Part 9
Hi guys.... Let's start the story
Karishma Singh to lady: Kya yaha aas paas koi Rajveer Tomar naam ka aadmi rehta hai???
Lady: Rajveer.... Areey voh toh humare yaha kirayedar (tenant) tha....
Karishma Singh: Toh aap bata sakti hai ki abhi voh kaha hai??
Lady: Voh toh Bhopal chala gaya... Uska transfer ho gaya...
Karishma Singh: Kaa.... acha thik hai.... Dhanyawaad ....
Karishma's phone rang.... It was Pushpa Singh
Ks: Ji Pushpa ji kahiye kahe phone kiya??
Pushpa Singh: Headquarters se message aaya tha.... Unhone aapko aur Madam sir ko headquarters bulvaya hai.....
Karishma Singh: Thik hai hum thaane aate hai phir vaha se hum Ms ko leke....
Pushpa Singh: Nahi nahi aap vaha se sidha headquarters jaiye Ms bhi headquarters ke liye nikal chuki hai....
Karishma Singh: Thik hai
Pushpa Singh: Jai Hind
Karishma Singh: Jai Hind
Karishma Singh reached headquarters.... and saw haseena getting out of the police jeep
Karishma Singh: jai hind Ms
Haseena Malik: Jai Hind.... Aaiye andar chalte hai....
Both went to Commissioner's cabin and saw that As was also present over there ....
Kareena: Jai Hind Sir
As: jai Hind.... Commissioner sir abhi aate hi honge.... Hum bas unhi ki partiksha kar rahe hai ....
Till then Commissioner sir entered the cabin
Kareenav: jai hind sir
Commissioner sir: Jai Hind... Humne aapko yaha ik mission ke liye bulaya hai.... Hume sources se pata chala hai ki Gujarat mein Kai atankvadi gatividhiya ho rahi hai jinka connection directly centre(Delhi) se hai.... Yeh saari gatividhiya Haseena Malik aapke Mubole chacha ji Mahipal Singh ke ghar se ho rahi hai....
Haseena looked towards Anubhav in shock.... Anubhav placed his hand on hers for assurance.... All this was Unnoticed by Ks and Commissioner sir
Anubhav Singh: Parantu Sir hum sabko pata hai ki Mahipal Singh ik sache aur nek insaan hai.....
Commissioner sir: Shayad tum samjhe nahi...gatividhiya Mahipal Singh ke ghar se ho rahi hai par unhe iss baat ka zara sa bhi andaaza nahi hai.... (Haseena breathed a sigh of relief)
Commissioner sir: Anubhav Tumhe toh yaad hoga tumne kuch saal pehele Delhi mein Vicky naam ke ik terrorist ko pakada tha (As nodded) Uska chota bhai Kartik iss kaam ko Anjaam dega .... Aur voh yeh sab aapne bhai ka badla lene ke liye kar raha hai
Commissioner sir: Ms. Malik aur Karishma Singh aap dono soch rahi hongi ki humne aapko iss mission mein kyu onboard kiya .... Toh iss sawal ka jawab bhi bata dete hai.... kartik ka saath Antara de rahi hai.... Aur voh yeh sab aapni behen Rani ka badla lene ke liye kar rahi hai
Kareena: Rani...
Commissioner sir: Haa.... Kartik aur Antara ka working pattern apne bhai behen ke jaisa hai.... Plus bina Haseena Mallik ke Mahipal Singh ke ghar mein entry impossible hai.... Isliye hum chahate hai ki aap unhe pakde aur pata lagye ki aakhir yeh log kya karna chahate hai....
Commissioner Sir: Kya aap teeno iss mission ke liye tayar hai??
Kareenav: Ji Sir...
Commissioner: Iss mission mein tum sab ke saath ik aur insaan bhi hai
Ks: Kaun hai voh sir
Commissioner Sir: Amar Vidrohi.... Voh aaj se MPT ke second SHO honge.... (Listening to this name Haseena's facial expressions changed which was noticed by Karishma)
Commissioner Sir: Anubhav tumhe aise missions ka kafi experience hai isliye hum chahate hai ki tum baaki sabko iss mission ke lie train karo....
Anubhav Singh: Ji sir.... Hum aaj se hi inn sabhi ka prashiksan shuru kar denge....
Commissioner Sir gave a confused look
Haseena malik: Sir kehena hahate hai ki voh aaj se hi hum sabhi ki traning shuru karenge
Commissioner Sir: Oh... Well done anubhav... Aur dhyaan rahe iss mission ke baare mein kissi ko kuch pata nahi chalana chahiye
Kareenav: Jai Hind Sir
Commissioner Sir: Jai Hind
Outside Commissioner's cabin
Anubhav Singh to Kareena: Aap dono thaane ke liye prasthan kare hume mukhyalaya mein kuch mehetvapurna karya hai jisse sammapt karne ke pashchayat hum Thaane aayenge...
Kareena: Ji Sir
In MPT
Kareena entered and saw a man in police uniform standing over there
The man turned and saw haseena
Haseena: Amar
Precap- In Haseena's cabin
Amar to haseena: Ik baar humari baat toh suno ....
Haseena: Hum apni personal aur professional life ko alag rakhte hai....
This was today's part .... kya lagta hai aage kya hoga
Please do vote and comments
Stay Safe and Take Care
Bye
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top