U m e r J a h a n g i r
uski doli uthi
toh mera janaza utha
Phol uspar bhi the
Phol mujhpar bhi the
saheliya uski bhi thi
dost mere bhi the
qazi udhar bhi the
aur maulavi idhar bhi the
unka hasna waha
hamara rona yaha
woh sajhke gayi
hamein sajaya gaya
woh uthakar gayi
hamein uthaya gaya
phir farq sirf itni baat ka hain, ki ussey apnaya gaya
aur hamein dafnaya gaya
_______
~ I found the lines somehwere. It matches so much for Umer.
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top