✨~"shiv pariwar"~✨(l)
In the year of 2001 in a school
Inside the classroom ( class 9)
Maths teacher was taking the class,
Teacher ask a question to a backbencher
Teacher - tum (a+b)² ka formula batao
Ladka - (a+b)² ka formula.....vah
Teacher - kya hoga arav tumhara ek simple sa formula yaad nahi raheta
Teacher - adhya beta tum batao formula
Adhya - mam the formula is a²+2ab+b²
Teacher - bohot acche beta arav jao adhya ke pass baitho
Arav was a backbencher a aradhya was the topper
Arav go to adhya and sit beside her
Adhya - tum thik se padhai Kyu nahi karte tum yeh Kyu samajh aata jab mam tumhe datti hai mujhe accha nahi lagta *adhya wishper to arav*
Arav - tum he kya farak padhta hai tum akhele jitne marks lati ho usse to ham jaise 3 yeh 4 backbencher pass ho jayenge aur tumhe Kyu bura lagta hai mein thori na tumhari doost hu *arav wishper back to adhya*
Adhya - manti hu mein ham doost nahi hai per ek hi pariwar ke hi hai na ham, tumhara naam hai arav aur mein adhya huye na ham ek saat "aradhya" aur "aradhya" to maha dev ko bolte hai na so huye na ham shiv pariwar ke ✨
Arav - tum itni bar bari baate bol kaise leti ho
Adhya - agar Janna hai to doosti karni paregi
Arav - thik hai so aaj se ham doost
Adhya - so tum padhai karoge na acche se
Arav - kaise karu padhai yaar man hi nahi lagta
Adhya - arav mein hu na tumhare saat kal subha School ke bahar milo tum mujse subha thik 5 baje
Arav - but kal to Sunday hai
Adhya - to kya huya doost ki baat nahi manogi so done
Arav - okay done
Teacher - tum dono ki khusur pusur hogayi abhi class ko agge badhaye
Aradhya came out from there khusur pusur land 🤭
Aradhya - ha mam Kyu nahi agge badha hi sakte hai
The whole class starts laughing very loudly
______________________________________________
Next day in 5 am (Sunday funday)
Adhya - tum pure 10 min late ho
Arav - kya karu itni subha uper se kitni thadh hai
Adhya - okk aab chalo vaha jo pahar hai uske uper char na hai
Arav - kya per itni thadh mein
Adhya - ha thadh mein hi aab chup chap chalo
They start climbing the mountain arav was about to fall but adhya hold him and they shear a cute eyelook after sometime they separate
Arav - akhir pohoch hi gaye
Aradhya - ha pohoch gaye
Arav - aab bolo mujhe yeha Kyu leke aayi ho
Adhya - yeh pahar tumhare sapne Tak pohoch ne ka rasta hai arav jaisa pahar per char ne se pahele tum dar rahe the kya mujse yeh hoga kya mein kar payunga but tumne kiya na waise agar tum yeh sochoge ki mein padhai kar sakta hu jaroor kar payunga so dekh na tum jaroor kar paoge jaise is safar mein tumhare saat mein thi us safar mein bhi rahungi hamesa
Arav - thanks adhya mujhe samajh ne ke liye aur mujh jaise Pagal ke liye itna soch ne ke liye *a tear drop escaped from arav 's eyes*
Adhya - aab rulayega kya aur kya ro raha hai Pagal chal vaha bohot khubsurat se ful hai chal tujhe dikhti hu
Adhya start playing with the flowers and arav was just looking toward her and a charming smile appear on arav's face and arav's heart start singing "ek ladki ho dekha to Aisa laga"
Adhya - tu kya dekh raha hai
Arav - mujhe tujhe kuch batana hai
Adhya - bata na
Arav - pata hai bohot jald hai per mein tujhe bohot pasand Karta hu jis din tujhe paheli bar dekha tha us din se
Adhya - but ham ek saat nahi ho sakte
Arav - kya adhya tu mujhe pasand nahi Karti kya
Adhya - pyaar Karti hu tujse but agar mein tere kareeb aayi to tujhe dhoka de dungi is liye ham sirf doost ban ke rahe to hi accha hoga
Arav - Aisa nahi hai ham ek saat honge to sari musibat se ladh lenge tu ne bola tha na har safar mein mera saat degi mera so kya zindagi ke safar mein meri hamsafar banegi
Adhya - ha jaroor banungi but tu bhi padhai acche se karega nahi to mar ke hospital mein admit karva dungi
(They both hugged each other very tightly)
_____________________________________________
Teacher - is saal class 9 mein 2 logo ne top kiya hai adhya and arav
The teacher leave
Arav was very happy but adhya was very sad arav notice it
Arav - adhya kya hua ree
Adhya - kuch..nahi..kuch bhi nahi
Arav - chup chap bata mujh pata hai tu kuch chupa rahi hai
Adhya - vah na papa ka transfer hogeya hai ham is saher ko chod ka hamesa ke liye ja rahe hai fir kab milenge mujhe kuch nahi pata but arav mein tere bina nahi rahe payungi kya karungi mein arav hamara yeh rishta tut to nahi jayega na *adhya start paniking*
Arav - adhya tu shant hoja *arav hugged adhya*
Adhya - arav sab kaise hoga
Arav - sab ho jayega jab ham saat hai sab thik hojayega*arav kiss on adhya's forhead*
The time stop for them for sometime
Arav - tu shant hoja ham jaha bhi honge hamesa ek dusre se pyaar Karte rahenge I love you adhya
Adhya - I love you too arav
Adhya's family go to another city
_____________________________________________
After 8 year aradhya was in a long distance relationship but from some days adhya was not receiving his call
Arav plan to surprise adhya
Arav - aa hi geya mein adhya ke seher mein usse surprise dungi meri adhya mujhe dekh kar bohot khush ho jayegi
Then arav saw adhya and arav's heart broke in to small pieces
adhya was in bike with a another boy adhya's head was on the boy's shoulder she was tightly hugging him her eyes was closed then she silently open her eyes adhya was smiling while seeing arav
To be continued.......
Kaisi lagi story?? Vote aur comment Karna bilkul mat bhul na okk
I love you ❤️ arav I love you ❤️ adhya till infernity ♥️
Your Writer
Sreja
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top