !...
Vyom ne apni zindagi daav pe laga kar usse wapas laya hai !...
Nahi !...
Practically kaho toh ... Usse emotional blackmail karke wapas la gaya hai !...
Agar !... Sharanya ko kuch hua hota na !... Toh tum ab yaha chein se khade ho kar Sharanya ka tana nahi de pati !...
Says slow yet angrily ...
Isiliye !... Vyom ko abhi chod do !... Jab sab sahi ho jayega ... Tab vyom apne aap ghar aa jayega !...
Saying that Rajan left from there ...
Next day morning madhavi was moving here and there in hall restlessly ... Rajan came out to see madhavi being restless ...
He went to her and also saw that there was a horoscope book in the table ...
Rajan : kya hua ?.. subah subah kiski intezaar mein ho ?...
Madhavi looks at rajan silently for a while and says ...
Madhavi : Panditji !... Hearing that Rajan made an unsure face and says ...
Rajan : kyu ?.... Kisliye ?...
Madhavi : vyom keliye !... Says blankly ... Rajan gave an nod ...
Meanwhile Panditji entered making both rajan and madhavi turn to see both of them went to welcome ... Both madhavi asks Panditji to sit ... And asks him to have something to eat ...
Panditji : nahi !... Says simply ... Pehle jis kaam keliye aaye hai !... Usse pura kar dete hai !... Tum dono becheini se lagte ho !...
Both rajan and madhavi gave an shocked look at Panditji and gave an agreed nod ...
Madhavi handed vyom's horoscope to Panditji .... And says ...
Madhavi : Panditji yeh vyom ka kundali ... Says slowly ... Panditji gave an nod ... Aap mujhe bas dekh kar bata dejiye ki vyom ka shaadi ka waqt hai !...
Says simply making both rajan and Panditji look at madhavi with an shocking face ...
Panditji : ladki ?...
Madhavi : ladki tayyar hai Panditji ... Uska bhi kundali hai ...
Panditji : Naam ?...
Madhavi : Natasha !...
Says with a small smile ... Making rajan go shock like anything ...
Panditji saw hearing Natasha's name rajan's face got changed ...
Madhavi : ye Natasha ki kundali hai !... Saying that she gave another horoscope to Panditji ...
Panditji was
Keenly seeing Natasha's horoscope ....
Rajan : pagal ho gayi ho madhavi !... Asks more like a whisper ...
Madhavi : jo kar ra hoon soch samajh kar hi kar rahi hoon !... Says slowly with an small smile ...
Panditji : after seeing both of the horoscope Panditji asks ...
Kya soch kar yeh faisla liya hai madhavi ?...
Asks slowly making madhavi go silent not knowing what to say ...
madhavi looks at Panditji blankly not knowing what he meant and what she suppose to say ...
Madhavi: Woh ... Vyom ki bhalai keliye ... Says with an unsure face ...
Main bas uska Kushi chahta hoon Panditji !...
Panditji : uski Kushi kis mein hai yeh tum kaise tay karogi?...
Asks simply making madhavi go shock ...
Tumhe lagta hai ki vyom ki shaadi karne se uski zindagi badal jayegi ....
Kisiko Kushi Dene mein aur Kushi dekhne mein fark hota hai madhavi !...
Madhavi gave a confused look ....
Tumhe lagta hai vyom ko apni pasandida ladki se shaadi karake usse Kushi de paogi ...
Par usse apni zindagi apni marzi se jeene de kar usse Kushi nahi dekhna chahti !...
Madhavi : Panditji !... Calls him more in a shocked tone ... Yeh aap kya keh re hai ?...
Panditji : turns his gaze towards rajan and says ...
Vyom ki zindagi mein koi hai !...
Rajan and madhavi looks at eachother ...
Ye baat tum dono mein se kisiko pata hai !...
Rajan : gave an positive nod and says ...
Jii ... Panditji gave an positive nod ... And kept vyom's horoscope and says ....
Panditji : mujhe vyom ki kundali dekhne ki zarurat nahi !...
iss kundali ko khud apni haaton se maine likha hai ...
Madhavi !... Calls her ...
Madhavi : jii ... Panditji ...
Panditji : yeh shaadi ka faisla apni dilse nikal do !...
Says straightly not beating around the bush .... Making madhavi gave an extremely shocked look ...
