73. (Bonus chapter-2)💛
Mahir: (fake anger) Main tumse baat nahi kar raha. Main apne iss wale (points at her stomach) chote baby se baat kar raha hu. Tum se to main baat karunga hi nahi.
Bela: Haww!! Kyu??
Mahir: Main gussa hu.
Bela: Kyu gussa ho?
Mahir: Main nahi bataunga. Khud socho aur manao mujhe.
Bela: (sweetly with a lil sad tone) Maaahiii!! (Makes a pout)
Mahir: Ye sab nahi chalega😏.(To kaise chalega? Ek to vaise hi tabiyat thek nahi hai uski aur tumhe uske maze lene ki soojh rahi hai.)
Bela: To phir? Kaise manau? Kyu gussa ho? (Readers aap kuch help karenge Bela ki?)
Mahir stands and puts his hand in his pockets.
Mahir: Vo tum socho kyu aur kaise?😉
Mahir saw Ajitab peeping inside the room from small round glass of the door.
Mahir: (in mind:) Aa gaya phir 😒. Itni bhi kya jaldi thi medicines leke lautne ki. (Mahir ji usse 10 km durr nahi jana tha bas hospital ke barabar mein hi jana tha. Aur use bhi itna time laga diya ke aapne aur Shivi ne akele mein itni sari confidential baate kar li Bela se.)
Bela was worried that why her Mahi is upset with her.
Bela: Mahi tum isliye gussa ho kyuki main iss time hospital mein hu? Samjho na baby jab bhai ne police station mein bataya tumhare bare mein to mai mai shock ho gayi. I couldn't take it aur aur
Mahir again saw her panicking and sit beside her and hold her face.
Mahir: Ssshhh!! Mai gussa nahi hu baby. I know this. Mai mazak kar raha tha.
Bela: Kya mazak?😠 Aise mazak kon karta hai? Mai ghabra gayi thi. Ab main gussa hu mujhe manao.(Copy cat..copy cat😁)
Mahir: Mera dialogue mujh par 😏. Hmm.. good. (Bela made a disappointed sad pout) Acha acha okay...
Mahir kissed her cheek and she smiled.
Mahir: (After some seconds) I am very sorry. Maine galat pe aise mazak kara. Mai to mood light karna chahta tha par tumne aur tension le li.😔 (Ha kyuki mood light kaise karna tha..readers jante hai. Kyu samaj gaye na aap log?😉)
Bela: Tum sorry mat bolo. It's fine. 😊
Mahir hugged her. Just then they heard a knock on the door and found Sumi and Shan there. (Remember Shan guys?)
Mahir quietly stands. They enter inside.
Sumi: Mahir!
She looks at him with a hope that he will try to her and go to her but he kept standing quietly.
Bela: Aap log yaha?
Sumi: Tumhe milne aaye hai beta. Dia se pata chala ke tum yaha ho to.
Bela: Ohh!
Sumi: Kaisa lag raha hai ab tumhe?
Bela: I am fine.
Shan: Mahir college mein achanak se baat karte karte chale gaye tum. Batana to chaiye tha. Pareshan ho gaye the hum.
Mahir: Mere paas tumhe jawab dene se bhi zyada zruri kaam hote hai aur kon hum? Kyu pareshan huye? Mere liye kisi ko bhi pareshan hone ki zarurat nahi hai.(He said this while looking at Sumi.)
Bela: Mahir no...
Nurse comes to give her medicines.
Nurse: Dekhiye aap log patient ko aaram karne dijiye. Jaiye aap log bahr. Yaha baat nahi kar sakte aap log.
Mahir: (To Sumi and Shan) Suna na... Jaiye ab.
Nurse: (To Mahir) Aap bhi. (😂)
Mahir: Par main husband hu.
Nurse: Tabhi itni disturbed hai ye. Husband logo ka kaam hota hai pareshan karna. (Aunty aap apni personal frustration nikal rahi ho kya?😂)
Mahir: Arre! Kuch bhi?
