Ajnabi Humasafar

During a peaceful Monday morning at a house of Lucknow a beautiful Girl Got ready and Came down in the living room she saw her father and hugged him

Haseena: Good Morning Abbu

Abbu: good morning...

Ammi: haseena aja Nashta lag gaya hai

Haseena nodded and the family sat for the breakfast...

Ammi: aur beta Anu ki kya khabar hai?

Haseena understood what Ammi meant but she pretended to be unaware of her meaning

Haseena: Theekh hai Ammi... Bas ati he hogi

Abbu: beta ata he hoga aisa kehte hai

Haseena: par Anuradha toh female hai n Abbu

Ammi: Ya Allah mai Anuradha ki nahi Anu ki baat kar rahi thi... ANUBHAV tera Shohar

Haseena: Ammi hum unhe Anu nahi kehte aur dusri baat hume kaise pata hoga ki vo kaise hai?

Abbu: kyu Roz milte nahi ho kya tum dono?

Haseena: Nahi Abbu...sirf Rubaru hote hai ... Na vo humse baat karte hai aur na hum unse

Ammi: kyu ? Ladiee huee kya tumhari?

Haseena: (exhaling) nahi Ammi !! Bas topic nahi hota ek dusre se baat karne ka...

Haseena Got up from her seat

Ammi: are uth kyu gaiee?

Haseena: humara hogya

Abbu: Are beta khana toh pura kar ke jaa...

Haseena: Anubhav ki Baton se pet bhar gaya humara...By

Saying this she left

Abbu: tum bhi n khane ke baad Anu ka zikr nahi chhed sakti thi?

Ammi: meri toh samjh nahi ata kab tak ye dono ek dusre se dur bhagte rahenge ?

Abbu: waqt do unhe...bacche hai dono abhi...

Here At Singh House Anubhav was all set to leave...

Anubhav: Amma hum Jaa rahe Hai

Amma: ruk...

ANUBHAV: Amma Hume villamb ho raha hai

Papa: are ruk n 5 min kuch avashyak he hoga anyatha tumhari Maiya tumhe iss prakar rokti nahi ...

Here came Amma with a tiffin in hand and Anubhav understood what it must be...

Anubhav: kya Amma ...ap kyu har baar humare haaton se Halwa bhejti hai haseena keliye...

"Taki ap apne Haton se bhabhi ko khila sake" said Karishma with a naughty smile on her face

Anubhav picked the pillow from the sofa and threw towards her

Anubhav: mon raho kuch kshan

Papa: usse kyu mon rehene keliye keh rahe ho?

Anubhav: baba apke ke ati sneh ke karan ye iss prakar bigadti jaa rahi hai

Amma: Ohho!!! Har baar ye ghussa Teri naak par hona zaruri hai kya?

Anubhav: Amma Hume nahi pata... Hum nahi jayege Haseena ke pass

Amma: iss bar le ja agli baar Ghar bula lungi

Anubhav: koi Avashyakta nahi ... Hum de ayege...

He took the tiffin from Amma's hand and left...

Amma : ye ladka humesha ghusse mein kyu hota hai aur kabhi Haseena ki baat par iska koi dhang se jawab kyu nahi hota?

Papa: samay do shrimati Sahiba... kya pata samay ke saath ye dono nikat aye...

At the college... Haseena was sitting in the kanteen area and was having her favourite double cheez sandwich

Anuradha: fir se ghar se ghusse mein nikli kya?

Haseena : tujhe kaise pata?

Anuradha: jab bhi ghar se ghusse mein nikalti hai...yaha ake Ye double cheez sandwich khati hai...ab kya hua?

Haseena: Same old story...ammi ki gadi aa Jake uss Anubhav par he atak ti ha

Anuradha: mujhe ek baat bata... Kabtak uska topic avoid karte rahegi? End mein tum dono ko zindagi saath he bitani hai...

Haseena avoided her words and focused on eating her sandwich when a tiffin came in front of her eyes... He looked at the person who was looking at her...

Haseena: ANUBHAV ab ye kya hai?

Anubhav: Amma ne Punha Tumhare hetu Halwa bhijwaya hai...

Haseena took the tiffin from his hand

Haseena : hmmm...

Anubhav took a glance at the cheez sandwich in her hand and left...

While he was moving Mohan was talking to him

Mohan: Bhabhi ka mood aj phir kharab tha..

Anubhav stopped and glared at him in anger..

Mohan: ab Bhabhi ko toh bhabhi he kahuga n

Anubhav: yaha Mahavidyalay mein kisi ko bhi Humare aur uske vivah ke baremien kuch bhi gyaat nahi hai ... Kisi ne agar ye bhabhi shabd sun liya n sab ko shak ho jayega...

Mohan: So what? Ek na ek din sabko pata chal jayega...ki vo sirf meri nahi pure college ki bhabhi hai

Anubhav gulped and held his collar by back neck

Anubhav: agar apne andar ke devar ko abhi nahi sulaya n toh apke andar ka devar punha kabhi jaag nahi payega...

Mohan: sorry!!sorry!!

ANUBHAV left him and was about to move when he found a pair of eye looking at him...
She was non other than Haseena
Their eyes met but soon Haseena took off her eyes from him

Anubhav left with Mohan

Haseena: isse ghussa karne ke alawa kuch ata hai ya nahi?

Anuradha: chhod yaar...class hai...chal jaldi

Here Anubhav entered the class ...

He sat on his place and after a while Haseena too came in the class and sat on her place...She looked at Anubhav and Anubhav too looked at her...both the eyes met again and then both looked at different directions

Mohan: (teasing) kya baat hai ? Ajj Mahashay aankh micholi khel rahe hai

Anubhav again glared at Mohan

Mohan: yaar tu usse notice bhi karta hai aur keheta bhi hai ki tu uske liye kuch feel nahi karta

Anubhav: hum unke liye koi Bhavna nahi rakhte bas unhe nazarandaz nahi kar paate... Hum Humsafar hokar bhi do agyaat ajnabiyon ke taraha hai

Mohan: tumhe apne parivar pe ghussa ata hoga n iss shaadi ke wajah se

Anubhav: krodh nahi ata ... Kyu ki kabhi bhi ye vivah humare sapno ke beech nahi aya parantu...Pachtava hota hai ki Hum aur Haseena kabhi bhi ajnabi ke vyatirikt kuch aur nahi ban payege kyu ki agar prem hona hota toh kab ka ho jata

Mohan: kabhi iss relationship ko chance Diya hai?

Anubhav: Avashyakta he nahi lagi... na hum aur na he unhe...

Mohan: yaar ye kaisa relationship hai? Na tu koi intrest dikhata hai aur na he vo...

ANUBHAV looked down and Exhaled...

Here Anuradha and Haseena was also talking about the same topic...

Anuradha: Kaisa relationship hai yaar tumhara? Tum dono totally ajnabiyon saman rehete ho... Khatam kyu nahi karte iss rishte ko ?

Haseena: kyu ki iss rishte se sirf hum dono he nahi ... Humare parivar bhi Jude hai aur vo iss rishte se bohot khush hai...

Anuradha: toh matalab tum dono  ne life time aise rehene ka sooch liya hai?

Haseena : Haa shayad !! Yehi hai humara rishta ... Ajnabi Humasafar ka...

Ab jab aisi ho tragedy
Toh kaise aage badhegi inke relationship ki compatibility??

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top