Madhavi : yeh aap kya keh re hai Panditji ?... Asks shockingly ...
Panditji : apni bete ki bhalai chahti ho na !?... Madhavi gave an half nod ...
Ussi keliye keh ra hoon !.. usko jo karne ka man kare ... Usse karne do !... Apni bete ki zindagi mein badha mat bano ...
Madhavi : par Panditji !... Vyom kab tak akela rahega ?... Asks worriedly ...
Panditji gave an unsure look to madhavi and says ...
Panditji : vyom ko kab akela paya the tumne ?...
Asks making madhavi gave an confused look ...
Madhavi : matlab ?... Asks With an confused tone
Panditji : vyom na kabhi akela tha !... Na hai !... Na kabhi rahega !...
Madhavi looks at Panditji confusingly ...
Uski zindagi , uska kismat , uska aatma ... Uska sab kuch kisi aur se juda hai !...
Both madhavi and rajan gave an shocked look to Panditji ...
Toh tumne vyom ko kab akela paya hai !...
Rajan : Panditji ... Aap kuch keh re hai ... Par hum samajh nahi pa re hai !...
Says more like a requesting tone to say him in simple words ...
Panditji : vyom ziddi hai !... Gusse ka fitrat hai .... Ye sab toh aap jaante hai ... Par uski wajah jaante hai !...
Rajan and madhavi nods no ...
Ek baar jo baat taan le ... toh usse pura kar ke hi rehta hai !...
Chahe woh kaam ho , ya koi khareedne ki cheez ...
ya koi insaan ...
Usse apna banakar hi rehta hai !...
Vyom ki andar ek ajeeb sa junoon hai ...
Uss junoon ki tez ko kabhi kabhi aap sambhal bhi nahi paate ...
Rajan and madhavi looks at each other and gave an agree nod ...
Sirf aap nahi !.. kabhi kabhi vyom bhi khud ko sambhal nahi pata ... Usko khud nahi pata ki juzbaaton mein aa kar woh kya karta hai !...
kisi cheez ya baat se ... Kisiko lekar ek ... Becheini hai uski dil mein !...
Kisi ko apna banane ka taraz hai !... Uss Taras mein har pal aag ki tarah jal ra hai !...
Hearing that Both rajan and madhavi were in shock ...
Main aaj ya kal ... Ya beete huye kuch saalon ka baat nahi kar ra hoon rajan !...
Ye aag uski rooh mein Janam janam se jal ra hai !...
Madhavi was looking at Panditji with utmost confusion ...
Vyom ka janam apni pyaar paane keliye hua hai !...
Both rajan and madhavi looks at Panditji shockingly ...
Madhavi : k... Kya sach mein ... Punar janam hota hai Panditji ... Asks unsurely ...
Panditji smiled a little at madhavi's question and her tone ...
Panditji : jo maane usko hi murti mein bhagwan dikhta hai madhavi !...
Mere kehne ko Maan na ya na Maan na tumhari faisla hai !... Par main sach ke siwa kuch nahi kehta .... Says simply ...
Madhavi : folded her hands and says ... Nahi nahi Panditji ... Main aapki baat pe shak nahi kar ra hoon !....
Main bas yakeen nahi kar pa ra hoon !... Ye toh sirf kahani mein suna hai !...
Panditji : hawa dikh tha nahi madhavi !... Par ... Hota zarur hai !...
Panditji : uss ladki ka naam kya hai ?...
Rajan : Sharanya !... Says slowly ...
Hearing that Panditji gave an small nod ...
Panditji : uski kundali hai ?...
Rajan : nahi ...
Panditji : koi baat nahi ...
Rajan : par Panditji aapne jo bhi kaha woh sab sach tha !... Vyom ... Sharanya ko deewana ki tarah pyaar karta hai !...
Uski andhar ek darawni sa junoon hai !... Jo kabhi kabhi toofan ki tarah bahar aa jata hai !... Jab usko kuch ho jaye ya koi usse kuch karde ... Tab uski gussa aur pagalpan had se bad jata hai
apne aapko rok nahi pata hai !... Kahi baar maine vyom ko kaha hai ki apne aapko kaabu mein rakhe ...
Par woh apne aapko rok nahi pata hai !...
Ek waqt ke baad uska pagal pan itna bad gaya hai ki ... Mujhe ... psychiatrist ke paas le jaana pada ...
