Chingari
Chingari....
Jise bujhakar teri harkaton ne khaakh kr diya,
Us chingari ko teri yaadon ne aag kr diya;
Khud ko lutane ki hasrat thi tujhpe,
Kyu iradon ko loot mujhe barbaad kar diya...
Na sochna ye kabhi
Ja chuka hu mai
Teri bewafai ne hi
Mujhe aabad kar diya.....
Jana h mujhe bhi us mukaam par ab
Jis mukaam ki chaah ne
Tujhe napaag kar diya
Guys hit the star button and follow aurum in FB and now in instagram too.
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top