Chapter 74

"kaka sasurji ne kal shaanti pooja rakhi h, or baccho ka naamkaran bhi krna h.... to kal jaldi uth jaana..." Ishaani blankly told Som, who was busy playing with his little daughter sitting on the bed....

Som: arrey waah!! kal meri doll ko uska  name mil jaega.... hena doll?? accha kya naam rakhna h tumhaara?? 

He asked playfully to her and she cooed softly in his arms.... Som smiled and said, "ohhoo... doll ke buddhu baba bhool gaye ki doll ko to bolna hi nahi aata... koi bata nahi... doll ke mumma baba apne aap decide kr lenge... ok??"

Som: to kuch naam soch tumne Ishii?? kya naam rakhna h humaari choti si doll ka....

Ishaani turned and glance at him and sternly said, "aap soch lijiye.... vese bhi mere decisions aapko pasand nahi aate..."

Saying this she turned to move out of the room when he called her, "kaha jaa rahi ho?? raat ho gayi h!!!"

She tilted her neck back and looked at him blankly and then without saying anything, went outside...

Som: ye hua kya h ise?? kuch dino se bohot alag bartaav kr rahi h... jese naraaz ho mujhse.... kahi uss din ki baat ke liye to..... mujhe baat karni padegi isse...

It was all dark around, Anirudh was driving aimlessly on the road as if he don't know the destination, just want to drive and drive and drive..... or better say, to spend some more time in her car feeling her presence!!!

Ani: kaha ho tum Mishti?? aa jao na apne Aunu ke paas.... please jaldi aa jao.... kahi tumhaare aane tak mein til til ke mar hi na jau!!! jahan bhi ho, jaldi aa jao na.... kam se kam apna ek waada to poora karo!!

He cried while driving and drinking at the same time!!!

Kaka came to the guest room where Saudamini was sitting with Manorama and making baby asleep....

Kaka: Manorama bahu.... Saudamini.....

They turned towards him and were about to stand up when he gestured them to remain to sit.... as the baby was in her arms....

Mano: kaka aap yaha?? kuch chahiye aapko?? koi kaam tha....

Kaka: saans le lo bahu.... kuch nahi chahiye tha hume.... hum to bas ye bataane aaye the ki kal ghar mein grah shaanti pooja rakhi h.... oir bacchon ka naamkaran bhi h kal.... in dino itna kuch hua ki baccho ka naam hi nahi rakh paaye... to bas ye keh rahe the ki kal jaldi taiyaar ho jaana....

Mano: par kaka.... bacche ke naamkaran mein to maa baap ka baithna zaroori hota h.... Bondita to h nahi.... or Anirudh......

She stopped and looked down sadly....

Kaka: hume bhi yahi khaaye jaa raha h bahu.... Anirudh nahi aega bacche ke paas....

Saud: aaj Mini ne koshish ki thi bacche ko uske haath me dene ki....

kaka smiled widely and said, "fir to mana nahi kr paaya hoga vo.... apni bacchi ki zidd na maane esa to ho hi nahi skta...."

Saud: ho gaya kaka.... Anirudh ne nahi loya bacche ko god me.... or Mini pr bhi gussa kiay... yahan tak ki use dhaakka tak lag gaya or Anirudh ne mudke bhi nahi dekha....

Kaka: KYAAA???? ANIRUDH NE GUDIYA KO DHAKKA MAARA?? OR MUD KAR BHI NAHI DEKHA?? ESA KESE HO SKTA H???

Mano: kaka anjaane me lag gaya or aap to jaante h na gusse mein use koi nahi dikhta....

Kaka nodded understanding and sighed sadly....,"par ab pooja mein bacche ko le kr kon baithega??"

Mano: kaka bura na maane to mein kuch kahu??

Kaka: ha ha bolo beta....

Mano: kaka lag bhag mahina bhar hone aaya Bondita ko gaye.... tabse bacche ka dhyaan Saudamini ne hi rakha h.... Maa ki kami mehsoos nhi hone di use... raat raat bhar jag kr iska dhyaan rakhti h..... to shayad Saudamini ko pooja mein baitha de to....

Kaka: baat to sahi kahi tumne....

Saud: nahi kaka..... mein ye nahi karungi.... 

kaka: kyun?? koi dikkat h?? 

Saud: kaka dikkat mujhe nahi.... Mini ko hogi... use fir lagega ki mein Bondita ki jagah lene ki koshish kr rahi hu.... or fir pareshaan ho jaegi or mujhse aur nafrat karegi.... mein usse sambandh banana chahti hu. to esa koi kaam nahi karungi jisse vo mujhse aur nafrat kare.....

Kaka: beta vo bacchi h.... usne maa khoi h apni itni si umra mein.... uski baaton ka dil se na lagao.... na bahu h na Anirudh manega... humaare paas koi aur raasta nahi h, isliye tumhe keh rahe h....

Saud: raasta h kaka.... aap Mini se hi akhiye na, vo bacche ko lekr pooja mein baith jaegi, joda to vese bhi Ishaani or Som ka hoga to Mini bhi unke saath hii baith jaegi, vese bhi behen doosri maa hoti h, iss naate uska hak banta h ispar!!!