While saying that his voice choked eyes got teared ...
Aur Sharanya ko bachane keliye .. apne pyaar keliye har baar apne Jaan daav pe laga deta hai !...
Abhi bhi ... Sharanya hospital mein apni aakhe nahi khol Rahi thi ... Toh vyom ne apne zindagi Dene tayar ho gaya ...
Woh hamara ek lauta beta hai !... Usko kuch ho gaya toh ... humare jeene ka kya matlab hai Panditji ...
Panditji : vyom ke baare mein doctor ne kya kaha ?...
Then only rajan remember doctor's words ....
'vyom ki haal mein agar bimari Sharanya hai toh dawa bhi Sharanya hai'...
Remembering that rajan's eyes went wide in shock ...
Panditji got his answer somewhat seeing rajan's face ...
Rajan : Panditji woh ... He couldn't able to put what he's feeling through words ...
Agar tumhe lagta hai ki vyom ka pyaar uska Rog hai !... Toh dawa bhi Uss pyaar mein hi hai !...
Vyom ka andhar bohot gussa hai !... Ek baar phir ... Apne pyaar na paane ki ...
Apne pyaar ko koi kuch kar dene ki ...
Becheini hai !... Ek baar phir Apni pyaar kho dene ki ...
Dar hai !... Ek baar phir ... Apne pyaar se dur jaane ki ...
Rajan was in utmost confusion by panditji's words ...
Rajan : Panditji ... Ek baar phir matlab ?...
Jaise Maine kaha Vyom ka janam khoye huye apne pyaar paane keliye hua hai !...
apne pyaar na paane ki nirasha ki wajah se ...
Becheini hai !... Vyom ki pyaar ka daastan Aaj nahi , kal nahi , aur na hi iss zindagi se ...
Kahi janmo se pehle shuru hua hai yeh daastan !... Unka sambandh janam janam ka hai !...
Kabhi kabhi ek jaan do baag ban kar ... 2 alag jismo mein Janam lete hai !... Woh sirf kehne mein aur sharir mein 2 alag insaan bante hai ... Par wake hi woh do nahi ek hi rooh ka do baag hai !...
Vyom ka sukoon , man ki shaanti , Kushi sab Sharanya ke saath hone se hi mehsoos kar pata hai !... Kyunki jab woh sharanya ke saath hota hai apne aapko pura paa tha hai !... Uski becheni , dar sab dur ho jata hai !...
Uski janam ka karan , iss zindagi mein uska manzil , aur uss manzil ka raasta , uska sukh , dukh , Kushi , aansu , sab kuch uska pyaar hai !...
tum dono vyom ka maa baap ... Aur woh tumhara beta ... Ye bandhan iss janam ka hai ... Aur iss janam mein hi khatam ho jayega ....
Par vyom aur Sharanya janmo se pehle ek dusre ka abhinn bhag the !... ab bhi hai !...
Aur aane wali har zindagi mein ek dusre ka hi rahenge !...
Vyom aur Sharanya ka kahani ... Sitaron mein likha hua hai !... Pura ho kar hi rahegi !...
Isse na tum badal sakte ho !... Na yeh Dutchh manushya badal sakta hai !...
Agar ... Kisine un dono ko dur ya alag karne ki koshish kare ... Toh vyom ka gussa apne saare had todne pe ek pal nahi lagega ...
Vyom ki andar Jo aag hai , Tara's hai ... Woh apni pyaar se milne se hi shaant hoga ...
Aap sab dekhe honge ki ...
Chahe vyom jitna bhi duniya ke saamne mashoor rahe , sab par apna adhikar chalane taqat rakhe ... Par apni pyaar ke saamne hamesha jhukthe huye payenge ...
Rajan gave an positive nod ...
Rajan : Panditji aap kehte hai ki vyom aur Sharanya ek dusre keliye Bane hai !... Phir kyu vyom ka pyaar abhi tak ek tarfa hi hai !...
Duniya bhar ki log uss par pyaar barsate huye bhi .. Kyun pyaar keliye itna Taras na padra hai usse ?... Asks sadly ...
Panditji gave a small smile and says ...
Panditji : aakhir vyom bhi toh insaan hai !...
jo baat asani se mil jaye uska ahmiyat insaan yun hi bhul jata hai rajan ...