Nurse: Jaiye!
Sumi: Mahir beta chalo. Thori der baad aa jana. Nurse patient ki maa to yaha rukk skti hai na?
Nurse: Ha vo reh skti hai. Vo dhyan rakh lengi aur kuch nahi bolegi. Ye aaram se to reh legi.
Mahir: Main nahi jaa raha kahi. Aur kha main kuch bol raha hu Bela ko? (He got angry) Aur iska kya matlab hai vo dhyan bhi rakh lengi? Kyu main dhyan nahi rakh sakta? Main kya koi dushman hu? Kha jaunga isko?
Nurse: Mera mtlb
Mahir: (roared and glared) Kya matlb?
Sumi: Mahir itna gussa?😯
The tray which nurse was holding fell down as she got scared.
Mahir: Aisa hai meri biwi hai ye aur mujhe ache se pata hai iska dhyan kaise rakhna hai. Mere se panga mat lo acha nahi hoga tumhare liye.😡
Nurse ran from there being scared. Sumi and Shan were shocked seeing his anger.
Bela: Mahir shant! Shant ho jao.
Mahir: Kya bol rahi thi vo?
Shan: Thodi der ke liye hi to bol rahi thi.
Mahir: Nahi...
Bela: Jo bol rahi thi bol rahi thi par tum kaise bol rahe the? Hospital hai ye.
Mahir: Hospital hai to mtlb kuch bhi? Tumhe chor kar kyu jau mai?
Bela: Nahi... Bilkul nahi. Acha idhar aao.
She opens her arms and indicates him to come to her. He sat beside her put his head on her shoulder and she wrapped her arms around him and patted his back lightly to calm him down.
Bela: Bas bas baby! Shant ho jao. Tum kahi nahi jaa rahe. Mere paas ho tum. Main jane hi nahi dungi apne se durr. Tum jante ho na main tumhare bina nahi reh sakti?
Mahir: Hmm... Janta hu par kabhi chala gaya to?
Bela: To waps kheech kar laungi apne paas. You are mine only and we will be together alwas no matter what. Aur ab kabhi aisi baate mat bolna. I don't like all this.
Mahir: Sorry! Aise nahi bolunga ab. I love you.
Bela: I love you too. (In his ears) Mahir apni maa se baat karlo na aur sab thek kar lo. (Matlab jo baate dheere kaan mein bolne wali thi, I love you aur sb vo samne zor zor se kari aur ye baat kaan mein bol rahi hai. Inko to yaad bhi nahi hoga ke vo dono yahi khare hai😁.)
Mahir: (slowly) Par
Bela: Kuch par ver nahi. Hamari baat hui thi na pahle bhi iss bare mein? Samjhaya tha na maine?
Mahir: Hmm
Bela: So, be a good boy and get up and talk with her and say say sorry.
Sumi and Shan were looking here and there just then Mahir got up.
Mahir: (To Sumi) Aap
Sumi: Jaa rahi beta bas Bela se
Mahir: (cuts her) Aaram se kar lijiyega baat par pahle apne bete se to kar lijiye maa.
Sumi: Kya?😯🥺
Bela holds his hand from behind and squeezed it.(Bilkul barabar mein khara tha uske.)
Mahir: I am sorry jaise maine pahle baat kari thi. I..I..I was just🥺
Sumi hugs him and roamed her hand on his head. Mahir also slowly holds her.
Sumi: It's fine. Everything is fine now. Aur sorry tumhe nahi mujhe bolna chaiye.
Mahir: Maa🥺
Sumi: Mahir!
Sumi kissed his and Bela's forehead. They talked with each other a little and then Sumi and Shan went from there.
Next day Bela got discharged and Mahir took her home. Behir were in their room romancing.
Mahir: You are so beautiful baby.😚
Bela blushed.
Bela: Tumhe lagti hu bas.
Mahir: Kyuki tum ho. Vo to maine apna darr failaya hua hai varna tumhare oeeche line lagi hoti iss time.
