Main roya na hota
Main roya na hota
Main khoya na hota
Teri baahon main aakar
Main soya na hota
Ye vaade na hote, ye rashme na hotin
Ye iraade na hote, ye kasme na hotin
Na roothna manana, na rona rulana
Na baarish main bheegi mulakaaten hotin
Na ye hairani hoti
Na pareshaani hoti
Agar tu mujhse na milti eZindagi
Ye kuch bhi na hota agar tu na hoti
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top