Kaka smiled at her and put his hand on her head saying, "kabhi kabhi tajub hota h, tum wahi ho na jise humne beizzat karke is ghar se nikaala tha..."

Saud: nahi kaka, mein vo nahi hu.... vo to burai thi jise aapne uski sahi jagah dikha di.... ye vo Saudamini h jise bachpan mein aap apni god mein khilaya krte the.....

Kaka chuckled ad patted her head giving her lots of blessings....

Kaka: kal pandit ji aaenge, to Manorama or Veer ki shaadi ki tareekh bhi nikaal denge....

Mano: ye aap kya keh rahe h kaka, ghar ka mahol dekhiye.... shaadi kese ho skti h....

Kaka: beta tumhaari sagaai ko teen saal ho gaye h.... koi na koi adchan aa hi jaati h.... samaaj baatein bana raha h ki sagaai ke baad shaadi kyu nahi ho rahi??

Mano: kaka, mujhe samaaj se fark nahi padta, ye mera parivaar h.. ghar mein dukh ke baadal chaye h or hum shaadi krle, ye kese mumkin h.....

Kaka: fir kab karoge tum shaadi, Veer se kaha to vo bhi intezaar karne ko bolta h, tumse keh rahe h to tum bhi man kr rahi ho.... Esa kese chalega....

Mano: jab itne saal intezaar kiya h to kuch wakt aur sahi kaka.... Ek baar sab theek ho jaaye, fir shaadi bhi ho jaegi....aap chinta mat kijiye... aapke bete se hi shaadi karungi, use chodkar nahi bhagungi....

Kaka laughed a bit and nodded and went out....

Saud: Manorama, tum bacche ko thodi der pakad logi? Mein zara Ishaani ko bula kr laati hu, iske doodh ka samay ho raha h....

Manorama nodded and took the baby in her arms while Saudamini went out to call Ishaani...

Saudamini searched her in the whole house, but she was nowhere to be seen... then she went outside to search for her in the garden and found her sitting ideally in the grass.... She went to her calling her name...

Saud: Ishaani!! yaha akeli baith kar kya kar rahi ho??

Ishaani immediately got alerted and hid something in her pallu, but eventually, Saudamini caught her hiding something....

She sat beside her and asked, "kya chupa rahi ho??"

Ishaani masked her face with a smile and said, "kuch nahi didi, aapko kuch kaam tha...."

Saudamini looked at her suspiciously and pulled out the thing from her hidden hands.... and gasped looking it!!!

Ishaani looked away to hide the tears...

Saud: Ishaani ye.....

Ishu: kuch nahi h didi... kaha tha na....

Saud: tum paagal ho kya?? ye kyun le kr baithi ho yaha??

Ishu: apne beete din yaad kr rahi thi.... aaj agar sab theek hota na, pehle jesa, to yaha celebration ho raha hota....

Saud: kya bol rahi ho Ishaani? sharaab ki bottle tumhaare paas kya kar rahi h?? 

Ishu: sharaab nahi champagne h didi.... ise dekh kr yaad kr rahi thi ki kese humaari choti choti jeet pr champaign ki bottle khula krti thi.... or hum sab dost milkar poori raat baatein krte the, haste the, khelte the or champagne enjoy kiya karte the.... jab bhi hum teeno me se koi case jeet ta tha to mahol hi alag hua krta tha.... isi jagah baith kr thandi thandi hawa me porri raat dosto ke naam hua krti thi....

Saud: tum sab sharaab peekar khushiyan manaya krte the....

Ishaani chuckled sadly and said, "chonkiye mat.... aapne dekha hi nahi ki ye ghar khushiyon se kese bhara raha krta tha... ab esa lagta h maano khandar mein aa gaye ho.... ab dekhiye na, aaj meri jeet manane ke liye koi h hi nahi.... bas mein yaha baith kr ise nihaar rahi thi... or yaad krr ahi thi vo din.... or haan, yahan sab ese hi khushiyan manaya krte the... wines or champagnes se.... koi sudhra hua nahi h h yaha, sab London return h, to thoda asar to hoga hi na.....

Both of them laughed a bit and went inside.....

Here. Anirudh was returning back to home, but was not at all in his senses, fully drunk..... thus, his car was not at all in his control.... but was not at all ready to stop it.... he just wanna drive it more and more.....  

As, it was a deserted road, no one was around!!!! Just the huge trees on the sideways.... and suddenly he turned the steering to take a turn on road, but because of his heavy eyes, the car got imbalanced and crashed into a huge tree, while his head bumped on the steering and he became unconcious!!!


Another part is here guys!!! Hope you all liked the chapter, please leave your views on the chapter in the comment section and vote for sure!!! Inline comments are highly appreciated!!! And also suggest some names for Somani's daughter!!!!

Target:
Vote: 55+
Comment: 25+

Next part will be uploaded after the completion of the target

Till then,
Stay tuned,
Bye bye,
Lots of love

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top