Bela: 😂 Mere don!
Mahir: Acha 1 baat puchu?(kissed her hand) Kal hospital mein puchna sahi nahi laga tha mujhe?
Bela: Ha pucho pucho. Permission kyu le rahe ho?
Mahir: Kal tum bol rahi thi ke tumhare bhai ne police station mein tumhe bataya ke lion... Par tum police station mein kya kar rahi thi? Aur Ajitab bhi vaha tha? Aur usne ye baat tumhe kyu batai?
Bela: Mujhe nahi batai. Unke head ne unko aake unko batai ke aisa call aaya hai. Maine bas suna.
Mahir: Ohh! Par tum vahan gayi kyu thi?
Bela: Voooo 😰
Mahir: Ha bolo ghabra kyu rahi ho?
Bela: Bhai leke gaye the.
Mahir: Kyu?
Bela: Vo..vo..m..😰😰😓😓😥(Bela in mind:) Kaise vayu tumhe Mahi ke maine kya kara? Tumhe nahi bata sakti.
(ab kya bole bechari lady don. Uski bholi- bhali image nahi kharab ho jayegi mahir ke aage.)
Dia came with some red chillies.
Bela: (in mind: Chalo mumma ne bacha liya. Ab koi bahana soch lungi.) Ye kya hai mumma?
Dia: Nazar utarne ke liye teri.
Bela: Mummaaa!! Main thek hu. Kuch nahi hai aisa.
Dia: Chup kar. Abhi hospital se aai hai aur... Mujhe karne de.
Mahir: (sweetly) Karne do Bela. Vo maa hai tumhari isliye pareshan hoti hai.
Bela nods and Dia did what she wanted to do.
Bela: Ho gaya to isko leke jao. Iska dhuha(smoke) lag raha hai mujhe.
Dia goes from there and returns with a glass of milk.
Dia: Ye le. Isse peele.
Bela: Nahiii!! Main nahi pee rahi milk. Mujhe nahi pasand.
Dia puts the glass on the side table. Well she don't know the real reason why Bela ended up in hospital. She thinks it was Bela's carelessness again and due to that she got weak and fainted again.
Dia: Peena parega. Choti bacchi nahi rahi ab. Ye nahi pasand vo nahi pasand. Jo zaruri hai lena parega vo. Mujhe kuch kaam hai isliye abhi jaa rahi hu aur jab wapas aau to mujhe ye glass khali chaiye. Samjhi?😠
Bela: Ummm😣😞 Maaahiiiiii!!
Dia: Kya Mahi? Vo kya bolega? Uski konsa sunti hai tu? Kitni baar bola hai tameez se time pe khaya kar, dhyan rakh apna par nahi. Kisi ki baat kaise sunn legi tu? Phir har dusre din tabiyat kharab karti rahegi, behosh hoti rahegi aur roz hospital le jana parega. Idhar udhar kya dekh rahi hai idhar dekh.😠
Ajitab enters in Bela's room. He thinks that because of him Bela got unwell. He thought the way she got to know the truth about him being a cop made her shocked.
Mahir: Mumma please rehne dijiye na. Vaise hi Bela abhi hospital se aai hai aur uski tabiyat thek nahi hai aur aap daat rahe ho?
Ajitab: Ha maa. Mahir thek bol raha hai. (Ye kya hua?😱 Ajitab ne Mahir ki side ki!)
Bela: (in low voice) Mahi!
Dia: Kuch nahi bolega vo. Pee ab.
Bela: ummm😞 naii!!
Mahir's phone rings and he went out to talk. Dia glared Bela and also went out. Ajitab sits beside Bela.
Ajitab: Doll
Bela didn't replied and turns her face and lies down.
Ajitab: Doll
Bela: Aap jo bhi ho chale jao yaha se.😠
__________________________________________
That's all for now.
To kaisa laga ye part?
Share your views in comments and don't forget to vote.
BB
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top