karan v/s Bala
Hai ..
Hello ..
Happy reading..
So sab se pehle mareez-e-ishq keliye bole Gaye the isiliye yeh chapter , uske baad order wise baaki books ka bhi update dungi ..
Now let's begin the story ..
*******************"
Village
Morning 4 am ..
Bala got woke up and trying to wake up karan.
Me : haan haan role riverse 😂😂
Bala : oyye raheez zyada ravan Kumar, utto subha hogaya hai ..
Karan tried to otherside and again slept by cuddling his pillow ..
Bala signed and poured a bottle of water on him ..
Karan : baarish baarish baarish..
Bala : baarish nahi apan Bala saitaan ka saala ..
Karan : ( irritatingly ) toh shaitaanon ko jagav mujhe kyu jagarahe ho ??
Bala : utto bhaiji 4 bhaj gaya hai , subha hogaya hai ..
Karan : ( in sleepy mode ) 4 bhaji hai ?? Ya subha huyi hai ??
Bala : yaha subha 4 bhaje ko hi hothi hai , batra saab ka rule hai sabhi ko 4 bhaje ko hi utna hotha hai iss ghav mein ..
Karan : ( still closed eyes ) yeh village hai ya military academy ?? Subha chaar bhaje koun utt tha hai ?? Mein thodi der baad 8 bhaje ko utunga tab utana mujhe ..
He again slept on his place on floor ..
Bala : yeh bhaiji ayisa nahi sunengey , mein Jake batra sir ko hi le aatha hunn ..
He runs to batra sir room and comes with him in few minutes and sees an empty bed ..
Batra : kaha hai woh ??
Bala : ( by scratching his head ) pata nahi saab , abhi tak toh yehi par tha ..
Tabhi karan jog karne ka acting karte huye aatha hai ..
Karan : Bala abhi tak ready nahi huya , chalo jogging keliye late hora hai ..
Batra sir Bala ka sur par ek chapak maarke ander chala jatha hai , both Bala and karan jog par chala jatha hai ..
Subha 4 bhaje ofcourse sun toh nahi hotha hai , yeh dono ki ladayi aur behes dekh kar Street dogs indono peechey lag jate hai ,, aur usse bachne keliye jogging ko running mein badal kar wapas Ghar ajatha hai dono ..
******************
8 am
Breakfast time ..
Ghar ka sabhi log breakfast kar rahe hote hai ..
Karan bhi join karna chahtha tha , but humara Bala jin ke pass sirf adha adura information thi woh karan ko beech mein hi rokh Letha hai ..
Bala : tum kaha jare ho ??
Karan : breakfast karne ..
Bala : tum Ghar walon ke saath karoge ?? Hum baad mein karengey ..
Karan : what ?? What do you mean ,
Bala : bhale hi woh log servants ko pariwaar jaise treat karte hai lekin humme baad mein hi khana hota hai ..
Karan : mein koi servant nahi hunn iss ghar ka da .
Bala : Monami didi , yeh raheez zyada ravan Kumar..
Karan : ( by closing his mouth ) ok chup hojao , mein baad mein hi khalunga , tum chup raho ..
Sabhi log khana khake chala jate hai lekin koi bhi karan ke baremein nahi puchte hai , jis ki wajese karan ko bura lagta hai ,
Bala : ab chalo khana khate hai ..
Karan : mujhe nahi chahiye koi khana ..
Woh gusse mein chala jatha hai ..
Bala : ( shrugging his shoulders ) teek hai math khao ..
Bala continued his breakfast ...
*************
11 am ..
Karan got ready to go for work in farming field
Bala sees him tiptoe ..
Bala : tum kayi jare ho ??
Karan : nahi toh tumhare saath aara hunn khair mein ..
Bala sees him in clean blue shirt and cream color pant. .
Bala : yeh kapde ka price kithne honge .
Karan : ( seeing himself tip toe ) shirt ka toh around 4000 hogi , aur pant ka toh 6000 hogi , kyu ??
Bala : subha subha 10000 rupai satyanash , chaliye chalte hai kaam mein ..
They two left to keth and start the work ..
Being an experienced person , Bala was giving training to karan and being a not so obedient student karan pura din Bala ko pareshaan karta raha aur , lunch ke roop mein sirf ek roti and one cup 9f rice with a curry and achaar nd karan ka toh in sab ki aadat nahi hothi so woh meal bhi skip kardetha hai , usse zyada hurt toh woh tab hotha jab monu usse uss situation mein dekh kar bhi , ignore karke chali jathi hai ..
