chapter 2

There is a hustle bustle in everywhere in roy chaudhary haveli everyone got busy in the preparation of party . It's birthday party of trilochan and binoy and anirudh homecoming

Soon the preparation got over and one by one all the guest arrived in roy chaudhary haveli anirudh got ready and came downstairs trilochan take him to the guest . Trilochan call all the guest and announce

Trilochan:- aap sab toh jante he hai hamara bhatija videsh se padhkar aaya
Hai aur aab videshi kaam toh thukra kar hamari zamindari nibhane aaya hai

Binoy come in between and tell

Binoy:- da anirudh zamindari nahi sambhalega voh yaha kuch dino ke liye hi aaya hai phir vapas London jaakar barriestry ki practice karega

Soon they both got into an argument
Anirudh interrupted both of them and shouted :-
Baba kaka aap log jhagda mat kijiye nahi main yaha zamindari sambhalne aaya hun nahi london vaapas jaaunga barriestry ki practice karne

Binoy:- kiyu anirudh mujhe kuch nahi sunna tum vaapas london jaoge aur vaha hi apni practice karoge

Trilochan:- nahi binoy anirudh lo don vaapas nahi jaaega Aree abhi toh aaya hai vaapis vo yaha hi rahega iss hum kahi nahi jaane denge usse. Vo yaha rahega aur hamari zamindari sambhalega . Anirudh Tu hamei baat manega na beta

Binoy:- da, anirudh london vaapas jaaega bas Yaha india mei rakha hi kya hai koyi future nahi hai yaha . Anirudh tum london jaaoge

Listening to their talk anirudh again shouted :- baba kaka bas kariye app log mai e kaha na mujhe nahi vaapas london jaana hai nahi zamindari sambhalni hai
Aap log samjte kyu nahi mujhe yahi rehna hai aur barrisetry ki practice karni hai

Trilochan:- par beta...

Trilochan was about to say but interrupted by anirudh

"Kaka mujhe yaha rahkar barrisetry karni hai apne desh ko badal na hai aur ye mera akhri faisla hai ab mei kuch nahi sunta chahta "

Binoy:- par anirudh yaha india mei koyi future nahi hai tum ek gold medalist barrister ho yaha time waste kyu kar rahe hoho

Saudamini tried to calm ani and said
Anirudh chodona iss baat ko yahi waise bhi sahi hi toh keh rahe hai binoy uncle shant ho jao

Anirudh shouted at mini :- kaise shant ho jao mini tum sun rahi ho na baba kya keh rahe hai aur sahi nahi keh rahe hai
Mein nahi jaunga vaaps mein yahi rahkar apne desh aage badhana chahta hu

Saudamini got angry because anirudh shouted at her and goes from their

Somnath:- dada shant ho jaaye baba kaka aap bhi abhi kuch mat kahiye yaha intni badi party hai sare mehman aaye huae hai aese aacha nahi lagta

Batuk :- haa baba party ko enjoy karte hai itne saalo baad dada aaye hai aur app log jhadga karne mein wakt barbad kar rahe hai .

Trilochan:- ye dono thik keh rahe hai binoy Aree roy chaudhary hai hum log kya sochege iss baat ko yahi kahatam karo

Soon munshi and hai son saurabh arrived at the party anirudh see him and became happy he hugged him happily

Anirudh:- kaise ho tum saurabh sab mile yaha mujhse ek tumhi ho itni deri se aaye ho

Saurabh:- maaf kijiye ka chote malik mei ek kaam mei tha

Anirudh:- saurabh bachpan ke dost ho tum mere mujhe paraya mat karo ue chote malik kya hota anirudh kaho

Nahi mei kaise :- said saurabh hesitantly

Anirudh:- kya mei kaise saurabh chalo kaho mujhe anirudh tabhi baat karuga mei tumse

Trilochan:- aare anirudh naukar ka beta hai saurabh tumhe tumhare naam se thodi pukar sakta hai chote malik hi thik hai

