NAZARIYA
HAPPY NEW YEAR SO LETS START THE NEW YEAR WITH A CHAPTER FROM MY FAV BOOK🎉
jasmin had a invite at bharti's house for dinner so she was at her place they both were in the kitchen bharti was heating the food and jasmin was helping her
jas: bharti ek baat puchu apse
bharti: haa puch
jas: kisi insaan ko agar hum bohot pyaar karte ho toh woh achanak se kaise hume bura lagne lagta hai acha nak se kaise badal jata hai
bharti: tujhe pata hai kabhi kabhi dekhne keliye ankhe nahi chahiye hoti nazariya chahiye hoti hai toh hume woh insaan waisa hi dikhta hai jaisa hum sochte hai hume hamari soch ke alawa baki kuch nahi dikhta hai jiski wajah se hum bohot sari galatiya bhi kar jata hai jisko hum late realise karte hai aur badalte insaan nahi hai hamari soch hai jo ki kabhi kabhi galat bhi ho jati hai
jas: aur agar aap koi badi galati karde toh
bharti: toh sahi waqt dekh kar un galatiyo ko theek kar dena chahiye
jas: hmm
bharti: aur tu kya ye sab puch rahi hai chal khanna khate hai
jas: haa chalo mai help karti hu serve karne mai
and then three oh them bharti harsh and jasmin had a amazing dinner and now they were watching tv
harsh: aur jasmin kaha gayab rehti hai aaj kal hume toh bhul hi gayi hai
jas: arey esa kuch nahi hai woh bas kuch ek naya project hai ussi mai busy hu
harsh: areyy haa bataya tha bharti ne
jas:hmm
jas: accha ab mujhe chalna chahiye kal office bhi jana hai meetings bhi hai
bharti: yaar jasmin
jas: sorry fir kabhi aungi
jas: byeeee
bharsh: byee
and jasmin left from there
harsh: isse hua kya hai
bharti: purane log zindagi mai na rahe toh bohot dukh hota hai aur agar chod ke chalejaye toh zindagi khali si lagne lagti hai
harsh: oyee tu bhi iske sath rehke esi baate karne lagi hai kya
at jasmin's place
jasmin: kal shayad hi mai usse dekh pau pata mahi achanak se uske bina sab kuch adhura sa lag raha hai jab maine 3 saal uske bina guzara hai toh aaj uske bina ek raat gurarna itna mushkil kyu hai
next day
jasmin was working and aly was out for some reasons he had a meeting outside
jas: nahi aya woh ( had tears) pata tha mujhe nahi ayega woh aly tu itna bura kaise ho sakta hai tu apni jasmin ko chod ke kaise ja sakta hai
she was just thinking all this just then nidhi came
nidhi: mai andar aa sakti hu
jas: tujhe kab se puchke ane ki aadat pad gayi
nidhi: mujhe tujhse kuch kaam tha isliye ayi hu
jas: acchaaa tabhi itni tameez se ayi thi andar tu
nidhi: wait tu idhar aa
jas: kya hai
nidhi: idhar aa
jas got up and went near her
nidhi: tu roo rahi thi
jas: nahi mai kab ro rahi hai
nidhi: accha jii saalo se janti hu tujhe mujhe pata hai tu kab roti hai aur kab hasti hai
jas: chod na esa kuch nahi hai tu ese hi kuch bhi soch rahi hai tu bata tujhe kya kaam tha
at lunch time jasmin was sitting in the canteen all alone she was jsut thinking about aly
jas(in her mind): agar woh sachmai chala gaya ho toh agar woh sachmai kabhi wapas nahi ayega toh mera kya hoga mai toh waise hi uske bina kuch nahi hu mai nahi reh paungi uske bina usne mere liye kitna kuch saha hai in kuch saalo mai maine bhi usse bohot dukh diye hai shayad mai hi hu in sab ki gune gar agar mai uss din uski baat sunleti toh..............
_________________________
KABHI KABHI EK PAL KI JUDAI
SADIO JAISI LAGTI HAI
__________________________
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top