Karan mann maar kar pura din kaam karke shaap ko ghar wapas aata hai , Bala ka hi room mein rehtha hai so directly ander jake kudh ko mirror mein dekhta hai jo light blue shirt dhool mitti ki wajese brown colour mein badal gayi thi , ab cream colour pant ka kya hi bole , patha nahi kin kin colour mein saj gayi thi ,
Pura din kaam karne ke baad unka bady kisi kaam ka nahi raha , jayarsi baat hai humesha AC mein laptop mein kaam karne wala insaan aaj pura din 32 degrees Celsius mein dhoop mein kaam kartha raha toh unke ander kuch khane keliye bhi takat nahi hai , woh wahi par chaadar laga kar sojatha hai , kuch der baad Bala ander aata hai ..
Usko dekh kar hi pata chal jata hai ki unka mood teek nahi hai ..
Karan : kya hua muhh utra huva kyu hai ..
Bala Monami didi ki tabiyat karaab hai ..
Immediately karan stood straight..
Karan : kya hua hai Monami ko ??.
Bala : tumhe ithna intrest kyu hai ??
Karan :( by holding his shirt ) pehle bathav Monami ko kya hua hai ..
Bala : shirt chodte toh bathatha hunn ..
Karan releases the shirt ..
Bala : woh didi jab se Mumbai se wapas aayi hai tab se teek se khana nahi kha rahi thi aur teek se sothi nahi aaj toh hud hi hogaya hai , ek nivala bhi nahi khayi thi , low BP ki wajese ...
He turned to see karan but karan already left from there ..
Bala : yeh bhaiji kaha Gaya hai ??
***************
Monami is sleeping in her room and uski haat ko drop lagi huyi hai , karan sab se chupte chupate huye kidiki se karan ander ajatha hai , monu ko ayise dekh kar unhe bahut takleef hothi hai , uske sar ke ass bhait kar Baal sehla kar kudh mein soch Letha hai ..
Karan : ( to himself) kya yaar rani sahiba , gussa toh mujh par thi na , fhir kyu kudh ko saza deri ho ?? Agar tumhe kuch hojatha toh mein kaise jee lunga ?? Hazaar musibate jhel sakta hunn lekin tum par ek aanch bhi aayi na mein dekh nahi sakta hunn ( he keeps his lips on her forehead ) chahe toh tum mujhe aur nafrat Karo lekin tumhe khud ko aur hurt karne dunga ..( by holding her hand ) aaj tak karan Sherghil ka pyaar dekhi thi na tum , kal se karan Sherghil ka zidd dekhogi , chahe toh mujhe zindagi bhar maaf math karna , mein Puri zindagi tumhari maafi keliye wait karunga lekin tumhe ayise khud ko takleef nahi Dene dunga ..
He covers her with a blanket and left from window by determine something in his mind , Swetha ji sees everything and thinks something to herself and calls to someone..
Otherside someone lifts the call ..
" Maasi iss wakth call kaise kari aap "
Swetha: tumhari madad ki jarurat hai mujhe Suman ji ..
Suman ji : sumanji se koi madad maange aur woh na kare ayisa hohi nahi sakta , boliye maasi kya chahiye ??
Swetha explains something to sumanii
Sumanji : bus ithni si baat hai , mein abhi Rajesh ji ko bhej dungi , aap tension math lijiye damaad ji ka khayal acchese rakhengey hum ..
Saying this she cuts the call ..
Swetha : ( to herself) tumne jo Kiya uskeliye mein kabhi maaf nahi karungi lekin mein Sid mein aur tum mein kabhi koi farak nahi Kari maine isiliye tumhe ayise takleef mein nahi dekh sakthi hunn mein ..
She takes a deep breath..
*******************
Karan was playing with mosquitoes and trying to sleep but bhook and macchar ki wajese unko neendh nahi aarahi thi ..
Bala : ( seeing karan in sleeping position, ) lagta hai acchi bonding hogayi hai tum logon ke beech , raat ka wakth bhi games khel rahe ho ..
Karan understand his sarcasm and theowed his shoe on him tabhi koi unke room mein bina break ki gaadi ki tarah enter hogaye aur karan ki samaan ko utane lage ..