Ye sab samay ka khel hai !...
Vyom ko apni pyaar dilane se pehle ye kainaat usse itna parkhegi ki ... Jis pyaar ko itni shiddat se maang tha hai ... Utni hi shiddat se woh pyaar milne ki baad usse nibhane ka kabil banegi
Ye dard , annsu na kaam nahi jayegi ...
Rajan : par ... Sharanya vyom se
Panditji : pyaar nahi karti !... Says simply ...
Rajan gave an small nod ...
Panditji : uss ladki ka pyaar vyom ki zindagi ka maksad hai !... Sayyam rakho !... Waqt se pehle kuch nahi hota !...
Rajan nods ...
Panditji : maano jo hua ache keliye hua ?...
Rajan : gave an confused look and says ...
Panditji : vyom aur uss ladki ke bich rishta kaisa tha ?...
Rajan looks at Panditji silently for a while and says ...
Rajan : ek tarfa dosti ... Ek tarfa pyaar ... Says slowly ... Panditji gave an understanding nod ...
Par ab ... Woh bhi nahi raha !...
Rajan : kaise Panditji ?... Sharanya sab bhul chuki hai !... Usko koi yaad nahi !... Khud kaun hai ye bhi yaad nahi hai !...
Vyom toot chuka hai Panditji !... Woh bas Sharanya ka dhyaan rakhne keliye apne aapko sambhal ra hai !...
Woh na kisise kuch keh pa ra hai !... Na apne andar chupa pa ra hai !...
Panditji : vyom ka pyaar uska sabse badi taqat hai rajan ... Chahe jitne badi musibat aa jaye jab tak vyom apne pyaar ke saath hai !... Woh uska taqat ban kar rahega !.. aur asani se saari mushkilen par kar dega !...
Uska pyaar usse kabhi Tut ne nahi dega !...
Vyom aur Sharanya ka rishta do dor se bandhe huye ghant hai !...
Jitna dur keechogi utna hi kas ke bandhega ...
Isiliye keh ra hoon !... Vyom ko Apni pyaar se dur karne ka matlab apne aapse dur karna hai !...
Panditji : Tumne kaha tha na !... Sharanya sab bhul chuki hai !... Rajan nods ...
Maano uss ladki punar janam hua hai !... Vyom ka bhi !...
Both of them gave an confused look at Panditji ...
jo hua acha keliye hua !...
Rajan : acha kaise hua Panditji ... Vyom apni saari umeed kho baitha hai !... Na kuch kar pa ra hai ... na kuch bol pa ra hai !...
Bahar kuch bata bhi nahi pa ra hai !...
Panditji : jo hua woh hona zaruri tha rajan !... Tumhe lagta hai ki kismat ne vyom aur Sharanya ko dur kar diya hai !... Par bhagwan man mein kya hai !...Ye na tum jaante ho na main ...
Main bas itna kahunga rajan ....
Jo ho ra hai , jaisa ho ra hai , usse waise hone do !...
Ab tak jo hua ho gaya ... Aage se ... Agar Sharanya ko vyom ki zindagi se koi bhi dur karne ki koshish ki ... Toh vyom ki bura se bura chehre ko dekhna hoga ...
Ab tak jo dikha woh na vyom ka asli gussa hai na uski asliyat ... Vyom ka asli chehra tab Nazar aayega ... Jab koi uski pyaar se takraye ...
Panditji notice the visible fear in rajan and madhavi's face ....
Daro mat rajan !... Vyom bura insaan nahi hai ... Main bas yeh keh ra hoon ki vyom ko bura ban ne ki majburi mat karo ....
Panditji gotup and says ... Abhi main chalta hoon ... Jo bhi Maine kaha uss baat ko dhyaan mein rakhiye ga ... Says simply and went from there ....
Rajan : ho gaya tasalli ?... Ya aur bhi jaan na hai !... Madhavi looks at rajan silently ....
Hamesha se kaha ki vyom aur Sharanya ko dur mat karo ... Uska bhari vyom par hi padega ... Par nahi !... Tujhe toh apni zid ki alawa kuch dikhta hi nahi !... Says tauntingly ...
Tu ne sab suna hai ... Iske baad jo karna hai tum karo !... Saying that he left from there ...
To be continued ....... ♥️
SORRY FOR POSTING AFTER A LONGTIME
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top