Kaka saurabh mera dost hai aur vo mujhe chote malik nahi kahega ammer
Garib chota bada kya hota hai sab ek barabar hai :- said anirudh angrily

Trilochan:- tumse toh bhehes karna ki bekar hai

Munshi :- bade malik parso mere bete saurabh ka vivaah hai agar aap or chote malik aa jate toh

Trilochan :- haa hum bihari se kehkar shagun aur kuch tofe bhijwa denge

Anirudh:- kyu kaka mere dost ka vivaah hai mei jaunga saurabh ke vivaah mei.
Aur tum saurabh tumne mujhe bataya nahi ki tumhari shaadi hone wali hai
Are jara hum bhi toh mile hamari hone wali boudi se

Saurabh:- zarur chote.. Mera matlab hai anirudh babu

Soon the party got over everyone went to their room

When anirudh was about to go he think about saudamini and goes to apologize her he goes to her house

Anirudh:- mini mein tumse baat karne aaya hu please darwaza kholo

Dida:- are anirudh tum andar aao na saudamini upar apne kamre mei jao milo usse

Anirudh:- dhanyavaad dida

Anirudh went upstairs to saudamini room and saw her she was sitting in his room balcony and talking to herself

Saudamini:- aane do usse iss baar se maaf nahi karugi mei usse
Soon she feel someone presences and turned to see she saw that anirudh is there again turned her face

Anirudh:- itni naraz ho apne anirudh se mini uski taraf dekho bhi nahi yu muh modkar bhehti rahogi

Saudamini :- haa bhehti rahogi tumhe kya farak padta hai. Kaise chillaye tum mujpar sabke samne

Anirudh:- mujhe maaf kardo na mini tum toh jaanti ho na mujhe aur tumne dekha na baba kya keh rahe the mein aise kaise vaapas chala jau mini mera sapna hai mere desh ko badalna aurto ko unka haq dilana .

Saudamini :- anirudh saari aurto unak haq dilane ka theka tumne hi leh rakha hai

Anirudh:- aesa nahi hai mini aur theka toh theka hi sahi par apne desh aurto ko unka haq dilwakar rahuga . Mein yaha tumse maafi mange aaya tha mini mujhe tumse aese baat nahi karni chahiye thi mujhe maaf kardo

Saudamini:- kardugi maaf lekin ek shart par

Anirudh confusingly look at her

Anirudh:- kaise shart mini
One mischievous smile krept on her lips

Saudamini:- tumhe mujhse apni dil ki baat kehni hogi anirudh bolo manzur hai

Anirudh come near hers and huskily said in her ears while her heart beat gets increased

"Manur hai jo tum sunna chahti thi mujse jo mei kehna chahta hu tumse uski gawa banegi vo raat jo sabse sundar hogi" lekin tumhe bhi parso tak ka intezar
Karna hoga saurabh ki shadi se aane ke baad hi mei tumhe apni dil ki baat kahuga karpaogi mera intezar

Saudamini:- intezar toh karlugi tumhara
Par kal kyu nahi kahoge mujhse apni dil ki baat

Anirudh:- aab vo raat mujhe sabse khaas banani hai toh waqt toh lagega na mujhe

Saudamini:- thik hai par pehle waado karo ki kuch bhi hojae tum mujse milne aaoge aur apne dil ki baat kahoge

Anirudh was about to promise her but interrupted by his youngest brother

Batuk:- vo dada kaka bula rahe apko
Kaha hai itni raat ko kisi ke ghar ab tak reh n sahi nahi aur kaha hai mei apko lekR hi vaapis aau

Anirudh:- thik hai batuk mei aata hu chalta hu mini kal milte hai

Anirudh and batuk went to home and sleep

I was about to post tomorrow next chapter but posted today
As I was told you before this is my first fiction so I want to know how was the story and this chapter also
I told you that the starting of the this story is similar to the show . interesting track will be come so keep patience

And please vote and comment
To know me how was the story




Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top