The Screams 🤣

After the Play in rain, Anuseena reached back at the house laughed and Giggling being fully drenched in water.

"Ya allah!, Ye sab kya hai?" Ammi shouted.

Anuseena looked at each other.

All came out.

Haseena: chill Ammi, hum bas Baarish mein thoda bheeg gaye.

Maa: vo kaise?

Anubhav: b..bas bh..bheeg gaye!

Anubhav went inside and behind him went Haseena.

All followed them

Maa: are agar baarish aa rahi thi toh kahi ruk jate.

Anubhav: (murmuring) ab ruk nahi payege.

Haseena heard and blushed.

Pitashree: kya?

Anubhav: h..humara aarth hai ki, humse aise kisi bhi aaparichit sthan par ruka nahi jata.

Ammi: ab khade kya ho? Jao Jake change karlo.

Anuseena nodded and immediately rushed into the room like they were having a race for something.

Both took their towels and moved towards the bathroom and stopped holding the knob.

All peeped inside Anuseena's room.

Haseena: pehele hum jayege.

Anubhav: nahi phele hum.

Haseena: nahi pehle hum.

Abbu: kya khaya tha Haseena ke janam ke waqt? Kitni behes karti hai ye?

Ammi: humne vahi khaya tha jo apne khilaya tha. Huhh!

Pitashree: isme Haseena ki koi truti nahi hai humara Anu bhi kuch kam nahi hai.

Maa: vaise subha ki ladiee thandi ho toh gaiee hai.

All: hmmm.

Anubhav: apke Karan bheege the hum.

Haseena: toh apko maze bhi utne he aa rahe the.

Anubhav: h..ha toh kya hua? Pehele hum jayege.

Haseena: Anubhav time pass mat kijiye, hume padhna bhi hai. Jane dijiye n.

Anubhav: samay vyarth ho raha hai?

Haseena nodded positively.

Haseena: haa

Anubhav: toh ek kary karte hai dono bheetar chale jate hai?

Anubhav pulled Haseena inside without giving her anytime to think also and locked the door.

All out side kept their hands on mouth and immediately ran towards the living area.

All were still with wide eyes looking eachother's faces.

Pitashree cleared his throat.

Pitashree: t..toh...

Abbu: b..baat yaha tak pohoch chuki hai.

Ammi : aur hume laga tha ki...inn dono ne ab tak apne rishte ko he nahi kubul kiya hai.

Maa: par ye log toh ba...

All: (screamed) nahi!!

Pitashree: y..ye humare bete aur bahu ki v..vyaktigat baat hai.

Karishma came.

Karishma: Amma bhaiya aa gaye ky?

Maa: haa.

Karishma: haa toh hum unse mil kar ate hai.

"Nahi !!", All screamed again.

Karishma got scared and looked at all with a shock.

Karishma: k..ka ka ka hua?

Maa: t..tujhe kya kam hai A..Anu se?

Karishma: padhai ko leke kuch puchna tha.

Maa: n..nahi tu abhi nahi jaa sakti, v..vo Anu...Anu

Pitashree: S..Snan kar raha hai.

Karishma: acha, toh koi baat nahi b..bhabhi toh hogi na hum unse help le lete hai.

"Nahi!!", All screamed again.

Karishma again got scared and shocked.

Karishma: A..Ama ye baar baar Dara kahe rahe hai?

Ammi: beta Dara nahi rahe vo bas tu abhi Haseena se bhi nahi mil sakti.

Karishma: kahe?

Ammi: k..kyu ki v..vo bhi naha rahi hai.

Karishma's eyes got wide.

Karishma: chee! Ama dono ka ek he baathroom mein naha rahe hai?

"Nahi!!", All screamed again.

Karishma got again scared and shocked.

Karishma: Ama ye baar baar mini heart attack kahe dene lagte hai aap log?

Then their entered Anubhav.

"Aahhhh!!", All screamed except for Haseena.

Now both Anushma got scared and Shocked.

Anubhav: k..kya hua? Ap log chilla kyu rahe hai?

All looked at Anubhav from top to bottom.

He was in the same clothes in which he got wet in the rain.

All: tum toh nahane Gaye the na?

Anubhav: Snan hetu toh Haseena gaiee hai.

All: par tum toh...

Anubhav got confused.

Anubhav: kya hum toh?

Anubhav looked at Karishma.

Anubhav: behena sab aise kyu bartav kar rahe hai?

Karishma:(into Anubhav's ears) Ama Bhaiya humaee khayal se toh sab ka dimag fir gaya hai. Dekhiye na, kaise baat baat pe chilla rahe hai.

Then entered Haseena after Bath with wet hairs.

Haseena: Anubhav ab aap chale jaiye.

Anubhav: haa.

Ammi and Maa: bete tu akele gaiee thi?

Kareenav's eyes popped.

Haseena: toh kon Pure moholle ke saath jata hai?

Anubhav: Haseena, inn sab ko kuch ho gaya hai.

Anubhav went to freshen up.

Karishma: Amma Bhabhi iss se pehele hum topa jaye yaha se chaliye.

Kareena too left.

All again looked at Eachother.

Ammi: jo tab dekha tha vo sahi hai?

Maa: ya jo ab dekha vo sahi hai?

Pitashree: aur jo ab dekha vo sahi hai...

Abbu: toh jo tab dekha vo kya tha?

Actually hua ye tha ki...

After all left,

Knob of the bathroom again got opened .

Anubhav : kya hua? Ab samay nahi bachana?

Haseena : nahi hume timepass chalega.

Anubhav: ap baybheet toh aise ho rahi hai jaise hum saty mein aisa kuch karne wale the.

Haseena: Hum jate hai Anu, Ap Shararti hai par ap aisa koi kaam nahi karenge jo hume uncomfortable lage.

Anubhav: itna vishwas?

Haseena: haa aakhir ap humari choice hai.

Anubhav smiled and Haseena went back into the baath room.

Toh ye hua tha.

Kya tum log kuch bhi sochte rehete?🙁

__________________________________

Toh kaisi lagi mere dimag ki khurafat?

(PS : only for entertainment purposes don't take it seriously)

__________________________________

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top