chapter 29
CID Bureau
It was surrounded by grp of media peoples. Pankaj & Freddy was handling them.
Just then we saw a car there
Pankaj: purvi aa gyi..
Purvi: kya hua..?
Freddy: andar jaao... Acp sir ne bulaya h sabko
Purvi: yha..
Pankaj: hum log dekh lenge
Purvi: agar koi help chahiye ho btana..
Pankaj: haa tu jaa
She went inside & found everyone tensed & an unknown hustle bustle was seen
Purvi: sir kya hua..
Abhijit: ek min....
Tasha: purvi ye no trace krna
Purvi: okk
She note down the no & sit near system to trace it
Somewhere now purvi 's mind reached a conclusion that there something is going to happen Or something happened
Purvi: ye phone no trace nhi kr skte
Daya: koi to tareeka hoga... Aise matters se IB mein kaise deal krte ho..
Purvi: sir maine apni tricks... Saare techniques use kiya h par ye no hi non traceable hai.. Koi kitni bhi koshish kr le trace nhi kr skta kyuki iss call ki location ek sath kai jagaho par dikh rhi h.. Aur har attempt mein ye locations change ho rhi h.. Agar exact location chayiye hume ek expert tech ki jarurat hogi lekin usse bhi ye krne mein time lgega
Dushyant came running & switch on the TV
Just then a news flashes
News bulletin
Hum khade hai ghatnasthal par jha par abhi abhi bomb visphot hua hai aur mana ye jaa jaa rha h ki aise hi visphotak padarth bhaari maatra mein dusre jagho par bhi paayi jaa skti hai... Abhi tak marne vale ki sankhya hume nhi btayi gyi hai par vishagyo dwara ye anumaan lgaya jaa rha ki kareban 200-300 logo ki sankhya mein log yha maare jaa skte hai... Logo ka kehna ye bhi hai ki unhone kai dino pehle hi kch sandigdh vastu ki jaankari yha ke local thane ko di thi.. Parantu logo ne y aarop lgaya hai ki thane mein unki baaton pe dhyaan nhi diya gya uske baad yhi shikayat lekr vo CID bureau bhi gye wha ke officers ne jach padtal bhi ki par koi niskarsh nhi nikla aur unki laparvahi ke karan aaj ye hadsa hua
Aapko kya lgta hai aakhir kya hai iss hadse ke piche ki vajah aur kaun hai inn sab ke piche kyaa desh ke rakshak hi desh ke bhakshak bnte jaa rhe hai ya paiso ki chakachaundh ne unhe bhi apna gulam bna liya jaane ke liye bane rhe hmare news channel ke sath...!
Dushyant: sir ye log aise kaise kisi ke upar bhi aarop lga skte hai
Purvi: ek min... Ye whi case to nhi h jisme banned materials ki smuggling ho rhi hai aur kaafi wakt ke baad underworld ka ek wanted criminal firse active hua hai
Ishu: tujhe kaise pta..
Purvi bit her tongue
Purvi: buss pta h.. Matter vo nhi h matter abhi ye hai ki kya ye whi case hai
Abhijit: haa
Purvi: sir possible hai ki ye log aur jagho par attack krege taaki sabka dhyaan wha chle jaaye aur vo apna kaam aasaani se kr le..
Daya: purvi ye baat hume bhi pta hai par hume nhi pta exactly unka plan kya hai
Purvi: sir details mai nikal lungi.. Sir agar aap permission de to kya mai crime spot dekh kr aau
Daya: thik h agar tm jaana chahti ho to jaao lekin acp sir ke aane ke pehle yha aa jana.
Purvi: thank u sir
She took keys & left from there hurriedly
She sat inside the car & dialled a number
"" The person u r trying to reach is currently out of network coverage area""
Purvi 's pov: phone kyu nhi lg rhaa
Aisa to hota nhi h phir aaj kyu...
Her expression was clearly showing the tension & storm which was going inside her
She dialled again a different number
Purvi: hello vihaan
Person: mai vihaan nhi uska team mate rudra hu
Purvi: vihaan kha h..
Rudra: sorry but i can 't share any details
Purvi: mr.rudra it's agent black ninja
Rudra: jai hind agent
Purvi: jai hind... Rudra dekho mere liye wha kya ho rha uski details janna bhot jaroori hai
She heard sound of firing & a scream
Purvi: rudra....
No one responds from other side
She immediately takes out her sim card & broke it
Her expressions was terrifying
Her phone rang
Purvi: hello... Haa vivek bolo
Vivek: sir ne kha tm yha aa rhi ho.. Hum wait kr rhe.
Purvi: haa buss mai phoch rhi
Vivek: okk
She hang up & moves to the crime spot
She again dials a number
Purvi: param
Param: bolo..
Purvi: thik hai sab wha.
Param: purvi abhi time nhi hai.. Mai baad mein call krta hu
Purvi: param baat to suno
But she noticed call was already hanged
I hope u all liked this chapter
I know bhot chota, boring aur confusing chapter hai but aage kch dhamakedaar hone vala hai
So wait for it
Till then keep smiling & shining
Byee
Writer: tanya sinha
Words: 828
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top