Karan : chor chor , yeh kya badtameezi hai ?? Khule aam chori karte huye sharam nahi aata ?? Alleast sone Tak inthazaar karthe ??
Bala : yeh chor nahi Rajesh ji hai ..
Karan : Rajesh ?! Koun Rajesh ??
Rajesh ji : Rajesh nahi Rajesh ji , mein hi hunn Rajesh ji , sumanji ka pati
Karan : aur yeh Suman ji koun hai ??
Rajesh ji : Rajesh ji ki patni aur koun ..
Subha se kaam karna fhir kuch nahi khane ki wajese fhir inlogon ki betuki baathon se karan ka sar ghoom ne laga ..
Rajesh ji karan ka haath pakadke unke ghar jabardasti lekar Gaye ..
Karan : arey ajeeb ghav hai , kaise log hai yaha ke ?? Sab ke sab pagal hai kya ??
Rajesh ji :(showing the bed ) aaj keliye iss bed mein adjust karlo , kal se kuch arrange karengey tumhare liye ..
Karan : lekin aap hai koun ??
Rajesh ji : Swetha ji meri maasi hai , unhi ne bheji thi , ab sawaal jawaab khatham , kal baat karte hai ..
Karan felt overwhelmed bcoz abhi Swetha ji un par gussa thi lekin parwa karthi hai yehi khafhi karan ko himmat badane keliye ..
He took out his phone to check signal ..
Rajesh ji : yaha signal nahi milegi , kal subha dikhatha hunn kaha signal milthi hai ..
Karan ko bed dekh kar ayisa laga ki unki mann ki muraat puri hogayi ho thodi der mein sumanji ek table fan lagayi thi , achanak karan ko royal feeling aane laga 😂😂
Fhir woh wahi par sigaya tha , next day morning asusual 4 am ko utt jatha hai fhir Rajesh ji ,, waha lekar Gaya jaha phone signal hothi hai jo village se 2 kilo meter dhoori par tha ..
Karan first faizi ko call karta hai , aizi neendh mein hi call utatha hai ..
Karan : faizi , jo mein bol raha hunn woh karo .
Faizi : tum mere sapne mein bhi aare ho ab ?? Koel kya sochegi humare baare mein.
Karan : sapna ??? Mein sach mein call Kiya hai saand , rukho mein uss gadhe ko bhi call kartha hunn ..
He calls Aneesh ..
Aneesh : karan Aneesh so Raha hai plz thodi der baad call Karo ..
Karan : toh tu koun hai be , agar call cut kardiya na , kisi ko murder karke unke laash pass tumhara I'd daldunga ..
Yeh sunte hi Aneesh ka neendh gayab hogayi thi saath mein faizi ka bhi ..
Karan : accha suno , tum dono mere liye ek kaam karo ...
Karan : sabse pehle mere liye normal kapde kareedo ..
Faizi : kya tum abhi pehente ho woh normal kapde nahi hai ..
Aneesh : ok hojayega , lekin kounsi brand chahiye ??
Karan hits his forehead and understands that " in dono se baath karke Mera time hi waste hojayega "
He immediately cuts the call and texts something to them and he calls param now ..
Param immediately lifts the call ..
Param : karan , iss wakth kiya tune ?? Koi problem toh nahi hai na ??
Karan : bhayya ek aap hi ho mujhse samaj sakte ho aur mujhe bacha sakte ho ,, yaha toh sab kuch mess up hogaya hai ..
Param : ok ok relax , bathav kya karna hai ??
Karan : sab se pehle mujhe company ek job chahiye under Monami ..
Param : what ?? Lekin tum company ka CEO hai karan ,
Karan : pehle meri baat toh suniye bhayya ..
Param : ohk ohk bathav ..
Karan explains everything.
Param smiles and laughs a loud ..
Param : biwi ko aur sasuraal walon ko manane keliye ithna sab kuch ??
Karan : bhayya aapko hasi aari hai yaha meri watt lag raha hai , ek hi din mein meri halat karaab hogaya hai ..
Param : ok ok tum jo bhi bathaye the sab ayega bus tum Monami ka kayal rakhna ..
Karan : haan bhayya aur un dono ghadon ko bhi bhej dena , mere absence mein kuch zyada hi enjoy kar liye the ..
Param : ( smiling hardly ) teek hai , take care .
Karan : bye bhayya ..
Param : bye ..
They ends the call.
********
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top